papypal verify in pakistan ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    brother sub se pehle to apko ye pata hona chahiye ke ye forum paypal ya dosri kisam ki baat cheet ka nahi he. lekin phir b apko answer de doun ke paypal ka account verify krwane ke liye apko payoneer ka master debit card cahiye jis ki help se ap paypal ko verify krwa skte hien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      well brother mene kabhi paypal payment processor use nhi kara, but ap apna paypal account payoneer ke debit card ke through verify karwa sakhte ho, us ke leye ap ko 1st payoneer ka debit card apply karna hoga us ke bad ap apna paypal verify kar sakhte ho.
      • #33 Collapse

        g bhai mere khayl sey ap is time pe paypal k verification easily karwa sakhte hain kyun k pakistan walao k liye to paypal allow nhe hai per agr ap payoneer k card banwa lo to ap paypal k verification is k madad sey karwa sakhte hain ok dear
        • #34 Collapse

          nahain dear fridn paypal paksitan main verify nhain hai baaz trader usay payoneer master card k zariyeh say verify kerwatay hain.
          • #35 Collapse

            asslam o alikum bhai this is a forex trade not your paypal trade so ask this question to some other people who know about paypal..
            • #36 Collapse

              dear ap ki bat theek hay k Paypal ko Pakistan support ni kerta but hum Pakistan main American names and address se Papal ka account create ker latay hain aur is ko verify kerne k lie American bank ka account create ker k America se Payoneer ka master lay latay hain aur phir is Payoneer se Paypal ko verify ker latay hain.
              • #37 Collapse

                iss ki waja hai ka paypal proxy ko ziada read nahen karta os kay liyesab say easy mothod hai kay aap pely proxy say apa account creat karo or oss ka bad payoneer ka master card manga lo.
                • #38 Collapse

                  There are some companies or individuals that are offering paypal verified accounts and for that they charge you upto 50 dollars. But its not guaranteed that when you account is going to close. And some are using their relatives or fake address of that places where Paypal has got business.
                  • #39 Collapse

                    mere friend na to muje ja batyea hain ka paypal pakistan main work nahi karta hain us na ek dafa paypal main money send ki thi to wo pakistan sa withdraw nahi ho rahi thi paypal pakistan main work nahi kar raha hain ja europe main work kar raha hain
                    • #40 Collapse

                      paypal Pakistan ma support nhi krta hai iss liye ap iss ko correct information knsath use nhi kr sakkty hain pehly ye hota rha ka payoneer k sath account attach kr ka phr verify ho jat hai pr ab paypal na payoneer ko accept krny sa inkar kr diya hai tu ab Pakistan ma paypal use nhi ho sakta hai
                      • #41 Collapse

                        mere dost wese ek bat bata deta hon k paypal ka acount pakistan main nahi hai lehaza aap forex trading main payza ya skrill ka account bana len
                        • #42 Collapse

                          Main ne b kafi koshish ki hy. Lekan koi kamyabi nai mili. Es post k ek reply mi ek acha methode btya gya hy. Os k mutalq main ne kafi logon se ye bat suni hy. Ab dobara pher koshish krta hon. Ho sakta hy k es bar kamyabi ho jay.
                          • #43 Collapse

                            manay logo say suna hay is kay lye aap ko pehlay pioneer card say verify kareana hoga ya jaha verification ka option mangay ga waha aap pioneer card ka number dal saktay hay is tarah aap ka account verify ho jayega.
                            • #44 Collapse

                              Bhai jan Pakistan PayPal ko support zroor ni kerta but is ko hum kisi our county k phone number se verify ker latay hain aur aik payoneer ka account create ker k is k sath attach ker k Pakistan main use ker sektay hain but mare khyal main hum PayPal ki bjay skrill ko use krain to ye best hay aur Pakistan main reliable b hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bhai paypal ka account pakistanio ke liye nahi hai.pakistan mai bhot he pehle jo hai woh paypal banned ho chuka hai.lekin log phir bhi bana lete hai.mere nazaar mai illegal tarekay se banane mai masla ho sakta hai apko.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X