What is indicators?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is indicators?
    Dear members main ap sa ya question krna chahta hun kay indicator kia hota ha iski kitni types hoti han or Forex trading mian hum kesy indicator sa utilise ho sakhty han. Please apny experience sa mjy guide krin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is indicators?

    Candlestick pattern ke alava market ko samajhne ke liye Kuchh aur tools ka istemal Kiya Jata Hai Jise hum indicator Kahate Hain vaise to market mein bahut jyada indicator Hain jo k aap ko free mein bhi mil Jaate Hain aur paid mein bhi mil Jaate Hain agar aap beginner hain to Aap Ke Liye free wale indicator best hain Kyunki aap Unse bhi bahut acche results hasil kar sakte hain agar aap ek expert aur professional trader Hain To fir aap pad indicator ko use kar sakte hain aur un se fayda Utha sakte hain is post ke andar ham Kuchh great indicator explain Karenge jinko aap free Mein Apne chart ke andar istemal kar sakte hain.
    Moving average
    Moving average Ek bahut hi fedeman indicator hai aur isase ham aasani ke sath market ke present trend ko find kar sakte hain Ham ek achi trade Laga sakte hain ismein ham different type periods ki line chart ke andar draw kar sakte hain jo ki best line Hai vah 50 Ema line Hai jisse Hamen bahut acche results Milte Hain
    Simple moving average , exponential moving average Ziada trader exponential moving average k use karte hain
    Bullinger bands
    Bullinger band Nahar ke kinare Ki Tarah Hote Hain Jo price ke sath donon Taraf Chalte Hain
    M a c d

    MACD ko chart Mein Lagaya Jaaye to price new window Mein Jahar Hoti Hai ismein do Maszid indicator Najar Aate Hain Jo red aur Neeli do line Mein Hota Hai Ek dusre ko khate Najar Aate Hain isase Hamen Achcha signal Milta Hai
    Parabolic sar

    Yah bahut hi Sidha aur Aasan indicator Hai ismein trend kahan se shuru ho raha hai aur kahan khatm ho raha hai donon Dikhai Dete Hain .
    • #3 Collapse

      Re: What is indicators?

      TYPE 1 INDICATORS ; dear indicators ki hamesha say ham nay daikha bhi hay sunna bhi hay aur ham sab use bhi kartay hain k ye 2 kisam k hotay hain jin main agar ham ko travels kartay hain to hamaray pass koi car hay koi bike hay ya ham kisi bus say safar kartay hain to ahmko usk turn karnay main hamesha sab say acha kirdaar indicators ka hota hay jis main ham isay use kartay huway apna aur kisi aur ka accident honay say bhi bach saktay hain aur apna aur kisi aur ka nuskaan honay say bhi ham bacha saktay hain aisay indicators hamseha safar k douraan istimaal kiye jatay hain.
      TYPE 2 INDICATORS;
      dear aik type k indicators ki ham baat uper kar chukkay hain jin say ham bahut achay tareekay say explain bhi kar chukkay hain laikin jo yahan ham sab is forex markeet main indicators ka use kartay hain unka tareeka thora mukhtalif bhi hay aur wo sab k sab auto tareekay say kaam kartay hain wo is liye k yeh aik automatic curriencies ki markeet hay jis main hamko apnay chart pay isay aik baar apply karna parta hay aur usk baad hamko yeh apnay aap batata jata hay k next markeet ka mood kia hay aur next iski analsys kaisay ki ja sakty hay agar to ahm inko apnay experience k mutabik use kartay hain to ahmkko in say bahut acha faida mil sakta hay aur agar ham sirf sab kuch in pay he depend kartay huway kaam akrtay hain to ahm ko in say koi khaas market main faida nai mil sakta hay is liye hamain in ko aik makhsoos tareekay say use karnay say ham bahut kuch hasil kar saktay hain jaisay is markeet main aik indicators hay jiska name hay auto pivot point jis say hamko is makreet ki directions ka pata chalta hay support and resistence ka sahi andaza milta hay etc.
      • #4 Collapse

        Re: What is indicators?

        asslam o alikam dear bilkal sahi kaha ha hume market ko samjne k liye kuch tools ka istamal krna parta ha is mn indicotor analysis ur be cheezein shamil hein is ko dekhne k liye hume market chart ur lerning ki zahrorat hoti ha .


        adavantages .

        dear is mn jab hum indicotor ko check krte hein os k bhrey mn lerning krte hein tu hume kafi zada market ka experince ho jata ha ur hum apni trade mn profit hasil kr sakte hein ur hume har currency k indicotor ko dekhna hota ha
        disadavantages .
        hume indicotor k elawa be ur knowledge hasil krna lazmi ha sarif hum indicotor ko check krein gein ur knowledge hasil na krein gein tu hume nuqsan ho sakta hai
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: What is indicators?

          forex ke market mai indicator ke muktalif types hain hamy is ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hamy in ko kabe be ignore nahi karn chaey forex ke market mai agar hum pasia invest karna chaet hain to hamy RSI indicator ko use karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex aik legal or kabe be band na hony wala acha business hain hamy market mai moving avrge ko soch samj kar use karna ho ga forex aik big busienss hain hamy is mai ahteyt sy kam karna ho ga hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai part ime be kam kiar sakty hain hum is mai full time be kam kair sakty hain hum is mai agr lalachi ban ky kam katry hain to hamy loss ho jy ga hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakt hain yai aik best business hain hum is mai agr tuka system sy kam karty hain to hamy kuch be hasla nahi ho ga forex ke market mai hamy indicators py 90 % depand karna chaey hamy in ko mostly use karty rahna chaey forex ke market mai agar hum new hain to hamy indicator ko istaml karny ka risk nahi lena chaey hamy expert ban ky market ke movement ko samj kar kam karn ho ga or hamy soch samj kar indicator ko use kar ky kam karna ho ga yai iak amm business jasa nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain asnae ky sat
          • #6 Collapse

            Re: What is indicators?

            Indicators ishary ko kety hain. jo hum ko signal dety hain. ky ab price kis side move krny ja rhi hai . kis simat price move krny lgi hai ye hum ko indicator se malom hta hai . yaad rhy indicator price ki move ky bad moving krty hain. kbhi bhi indicator ko news time use nhi krna chaye. agr aap indicator ky zriye trading kr ry hain to apko chaye stop loss ka istamal lazmi kryn.
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #7 Collapse

              Re: What is indicators?

              Mukhtasar ya hy k jo indicatwr hota hy who hamay rasta dekhata hy k hamny kaha kis sid ki hamny trade lyni hy bs ya indoctaer ka kam hota hy who hamay show kr. Rha hpta hy k marekt buy ja rhi hy ya phr sell ja rhi hy ya jany wali hy to is ki madat sy ham apani trading ko agy luy k ja sgty hy our. Ham is my kamyab ho sgty hy ya sab sy barh k acah akam hy is my agr ham sahi mhant krty hy to bhot zeada acha hamara kam hota hy is sy acha koi bhi kam nai hy is my bs sab kuch thora sa ham ko countrol my reh k krna hota hy nai to ham isy apan ham loss krty hy
              • #8 Collapse

                Re: What is indicators?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                Dear members main ap sa ya question krna chahta hun kay indicator kia hota ha iski kitni types hoti han or Forex trading mian hum kesy indicator sa utilise ho sakhty han. Please apny experience sa mjy guide krin.
                Forex trading me bohat se indicators or methods b hain jo ap ko method ya indicator asaan lgy srf usi pr kaam seekh lein or usy pr he kaam kr ky profit earn kr lein RSI or EMA indicators bohat zaida use hoty hian or bohat zaida profit daity hian
                • #9 Collapse

                  Re: What is indicators?

                  dear bhai indicotor ko ki madad se hum market ki movement ko fallow krte hein indicotor ko fallow krne ka maqsad hota ha k hum acha knowledge hasil kr lein is mn kameyabi hume menat se hi milti ha indicotor chart analysis ko dekh k hum market ka acha knowledge le sakte hein is liye zahrori ha hum jo be trade krte hein ose phaly hume indicotor se apni trade ki movement ko fallow kr k kam krna hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: What is indicators?

                    To make these decisions, you will rely on forex signal indicators – in short, signs that tell you it's time to either buy or sell. In trading, technical analysis is the study of past and present prices in order to determine future market behaviour. [B]Indicators play an important role in this analysis
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: What is indicators?

                      Assalamu Alaikum ji han Hamen in practice ko samajhne ke liye Hamen market ko samajhna chahie aur markets Mein Kuch Aise Hi drools Uzair Hamen Lene chahie aur a small karna chahie jisse Hamen tractor ke bare mein information Mile Mile aur Hamen dekhna chahie ketones mein kitne aur Mahabharat se Bane aur practice main bhi dekhna chahie Kyon kis Maharaja Se Kal Se Kal Se Banai hai isliye main market ko samajhna aur Market Mein jaane ki jarurat hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X