dear main aap say is baray main sawal bhi karta hoon aur sath sath main aap say is baray main discuss bhi karna chaunga k kia hamko kisi aur busines main lose nai hota hay aur kia hamko jub wahan say lose milta hay to ham us kaam ko bhi chrr daitay hain jis tarha say maine daikha hay k bahaut saray logon say is baray main agar ham baat kartay hain to wo kehtay hain k is makreet k busines main hamko bahut ziada lose huway hay jiski wajha say ham nay isay chorr dia hay to kia hamk aisa karna chaye agar ham isk lose say isay chorr daitay hain to mairay khyal say ham kisi bhi kaam main achi tarha say us main kuch bhi nai kar skatay hain qk lose to har aik ield ka har aik business ka sab say aehma hissa hota hay kia aisa karna aisa soch kar kisi bhi kaam ko start karna theek hay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим