standard and eurica account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    standard and eurica account
    Dosto instaforex may do tarha k account type nazar atay hain jab hum account open kartay hain, aik standard hay aur aik eurica hay, kia ap ko pata hay keh eurica aur standard account k darmyan difference kia hay?

    May ap ko batata ho, in dono k darmyan jo faraq nazar ata hay wo yeh hay keh standard account may spread hota hay eurica account may spread nahi hota, lakin us k bawajud ap jab eurica account may trade kartay ho to eurica account may ap ko 3 pips ka commission dayna parta hay. Is k ealwa kisi ko kuch faraq pata hay is ka?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: umarakbar
    dear insta main eirica account nai ha mujha to kahin paar bi nai mila . kya eurica account ka jo commision hota ha wo daily bhara rahta ha trade main ?
    lakin dear ager standred or eurica main main to koi farak na huwa ager unhon na commision hi 2 pip ka laina ha wasa to wo standred main bi la rahain hain . dear dobara sa checkkaro i think eurica main fix amount ha commision ha jo ka spread sa kam ha .
    Brother, do kisam k he to accounts hain, aik eurica aur dosra standard, ap nay standard k neechay wala option nahi dekha hoga, warna ap ko wha par mil jata, aur dosri baat yeh hay keh aik dafa jab ap trade kholtay ho to commission usi waqt cut hota hay, jo k spread ki jagha par hota hay, aur phir jab tak k band nahi karo gay trade tb tak k whi commission rahay ga, aik tarha say wo spread ka badal hota hay.
       
    • #3 Collapse

      aap nay theek kaha.eurica account ki option hooti hai.main nay ye option daikhi hai lekin main standard account he use kar rha hun.eurica account wali option bhi theek hai.mujy in ka difference nahin pta tha lekin ab kush information mil gai aap kay thread ki waja say.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: N79 پيغام ديکھيے
        aap nay theek kaha.eurica account ki option hooti hai.main nay ye option daikhi hai lekin main standard account he use kar rha hun.eurica account wali option bhi theek hai.mujy in ka difference nahin pta tha lekin ab kush information mil gai aap kay thread ki waja say.
        Brother, Eurica may sirf aik tick line ap ko milti hay, yani us may bid and ask line nahi hoti, sirf ask ya bid line hoti hay, aur dosri baat yeh hay keh yeh average movement par chalti hay, is may ap 3 spread ka commission daytay hain.
         
        • #5 Collapse

          is k elawa meray khyal me jo sub say barha fark hai ye ye hai standard account me hamari base currency usd hoti hai aur euriica me hamari base currency eur hoti hai.lekin commision dono me lya jata hai.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
            Dosto instaforex may do tarha k account type nazar atay hain jab hum account open kartay hain, aik standard hay aur aik eurica hay, kia ap ko pata hay keh eurica aur standard account k darmyan difference kia hay?

            May ap ko batata ho, in dono k darmyan jo faraq nazar ata hay wo yeh hay keh standard account may spread hota hay eurica account may spread nahi hota, lakin us k bawajud ap jab eurica account may trade kartay ho to eurica account may ap ko 3 pips ka commission dayna parta hay. Is k ealwa kisi ko kuch faraq pata hay is ka?
            Bhai, bohat achi information di hay ap nay, may aik cheez add karna chaho ga keh agar hum eurica account may trade kartay hain to commission to hum daytay he hain, lakin us account may price STP aur ECN accounts k jaisay show hoti hay, yani jo real time chal rahi hoti hay.
            • #7 Collapse

              You'Re Lucky Forex Trading Software: When you have a few minutes why not review its website and see what it can do for you? Here we will look at how to build a simple Forex trading system which can make you big profits in less than 30 minutes a day .
              • #8 Collapse

                inform kya hia ap ney very nice thanks eurica main main to koi farak na huwa ager unhon na commision dear mein phly be as ke bar.
                • #9 Collapse

                  standard account main ammount ki koi khaas limit hoti hai us main 1$ se kam invest nhi kar skte jab k cent account main aap k pas jitni bhi ammount hai aap use easyly invest kar skte ho lekin maire khyal main standred account hi best hai investment krny k liye
                  • #10 Collapse

                    abdullah bhai thank you so much info daina ka liyaa . lakin eurica main main na abhi account nai baaya ha . main standred hi kaar raha hoon . kya ap eurica wala account use karta ho ya standred hi use kaar raha hon . kon sa best ha dono main sa ap ka lahaz sa
                    • #11 Collapse

                      aap nay theek kaha.eurica account ki option hooti hai.main nay ye option daikhi hai lekin main standard account he use kar rha hun.eurica account wali option bhi theek hai.mujy in ka difference nahin pta tha lekin ab kush information mil gai aap kay thread ki waja say.
                      • #12 Collapse

                        Dear ap nay jo information share ke hy bas wohi is ka farq hy is kay alwa is dono account main koi farq nai hy lakin haminpisp ke jaga commishon dana parta hy
                        • #13 Collapse

                          mary khyal main jo farq ap nebtya hai iss ka elawa koi farq nhi hai han investment aur withdraw ki minimum amount eurice main Standard account se ziada hai baqi tamam chezain same hi hoti hain aur koi farq nahi hai in dono trading accounts main.
                          • #14 Collapse

                            Boaht hi zabardast Post Ki ye Muje Abi Pata CHala HAi par MEraw Jo Asal Sawal HAi Wo Ye HAi Kay Kiya Eurica Accoutn main Spread NAh Hota To commsion Dena PArta HAi to Kiya gold main Spread 60 pips KA Hota HAi To US main hamain 60 pips ka Commsion dena PArta hai Ye 3 pips KA??
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              MEre Pyare forum kay sathi bhai apnay jo ye jo sawal pucha hai ye boaht achaw hai kyn kay is say kafi information milti hai or mere kahyal main " standard aur eurica Acocunts MAin jo apne differnece btaya hai wo to muje bilkul bhi nahi laga hai so kindly isko or explain krain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X