skrill sy bank account me dollar transfer krna??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    skrill sy bank account me dollar transfer krna??
    dosto kia aisa nhi ho skta kay mein skrill sy jo amount withdraw kron woh mere bank account me transfer ho jaey agar aisa ho skta hay tu plz guide kren??
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    HAn skrills ap ko payment ap ka bank main deta hai. agar ap ka pass skrills ka verified account hai tu ap us main se asani se withdraw lay sakty hain ap ka withdraw 2 se 5 din main ap ka bank account main transfer kar diya jaye ga aur iss ka charges bhi sab se kam hain jo har ki asani se pay kar sakta hai
    • #3 Collapse

      Aap apnay account ko skrill se attach kar dain is tarha aap skrill se pese apnay account me transfer karwa saktay hain jo ke ak good system he.
      • #4 Collapse

        skrill k dollars ap easily bank account main send kar sakkte hain aor khaas toor pe skrill k sath atm master card / visa card attach kar sakkte hain easily kissi exchanger k b sale kar sakkte hai,,,
        • #5 Collapse

          Jii han ap skrills se apny dollars apny account main transfer kar sakty hain is smain koi bhi problem nahi hoti ap asani se skirlls ka dollars apny bank main withdraw lay sakty hain aur iss ki fee bhi bohat hi k am hai jo har koi affored kar sakta hai aur asani se pay kar sakta hai aur hum kam amount bhi iss main withdraw lay sakty hain.
          • #6 Collapse

            Koin nahe bhae app Skrills k dollar ko apny bank account main transfer ker sagty hain our is k leay bhetar hoo ga app pakistan main standard charted main account open karein our wo account Skrills k sath attach ker dain
            • #7 Collapse

              agr ap ko skrill ky usd dollar bnamk my lean hy to phr ap boht hi easy sy skrill ky account ko bank ky sath attach kr dey jay to boht hi easy sy ap ko withdraw bi mil jata hy or earning bi ho jati hy
              • #8 Collapse

                thanks all dosto mujhy yeh pochna hay kay waisy agar dollars exchange kiye jaen tu woh sastay hain ya skrill sy bank account me bheja jaey tu woh sasta hota hay???
                 
                • #9 Collapse

                  g skrill sey hum money apney bank account main transfer kar sktey hain ise k liye aapka bank account skrill k saath attach hona chayia tab aap money apney bank account main mangwa saktey hain jis k kuch charges hain.
                  • #10 Collapse

                    main abi new user hoon and main skrill k baray main itna nahain janta ki skrill say kaisay bank account main dollars ko transfer ki ja sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Dear app Skrills k dollar ko apny account mai transfer kerna chahty hain to pakistan main standard charted main account open karein our attach ker dain us bank k account main ap instaforex say bhe direct withdraw lay sagty hain
                      • #12 Collapse

                        Assalam O Alaikum, Bhai jan yeh bohat hi asaan hai agar aap ka koi bhi bank account hai to aap apnay bank se apnay bank account ka IBAN aur Swift No. maloom ker ke apna bank account skrill ke sath attach ker len to aap apnay dollars bank main recieve ker saktay hain.
                        • #13 Collapse

                          yar skrill mene suna ha k forex ma sab se behter skrill ha jo money transfer k lie kam ata ha, mere khayal se skrill se asani se dollar bank account ma ajate han.
                          • #14 Collapse

                            Asslam-o-Alakum my dear brother ap skrill se jo amount withdraw kro ap wo money apne bank account main transfer ker sektay ho is k lie ap apna bank account apne skrill account k sath attach ker lain aur phir jeb ap skrill account main ja ker withdraw kro to money ap k bank account main transfer ho jay gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: skrill sy bank account me dollar transfer krna??

                              kafi saal pehly yeh mai nay experience kiya tha kay apny skrill ko pakistan kay bank ubl mai transfer keye thy tu meri 10% kay as pas bank walo ny deduction kar li thi us kay bad mai nay kabi bank ka naam nahi liya. Skrill aik acha wallet hai es ko ap local baich kar apni earning hasil kar sakty hain ya phir ap jazz cash ki saholat be Pakistanies kay leye skrill dy raha hai ap us ka be faida otha kay apny skrill ko sale kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X