dear respected members maira aap sab say yeh sawal hay k jub ham markeet main kaam kartay huway achi earning kartay jatay hain to kabhi kbhi hmaray samnay yeh markeet kisi wajha say lose honay pay aik challange ka samna lay kar q samnay aa jaty hay iski kia wajha banty hay jiski wajha say hamko aisay halaat ka samna karna parr jata hay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим