Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?
    Dear members mera ye sawal h kya apki academic qualification ka is forum pr koi faida h yani yhan roman urdu me posts type krni hoti hn jo k matric pass insan b kr skta h to kya is form pr apki qualification ki koi value h??? Kya ek matric pas ek graduate or master degree holder equal hn??? Please share your ideas and opinions.... thank you
    Last edited by ; 14-08-2020, 10:59 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

    yes dear yeh baat aik alag hay k hamari jo taleem hoty hay hamain uska koi bhi nuksaan nai hota hay ham uska faida har jagha pay ya har us jaga say lay saktay hain jis main hamko uski kami feel hoty hay pak forum ho ya forex markeet ho hamain jub tak parhana nai ata hay jub tak ham uska koi matlab nai jantay hain hamain uska koi bhi faida nai mil sakta hay ya hamain us k baray main koi bhi pata nai chal sakta hay to yahi wjaha say ham taleem hasil kartay hain k hamain usk baray main pata chal jaye forx markeet ko smajhnay k liye is main kaam karnay k liye agar hamaray pass koi taleem nai hay to ham uski kisi bhi baat ko samjh nai saktay hain aur isi tarha say ham forum main kaam kartay huway agar hamaray pass koi taleem nai hay to ham is main bhi kaam nai akr saktay hain ham is say koi bhi faida is liye hasil nai kar saktay hain k hamaray pass koi kisi kiam ka knowledge nai hay hamaray pass koi kisi kisam ka experience nai hay to ham yeh kaisay jaan saktay hain k forum main konse update ki wajha kia hay isk rules kia hain is main kaam kartay hain isi liye agar hamaray pass koi taleem nai hay to ham is forum main kabhi bhi kaam nai kar saktay hai jisk liye zaruri hay k ham taleem k hasool ko sab say pehlay lazmi samjhtay huway forum k work ko start karain.
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

      G bilkul sai kaha aap n .Zindagi m hr ek kaam m aur hr difficult target achieve krne m hmari education hi hai Jo hme support krti h.well educated person ziada easily apny kaam ko smj leta h aur wo apna best dyta h apny work ko.jb k agr hm ye kaam kisi km prhy likhy insan k zimy lga den to uce kuch pta hi ni huga k krna kia h aur uce apny work ko smjhny m bht time lg jae ga lekin agr ye kaam kisi ziada educated insan ko dy dia jae to wo kaam ko jaldi sekh jae ga ic liay education ka huna bhi bht important hai
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

        forex trading business mn kam krne k liye hume knowledge ki zahrorat hoti ha forex mn kameyabi hume menat se hi milti ha hamre paas is business ko jitni education hogi utni hi jaldi hum kameyab be ho skate hein is mn hamre paas agr achi taleem ha tu hum phr is mn kameyab ho sakte hein acha knowledge le sakte hein is business se hume chart indicotor ur market ki news ko dekhna hota ha kameyabi hume is mn tabi hi milti ha sahi work krein gein tu
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

          Pakistan Forex forum Ek platform Hai Ham ghar mein baith ke mobile per laptop per yah pcpis ka kam kar sakte hain aur bonus Hassan kar sakte hain form ka kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham Raat Mein yah Din Mein Kisi bhi waqt ka time table Banakar ismein kam kar sakte hain Pakistan forex form Mein kam Karke Ham learning ko improve kar sakte hain aur bonus Hasil kar sakte hain bonus Hasil karne ke bad Ham market Mein trading karte hain aur Achcha profit hadson ka Lete Hain Jo log market Mein Paisa invest nahin kar sakte unke liye Pakistan Forex forum Ek best option hai Ham phone mein aasani ke sath free account bana sakte hain aur ghar mein baith ke kam kar sakte hain form ka sara kam internet par hota hai Kyunki Forex 1 online business hai Ham ghar mein baith ke ismein kam karte hain aur bonus per trading karte hain Paisa Kama ke Ham apni life ko Sath banaa lete hain Pakistan Forex forum ka kam karne ke liye age Kiya education ki koi bhi jarurat Nahin Hai Ham ismein part time hi kam kar sakte hain aur ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain Agar Ham ismein copy paste Karte Hain To Hamara Apna nuksan ho jata hai Hamen nuksan Se Bachana Hoga aur Hamen copy paste ko khatm Kar Ke market Mein kam karna hoga ya business se bahut bada Hai Isko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

