Moneybooker (Skrill) in instaforex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    sir meine moneybooker par apna bank account kis tarah attach krna hai plz help me ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: bilalahmad696 پيغام ديکھيے
      sir meine moneybooker par apna bank account kis tarah attach krna hai plz help me ...
      Money booker par account attach karna koi masla nahi hay brother, account may jao aur add credit card or bank par click karo, apnay bank ka name, swift code aur IBAN likho, aur submit kar do, add ho jaye ga, lakin verify nahi hoga wo. Verification ka method alag hay.
         
      • #18 Collapse

        Dear Abdullah2008 Please tell me what is the process of withdrawing the profit amount through Pakistani exchangers. Please thora detail main bataye ga ta ke sab new traders ko achi tarah samajh aa jaye. Thanks in advance.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
        Brother, waisay to bank transfer k sirf 4 say 5$ bantay hain, lakin mujhay nahi lagta keh itni kam fee charge hogi, meray hisab say to kam say kam 40$ charge hoti hay, lakin may nay abhi tak k bank transfer kia bhi nahi hay, kyo keh may Pakistani exchangers say he exchange kar layta ho.
         
        • #19 Collapse

          yh bht achi news ha forex insta company ki k withdrawal to skrill fee logo nhi hoti. insta ka yh bht acha aqdam ha. insta best broker company ha world ki jo bht sy logon ko faida phncha rhi ha. thanks for sharing your knowledge.
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
            Dear Abdullah2008 Please tell me what is the process of withdrawing the profit amount through Pakistani exchangers. Please thora detail main bataye ga ta ke sab new traders ko achi tarah samajh aa jaye. Thanks in advance.
            Brother, pakistan may bohat saray exchangers hain jo ap say skrill k dollars buy kartay hain, lakin sab say big problem to yeh hay keh ap un par bharosa nahi kar saktay, aur dosri baat yeh hay keh ap ko paisay bhe kam milay gay, jab keh agar ap bank transfer karwa lo gay to ap ko faida ho jaye ga aur paisay bhe safely ap k bank account may pohanch jaye gay.
               
            • #21 Collapse

              abdullah bha please tell us which bank account should be use with skrill,please tell us ka skrill ka sth pakistan ma hamar local bank account ho ya foreign currecy account jasa allieb bank ma express account hay,please reply soon.
               
              • #22 Collapse

                Main nay jab say trade start ki hai os wakat sai sirf moneybookers hi use kar rahi hon. moneybookers main withdraw 24hours main receive ho jata hai. isk ilawa moneybookers ki service bhi bohat achi hai. limit increase karna hum pay depend karta hai. kuch karwa laitay ahi nor kuch nahi.
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hbk khan پيغام ديکھيے
                  abdullah bha please tell us which bank account should be use with skrill,please tell us ka skrill ka sth pakistan ma hamar local bank account ho ya foreign currecy account jasa allieb bank ma express account hay,please reply soon.
                  Brother, thora sabar karo, may nay do banks Allied bank aur UBL ko add kia hay, aur UBL may bank transfer kia hay, wo teen char dino may ajaye ga to phir may ap ko batao ga k koi fee cut hui yaha Pakistan may ya nahi, kyo keh mujhay thora shak hay keh yaha par banks may 40$ tak cut ho jatay hain, ab dekho ga to ap ko batao ga.
                     
                  • #24 Collapse

                    dear friend apne bohat achi information di ap ka shukriya lekin muje aik bat ki smaj nahi aee ap keh rhe ho bonus ka withdraw ho skta skirll pe meri knowledge men tu ye hai k hum jo bouns post ker k bna te hen wo tu srif trade k leye hai na withdraw k se ho skta ha aur jaha tak skirll ki service ki bat hai tu ye tu boht khosh aaen bat hai k atna asni se humen apna withdraw mil skta hai good friend
                    • #25 Collapse

                      bhai ne kaafi knowledge wali bt ki hain mujhe isse pehle skrill k bary main bilkul b nahe ilam tha lekin ab thora search kro ga iss bary main b, isse pehle main just instaforex per relaye kr rha tha , becuase main uss k bary main kaafi kuch search kr chuka tha lekin ab main iss bary main b search kro ga thanks bro..
                      • #26 Collapse

                        I am a new trader and learn about trading but I am little know about MoneyBoker. Money Boker services in Pakistan is excellent so we use it easily to deposit withdraw and deposit through Debt or credit cared through strandard Chartered Bank in pakistan. I have deposited amount $500 my balance show in my account within 24 hours.
                        • #27 Collapse

                          je han money booker hi best online bank hay or main apni sare pyment money booker main hi withdraw ly rahi hoon is main profit kam say kam time main mil jata hay mery sabhi friends bhi money withdraw k liya mney booker use karty hain.or is main taxes bhi kam hain.
                          • #28 Collapse

                            thanks abdullah bhae for such a post,
                            please share karain k pakistan may deposit ya with drawl ka lia kon si service sub sa best hay
                            2-ager ham skrill use karain to uss k sath kiss bank ka account use karain.
                            3-pakistan may hamra account foreign currency may ho ya pak rupee ma jis ko ham skrill sa attach karain,.
                            please reply soon.
                               
                            • #29 Collapse

                              please kai app ya batain gee k app money booker account ka sath konsa bank account ko use karti hain.or kitn acharges app ko normaly pay kar na parta hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                thanks alot sir apne muje itna acha guide kia main yehe confuse tha ke money booker ka account open hone ke bad hum apna profit kis tarah se withdraw karwayenge lekin apne is thraed main meri sari confusion clear kardi kiun ke agar hum ksi aur tareeke se withdraw karwate hain to fees chage hogi aur apne kah its free no chrges so thanks alot

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X