Re: Forex trading me loss ki waja..???
Forex trading karty huey aap ko different factors ko zehn mein rkhty huey aur un ka jaiza leny ky bad hi trade enter krni parti hai. Kyun ky aagar aap dekhyn to ek hi trade mein tens to hundreds of factors ka amal dakhal hota hai jo ky ksii bhi waqt market ko affect kar skty hain. Agar aap koi ghalti kar den to yeh factors aapko loss dety hain aur aap ko trade mein majir losses ka smana karna par skta hai. Is lye aap ko in tMam factors mein se major factors ko lazman mad e nazar rkhna chahye aur in ki importance ko kabhi ignore nahin kia ja skta.
Mainly bhut se log learning ki importance ko nahin janty aur forex mein aty hi Learning aur experience ky bagehr hi trading start kar dety hain. Bhut se log forex trading ko sirf as a luck platform dekhty hain. Aur woh sirf aur sirf luck base pe trading karna chahty hain.Jab woh esa karty hain to un ko bhut se losses hoty hain esy logon ko smjhna chahye ky Forex mrin kabhi bhi aap Luck based trading nahin kar skty aur aap ko Learning aur experience gain karna hoga.
Bhut se log Forex trading ky rules jin mein management rules ko zeada importance nahin dety aur Im rules ki khilaf warzi karny par un ko bary losses ka samna hota hai..Is trha woh apni bog investments bhi loose kar dety hain. Jo Trader trading krty huey Greed ko nahin chorta woh kabhi bhi Forex trading mein kamyabi ky sath Trading mahin kr skta. Is lye aap ko management rules ky mutabiq chlna chhaye aur lalach ko pechy chor kar trading krni chahye. Is trha aap Safe trading kr skty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим