paypal main withdraw?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jahan tk meri information hy paypal ki service pakistan main bnd hain.Main ny acount bnany ki koshsh ki the par nahe bna so ap Skrills ya Payza py withdraw lay lo dono best hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Asslam-o-Alakum my dear brother insta forex se ab paypal main withdraw ni milta paypal ke option zroor majood hay but ab paypal se mare khyal main insta forex ka koi ilhaq ni hay is lie wo ab paypal main withdraw ni datay.
      • #18 Collapse

        bhai agar to app Pakistan me rehty ho to phr to app paypal ko bhol jao Q k Pakistan me paypal ni chalta,agar ap k pas verified account mojood ha phr b ap us ko Pakistan me use ni kr skty,so please Dont use paypal in Pakistan,waisy ap paypal sy b withdraw karwa skty ho,us k lie ap helpline par contact kr lo.
        • #19 Collapse

          World ka Sab se Reliable, Trusted aur Fast Payment Processor PAyPal he. But Unfortunately ye Pakistan me Supported ni he aur Pakist banks se is ka account Verified ni hota. Agr koi Bnda foreign me reh kr account bna le aur Pakistan me use kre to chal skta he but money withdraw krne k liye dobara foreign account me hi krna pare ga. Is Liye Pakistan me ye mushkal way he.
          • #20 Collapse

            Nahe dost app insta forex say paypal k oper withdraw nahe ker sagty hain becaz wo insta forex ki withdraw option main available nahe hain jo methods han sirf un pay ker sgty hain
            • #21 Collapse

              Yes bro ap paypal k through withdraw le skty hn or ap ka paypal account verify b hai to ap withdraw le sktybl hn but paypal abhi pakistan ko support nai krta bs ia me ye dar hota hai k kahin hmari amount phns na jaye to behtar hoga ap thora time nikal k skrill pe account bna lo.i think skrill b best option hai.
              • #22 Collapse

                Re: paypal main withdraw?

                Dear bilkul Paypal mein withdrawal milta Hai hi aur withdrawal Ho bhi jata Hai lekin Paypal Pakistan mein nahi milta aur Pakistan mein ban hai yahan par Paypal ka dollar sale karna bahut mushkil hai isiliye Paypal mein withdrawal na Karen best hoga ke skrillmein withdrawal Karen
                • #23 Collapse

                  Re: paypal main withdraw?

                  Yaad rahkain Forex main jab be ap jo method deposit ka use karain gy usi se withdrawal milay ga. esleye aisi koshish na karain jis se ap ko faida na ho . Pakistan mai Paypal ka account nahi banta hai so ap kisi or source se accoubt bana kar use karian gy tu woh kisi be waqt block ho sakta hai or ap ki sari amount zaya ho jaye gi esleye woh payment process use karian jo reliable ho pakistan main or ap asani se un ka use be kar sakain or withdrawal be kar sakain aram se or sale be kar sakain.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: paypal main withdraw?

                    paypal main withdrawal Pakistan main to allow nhi hai mgr hm skrill main le skty hain withdrawal.dusri countries main paypal active hai or us main hm withdraw le skty hain.sirf hmara profit withdrawable hai or us k elawa hm ksi dusry online bank main b withdraw le skty hain..
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: paypal main withdraw?

                      Dear Paypal main withdrawal ap lain gy tu kiya faida hoga. Pakistan mai ap ko pata hona cheye kay paypal nahi chalta hai or ap kay wallet main jab dollar howay tu kabi b kisi be waqt band ho sakta hai. esleye koshish karian kay apny deposit or withdrawal main paypal ka use na karain balkay woh wallet use karain jo Pakistan mai aram se buy or sale ho jaye or valid ho chalta ho
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X