            bilkul doston Forex kam karne ke liye Hamen bahut jyada taleem ki ki jarurat Nahin Hoti lekin modern dur hai hi mobile ka istemal karne ke liye ya FIR aise English ki lafz a Jaate Hain Aur samajhne Ke Liye ka maskame Matric Tak Thali hona jaruri hai hai lekin Agar Forex ke Hawale Se Dekha Jaaye To Mere Khyal mein aapko taleem ki jarurat Nahin Hai Kyunki isme aap vaise bhi Roman Urdu mein post kar sakte hain aur usko samajh bhi sakte hain aur vaise bhi jo log Jyada padhe likhe Nahin Hai aur unke Paas Koi job wagera abhi Nahin Hai Hai To unke liye Forex Se Hi best option hai vah Forex ko join kar sakte hain aur apni Marji ki post Karke a Jyada Se Jyada bonus Hasil kar sakte hain aur usse trading Karke a Apna profit Kama sakte hain aur normal life ki ki Jaruriat Puri ka sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

              Assalamu Alaikum dear Jaisa ki aap Jante Hain Ki taleem jitni bhi ho vah Hamen fayda hi Deti Hai talim ka Kabhi Bhi Hamen Koi nuksan Nahin Hota jitni acche Hamari education Hogi utna hi Achcha hamare pass knowledge aur experience ko Ham jaldi pickup kar Sakenge Jiski vajah se ham har kam ko jaldi handup kar sakte hain aur ham jaldi Har EK chij ke bare mein Sikh sakte hain isiliye bilkul ISI Tarah Forex main bhi Salim ka Bahut Der hai lekin ismein main aapko ek baat batata Chalein ke Forex Mein work karne ke liye taleem ki koi limit Nahin Hai Lekin Iske bad jitni acchi hamare pass talim Hogi utna hi jaldi Ham is kam ko Sikh Sakenge aur ismein Achcha worker Sakenge Iske bare mein acchi Jankari Hasil kar Sakenge isiliye talim ka ismein bahut Aham kirdar hai Varna to ismein sirf knowledge or experience ho to Banda Achcha work kar sakta hai lekin taleem kabhi bhi Jaya Na Jaya Hone Wali Ye chij hai isiliye jitni Jyada ham Hansi kar sakte hain talen kar le ismein Hamara hi fayda hai
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

                HI friends umeed kay ap sab thak hon gay or ya review forum main taleem jo hay wo apki kiay madad kar sakty hay dosto ic ka boot zaida faida hay dosto ap jow hain aghar ap ki taleem hay to apko menat boot kam karni parti hay or ya achi boot hay
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

                  dear is business ko join krne k liye hume kisi education ki zahrorat nai hoti ha is business ko krne k liye ur is business mn hume acha knowledge lene k liye taleem ki zahrorat hoti ha bas hamre paas acha mind ka hona zahrori ha wohi banda kameyab hota ha jo sahi dil laga k is business mn work krta ha daily analysis ko fallow krein market news indicotor ko check krein hum tab hi is business mn kameyab ho sakte hein
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

                    forex mai roman urdu se hum apne kam karty hai isi mai humeri taleem ka koi issu nh hota isi ma higher qualified person be kam kar sekty hai or matric pass be koi issu nh hota but agr humara education level zeyda hota hai tu hum apne kam ko ahsni se semj sekty hai humery pass acha knowledge share karena ka ly ho acha experience or hum jalid pick kar sekty tu hum forex mai achi tera se kam kar sekty hai education kie ka koi issu nh hai but humei chahy forex ka bary mai zeyda knowledge hasil kary or experience be tu acha work kary ga ap daily kie post kary or acha bonus or profit hasil kary
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva9330 پيغام ديکھيے
                      Dear members mera ye sawal h kya apki academic qualification ka is forum pr koi faida h yani yhan roman urdu me posts type krni hoti hn jo k matric pass insan b kr skta h to kya is form pr apki qualification ki koi value h??? Kya ek matric pas ek graduate or master degree holder equal hn??? Please share your ideas and opinions.... thank you

                      Assalamu Alaikum dear bahut hi achcha sawal poochha hai aapane Forex trading aik aisa business hai jo ke kisi ummra aur kisi taleem kya mohtaj nahin aapki koi bhi Umra ho aur koi bhi talim ho to aap Forex trading mein kam kar sakte hain han agar aap thory parhy likhy hain to pir aapky kamyab hone ke chances jyada hote hain kyunki ismein aap market ko acche se samajh sakte hain tools aur charts ko samajh sakte hain aur uske bad hi Jab aap market mein enter honge to pir aap kamyab bhi honge isliye agar aap qualified hain To fir Forex trading main aapko 1 edge milta hai aur aap jaldi kamyab ho sakte hain lekin iske liye bahut jyada highly qualified hone ki bhi jarurat nahin aapke pass mamuli si bhi talim hai aur aap market ko samajh sakte hain to pir aap Forex trading mein apna future banaa sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

                        ji han taleeem ka bara e faidah hay yahan per hamare pass Forex exchanging ka Achcha information or experience Hai To Ham ismein Ek acchi passage Lekar Ek acchi exchange Laga sakte hain aur is market se ek Achcha benefit Hasil kar sakte hain Agar Ham is market mein sirf request and gracefully ko bhi follon Karte Hain To Hamen is market Mein Ek Achcha benefit Le sakte hain aur bhi is market mein bahut jyada devices Hai marker Hain jinko Agar Ham follon Karte Hain To Ham is market mein ke andar boycott rahi ho spuly yah request ke upar To Hamen use Waqt hey market ke andar exchange Lagani chahie aur Hamen ismein Forex ke rules ko follow karte shade greetings work karna chahie aur Hamen ismein Apne account ke hisab se part size aur stop-the Forex market changing commercial enterprise mai ye baat theek hai kay her insaan ya her service provider kaamyab nahi hota laikin Agar daikha jaey tou her insaan nakaam bhi nahi hota. the Forex market changing commercial enterprise aik aisa average commercial enterprise Hai jiss mai jitna ziada mastering aur records benefit kia jaey utna he iss mai kaamyabi kay possibilities bhi barh jatey hainturdy nahi karty hain tab mumble apni trdaing ko achi kar skty hainaat ki hai USD aik bahot whats p am paintings ada ka haikun ok usd ak essential coinhai ao as ok sath jitni eonomic and sellimen ahm paintins ha tu imortaapki bate agree karta honUSD kawaqia he bahut
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

                          Dear forex members agar ap k pass kisi bhi type ka knowledge kion nah ho wo ap ko kabhi na kbahi zondagi mein zaror faida ponchata hai ap ko kisi bhi type ka faida kion nah ho chye ap ko kisi bhi type ka knowledge kion nah ho wo ap ko kabhi nah kabhi faida zaror deta hai kabhi bhi kisi ko knowledge ki wjha se nuksan nhi hita blky hamesha knowledge ki wjha se insan ko faida hi hota hai agar ap ko bhi firex se nutalik koi knowledge hai to ap us se bahut zyada faida utha sktai hain. For example ap ko forex k bare mein kuch batein pehel pta thi aur ap apni wo knowledgeyhan pr dosre logon k sath share krtai hain to ap ko us knowledge ko share krne k bdly mein bonus milta hai agar ap ka knowledge theek hota hai to ap ko un ki nisbat zyada acha bonus milta jin k pass forex k mutaliq knowledgr nhi ya ap se kam hai kion k agar un k pass knowledge kam ho ga to wo kam knowlrdge share krein gae aur un ko kam bonus mile ga aur agar ap k pass zyada knowledge ho ga aur ap zyada knowledge share krein gae to ap ko zyada acha bonus mile ga. Knowledge kabhi ap ko nuksan nhi deta blky knowledge ap ka esa asset hota hai jo hamesha ap ko profit deta hai kabhi bhi nuksan nhi deta aur yeh asset life time k liye hota hai jo kabhi khtam nhi hota blky is ko use krne se is k life timeing zyada hoti jai......
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

                            Ham Dekhe talim to Ek bahut Anmol khajana hai na uske sath aap apni jo hai logic Koi Aisi Kuchh Bhi chij ko comparison nahin kar sakte Park from ke andar bhi sari baten Aksar Jo bade bade trader Pyar monkey trader jo hai vah to aap ko English mein hi guard Karenge aur English mein apni baten aapke sath share Karenge uske liye aapke pass talim Hona bahut jaruri hai to sahi baat hai agar Pakistani aapko Urdu mein Samjha rahe hain aur aapka mind bhi Itna Hasi hai ki aap is Baat Ko samajh lete hain aur aap apna Koi Tarika ijad kar lete hain Mere Kahane ka maksad apni Koi Aap strategy banaa Lete Hain To aap Forex ke andar bahut jyada Kama sakte hain Apne logic Ke Saath Apne status ji ke sath aur Baki talim ko avashya comparison na Karen vah aapka experience ho jaega main bahut Sare log Dekhen engineer banne ko Ban chuke hain padhakar lekin Unse practically work Nahin hota hua experience wale Logon se poochh Rahe hote hain yaar yah kam ho jaega Tumhari Najar mein kya ho jaega Aise poochh rahe ho the to bus main aapko Yaad Aaunga experience ratalam donon zaroori hai Apni Apni Jagah per Ek aadami talim wale vah Agar practice nahin kar raha to vah penis wala Nahin ho sakta aur yah ka aadami padha likha Nahin Hai Lekin experience Karte Hain It naye tarike se vah kam Karta Hai To wala Anees Mein Kamyab ho jaega Kyunki Uske pass taaja Khabar Hai experience hai use Pata Hai market kahan se kahan tak Jayegi kahan se kahan tak movement Karegi aur kahan se upar Aaegi kahan se niche Jayegi Jo Intezar ko Apne Nagar ke andar Apne dimag ke andar fitt kar raha Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya forex forum pr apki Taleem apko kuch faida deti h?

                              ASLAAM OA ALIKU DEARS ';
                              Yeh review Forex forum per apki Taleem apko kuch faida deti hai per mbni hai ;

                              Dears , Ajj k ahamara review hai Forex forum per apki Taleem apko kuch faida deti hai .
                              Introduction ;
                              Dears ,Ham Dekhe hein k talim Ek bahut Anmol khajana hai na uske sath aap apni jo hai logic Koi Aisi Kuchh Bhi chij ko comparison nahin kar sakte Park from ke andar bhi sari baten Aksar Jo bade bade trader Pyar monkey trader jo hai vah to aap ko English mein hi guard Karenge aur English mein apni baten aapke sath share Karenge uske liye aapke pass talim Hona bahut jaruri hai to sahi baat hai agar Pakistani aapko Urdu mein Samjha rahe hain aur aapka mind bhi Itna Hasi hai ki aap is Baat Ko samajh lete hain aur aap apna Koi Tarika ijad kar lete hain Mere Kahane ka maksad apni Koi Aap strategy banaa Lete Hain To aap Forex ke andar bahut jyada Kama sakte hain Apne logic Ke Saath Apne status ji ke sath aur Baki talim ko avashya comparison na Karen vah aapka experience ho jaega main bahut Sare log Dekhen engineer banne ko Ban chuke hain padhakar lekin Unse practically work Nahin hota hua experience wale Logon se poochh Rahe hote hain yaar yah kam ho jaega Tumhari Najar mein kya ho jaega Aise poochh rahe ho the to bus main aapko Yaad Aaunga experience ratalam donon zaroori hai Apni Apni Jagah per Ek aadami talim wale vah Agar practice nahin kar raha to vah penis wala Nahin ho sakta aur yah ka aadami padha likha Nahin Hai Lekin experience Karte Hain It naye tarike se vah kam Karta Hai To wala Anees Mein Kamyab ho jaega Kyunki Uske pass taaja Khabar Hai experience hai use Pata Hai market kahan se kahan tak Jayegi kahan se kahan tak movement Karegi aur kahan se upar Aaegi kahan se niche Jayegi Jo Intezar ko Apne Nagar ke andar Apne dimag ke andar fitt kar raha Hota Hai .


                              اب آن لائن

                              Working...
                              X