what is the payza processor fees??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is the payza processor fees??
    asalam o alaikum mujhay apsa ya pouchna hai ka mera pas 14 usd pare hen to pher payza ki fees kya hai withdraw ki . . .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jn mere khyal sey payza k withdraw fees zayada hai moneybookers sey is liye ap moneybookers sey withdraw kar lo ye ap k liye best hai or easy bhe or bhai jan moneybookers wala is time ko fees charge bhe nhe kar rahye
     
    • #3 Collapse

      bhai jan payza k fees zayada hai ap apna dollors ko moneybookers k zarya withdraw karwa lo moneybookers wala is time koi fees nhe charge kar raha
       
      • #4 Collapse

        bhai jan mere khyal sey to payza k fees bohat zayda hai is liye ap moneybookers ma withdraw kar lo ye best hai ap k liye wo is liye k moneybookers ma free withdraw ho rha hain
        • #5 Collapse

          Asslam-o-Alakum my dear brother payza ki fees kafi ziada hay mare khyal se ap ko skrill se withdraw lana chahie kuin k mare khayl main skrill ki fee be payza se kem hay aur ye reliable be hay.
          • #6 Collapse

            my trading fellow app nay baat clear nahe ki hy k app k pass ye amount insta k live account main hy ya payza k oper hy insta main hy to pher app ko 1 dollar near about fee withdraw ki payza ko pay kerna ho ge
            • #7 Collapse

              Buddy phely tu instasay jab bhe hum payza k oper withdraw kerty thy bohat he munasib fees the but us nay charges bharha deay hain mean zieda tu nahe bit other methods ki nisbat zieda hy tu app ko 14 dollar k oper .80 cents tak fee pay kerna ho ge mera guess hy because kafi earsa hoa use nahe kia hy
              • #8 Collapse

                dear brother main ne to payza se kabi b withdraw ni lie mare khyal main ap payza ki bjay skrill se payout lay lain to ye best hay is se ap ko her dollar per only one dollar fee pay kerni perti hay aur hum skrill account ko Pakistan main azadi se use b ker sektay hain sub se ber ker ye k is ko verify na b krain to b hum is se apna bank account ya ATM card number se he withdraw lay sektay hain.
                • #9 Collapse

                  payza ke barey mai mujhe koi idea nahi hai kuin ke maine abhi tak payza per kaam nahi kiya hai.app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha woh payment system ko use kerahe jo ke fees kaam leta ho aur processing fast ho jis ke.
                  • #10 Collapse

                    Dear ap payza ki site pe jany gay udr un k charges likhy hoty han ap wahan sy easily dakh sakty han ye waqat k sath sath change hoty rehty han is lay conform ni han payza ki site sy har information mil jay ge ap ko
                    Be safe .its a dangerous market out there...:D
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: what is the payza processor fees??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexrehmat پيغام ديکھيے
                      asalam o alaikum mujhay apsa ya pouchna hai ka mera pas 14 usd pare hen to pher payza ki fees kya hai withdraw ki . . .
                      Dear payza Pakistan mai itna popular nahi hai. esleye koshish karain kay ap koi or wallet skrill ki tarha ka use karain. jis sy ap kay dollar be sale ho jain or ap easily un ko buy be kar sakain.Payza ki normal jo fee withdrawal kay time deduct hoti hai woh 1.5% hai or deposit kay time broker ap sy koi charge nahi karta hai albata payza ka jo network hai woh ap sy kuch 1 sy 2 percentage tak charge karta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X