profit withdraw
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Bhai skilrill 3 to 5 days me ap ke bank account me ap ki money transfer karta hai ap ne account sahi attach nahi kia ho ga ap achi tarha check karen ya phir ap ka skirill account verified nahi ho ga ap apne skirill account ko verify kar wain phir ap ke pese aye ge.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear skrill me jab a koi id banaty hay to phr apko us ke sath apna credit card or bank account attach karwana parta hay phr ap withdraw mar sakty hay lekin apka credit card or bank account verified hoga to phr ap withdraw mar saky gay skrill wali id se islie pehle approve karwaye.
      • #48 Collapse

        bhai waise to mai abhi new hoon or mujhe join kare abhi itna time nahi huwa hai is liye mai ap ko is baray mai koi advice nahi desakta mai to direct insta forex method of withdrawal that you want to use type ekr kay submit ker dain ap ko withdraw 7 hours main received ho jaye ga
        • #49 Collapse

          brother skrill se hmare bank tk ate ate kmzkm 5 se 7 din lg gate he q ke ye payament russia se ati he isl ie time lggta he or is se ziada b lg skta he lnk a gye ge
          • #50 Collapse

            insta forex trading main app ko jo be profit hotha hain .app chaho tu os ko withdrawal kar sakty ho .or ko app apni bank main be withdrawal kar sakty hor app agar chaho tu app ko is ko wbemoney main be transfar kar sakty ho .or app ko PM main be withdrawal kar sakty ho or is main app logo ko koye be problem nahe hogha
            • #51 Collapse

              jes waqat ap insta forex tarding main profit earn ker lo gy aur ap ka account verify hua tu ap witdrewal kerwa sakte ho easily khoe ky insta forex aik achi aur best compiny hai asia ke
              • #52 Collapse

                han ji main ne bhi aj apna bank account attach kya hai skrill main is main 3.99 dollar ki fee hoti hai aur 2 se 5 business day main passy mil jate hain ager ap ko nahi mil rahe tu ap skrill main support ticket send karen aur bateen ke ye problem a raha hai mere saath
                • #53 Collapse

                  bhai jan agar to aap nay money bookers kay through bank wire karwaya hai to phir tau aa janay chahye thay aap kay bank account mein pesay,but agar aap nay bankwire karwana ho tau aap broker kay through direct bankwire karwain woh sab say secure way hai withdrawal ka.
                   
                  • #54 Collapse

                    there different method that you can use to withdraw which is highlight on the instaforex website and so you can choice which ever method that is most preferable for you but make sure that your instaforex account is verify
                    • #55 Collapse

                      bhai jaaaan may abi new ho or ek martba b withdraw nhe krwaya agr ap k bank account may paisay nhe aa rhay to ap kisi doosray tarikay say paisay hasil kr sktay ho jesay easypaisa apko jisnay forex may join krwaya ha us say withdraw krwa lyn
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: AKsantalees پيغام ديکھيے
                        AOA
                        insta say skrill main ho jaty hain, skrill say hamary bank main kaisy aty hain?
                        skrill say bank account bhi attached hai, magar paisy nhi aay,
                        koi bta sakta hai kay kaisy khud recieve kar sakty?


                        Thank you for your replies :)
                        AK-47
                        May ap ko information dayta ho is baray may, instaforex say to ap k skrill account may payment ajati hay, us k baad ap k personal account may payment agar ap nay send karna bhi hay to kam say kam ap 100$ karo, us say kam nahi, kyo keh bank charges wagaira bhi apply hotay hain, lakin agar skrill par bank transfer allowed hay ap k lye to phir sirf 4$ tak ka kharcha aye ga aur ap k bank may ap ki payment pohanch jaye gi lakin sirf us bank may jo ap ka primary bank hoga, agar ap secondary bank par send karo gay to phir us may ap ki fee ziada cut hogi.
                         
                        • #57 Collapse

                          janab ap easily withdrawal kar sakty but apka account verfy hona chayeh both level aur ye skrill main asaani se withdrawal hojty hain 2 days main jab ap withdrawal karty hoo aur bank ka mujhe pata nahi kyun maine khabi bank se nahi balkey bht se sare exchanger hain pak main un se karwata hoo
                          • #58 Collapse

                            dear i ska to aik hi haal ha ka app insata ka customer officer sa contach karoo ya un ki fianance@instaforex.com par email karoo wo ap ki problem ko solve kar dain gain mara friend ka sath bi yahi masla huwa th alakin insta na us ko withdarw jaar diya tha bad main .
                            • #59 Collapse

                              bhai ye aap k method pay depend karta hai k aap nay withdraw k lye kon say methode use kya hai agar to aap nay skrill use kya hai to aap ka process 1 business day me complete ho jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bhai app na apna acount ko verified kaar waya thaa ya nai ? ager app na verified naikarwayaa tha too ap ko bilkul bi nai milaa ga profit pahla apna account ko verifed karwo documents send karoo then hi app apna profit ko withdarw karwa sako ga .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X