dear all members sawalaat k is sections main aap sab say maira yeh sawal hay k kia hamari life ka asal maksad yahi hota hay k ham is main ziada say ziada paisa kama kar apni life ko guzarnay k liye isay asaan say asaan tar bana kar isay guzartay jayen ya is ko guzarnay ka koi aur bhi maksad hay k ham is main kisi ki khidmat kar lain ham koi aisa kaam kar lain jis main kisi ka hamaray janay k baad bhi faida hota rahay aye ham aaj is topic pay discuss kartay hain aur is baat ki explain kartay hain k hamari life ka asal maksad kia hay aur is main zinda rehtay huway hamain kia kuch aur karna chaye?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим