hamen at a time aik he strategy se kaam lena chahiye once ham ne aik strategy ko fix kr diya tou humen poori tade tak usi ko follow krna ho ga us mein changing ka mtlb hai k humen nuqsan uthana pary ga kuen k hum ne poori trade ka sik set up us strategy k according kiya hota hai hamen chahiye k agar hum forex k forum par kmayab hona chhaty hain or aik acha profit hasil hasil krna chhaty hain tou hamen is forum par aik achi planning or strategy ko adopt kr he kaam krna chahiye kuen k aik insan us waqt behtr kaam kr sakta hai jab us k samny aik poori plaanning or set up para ho k kaam kesy krna hai forex ki market mein har trader he apny knowledge or experience k hisab se trae krta hai is k liye agar market ko samjh kr or analyze kr k kaam kiya jaye tou behtar rahy ga is k liye hamen har kaam ko mukammal krny k liye startegy ki zaroorat hai jjis ki madad se aik kaam bethar or achy tareeky se mukammal ho sakta hai hamen hamesha planning or strategy k hisab se kaam krny pary ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим