dear main aap sab say yeh sawal poochna chaunga k agar ham is markeet main achay experience k sath kaam kartay hain to hamko is main risk aur reward ko samny rakhtay huway kaam karna parta hay jisk liye zaruri hay k ham har aik orders k profit main janay say uskay mazeed profit ka wait karna chaye main aap say yahi poochna cahhta hoon k haman markeet main kis had tak wait karnay say ham is say acha kama skatay hain aur haamray liye is main wait karna kitna ziada say ziada dair tak zaruri hay ?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим