dear main aap sab say yeh sawal karna chaunga k kia hamain is forum main success ka milna sirf forum ki haftay ki limits ko poora karnay main mumkin hay ya hamain is main haftay main agar ham zida say ziada knowledge aur experience k share karnay main aisa mumkin hay agar limits k poora karnay main mumkin hay to hamain posts main kuch likhnay say limits to ham poori kar saktay hain magar ham kabhi bhi is forum say experience ka hasil karnay ka hasool poora nai kar saktay hain ab in dono surton main hamain konsa kaam karnay main forum say success aur acha bonus mil skata hay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим