Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)
    New house (makan) banaya jaye to es ko color karna be bahot important hota hay hamy ye sochna chaye key hamary makan ko kon sa color suit karta hay es key advantages aur disadvantages key bary me review lena zarori hay,

    Advantages: 1. New makan ko agar color kia jaye to ye sale hony me der nahi lagata hay aur agar ham ne color acha select kia ho to hamary makan ki look me ye ezafa karta hay,

    2. Makan ko color kia jaye to indoor aur outdoor se es ki khobsorti me ezafa ho jata hay es par kam se kam kharcha any ka be advantage hasil hota hay

    Disadvantages: makan ko color karny ki planing ki jaye to ye decide karna mushkil hota hay key kon sa color acha lag sakta hay es ki selection me bahot time be lag sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

    HI friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review makan ko paint karny per mubni hay dosto aghar ap nay nae ghar bnaia hay to ap ko paint bi karna ho ga laken is baat ka khial rakna chaiey kay humary makan ko kon sa colar suat kar ta hay
    Colar karny kay tu boot faiday hain is say to makan ki mazboti bar jati hay or in ko same ni lagti hay or is cy to khobshoriti bi bhar ja ti hay
    • #3 Collapse

      Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

      dear ap nay is sections main aik bahut he acha mouzu choose kia hay jis say umeed ki ja sakty hay k ahm main say har aik members bahut acha faida hasil kar sakta hay aur sath sath aisay tareekay say kuch seekhtay huway acha faida bhi hasil kar skata hay is liye hamko is baat ko kabhi bhi ignore nai akrna chaye k hamain kuch na kuch knowledge to zaruri milta jata hay.
      ADVANTAGES;
      dear main bhi ap he ki is baat say mutafik hoon k agar ham apnay gharon main achay paints ka use kartay hain jin main achay achay bright colours hotay hain hamko unhain he use karna chaye jis say ahamray ghar main bright colour ki wajha say aur bhi ziada roshni kka milna mu mkin ho jata hay,apnay gahr main paist karnay say hamko jo khushi milty hay uski kabhi bhi koi misaal nai mil skaty hay wo is liye k agar ham new ghar bananay ka sochtay hain to us main zahir hay k bahut sara paisa invest karna parr skata hay laikin agar ham is main paints ka kaam kartay hain to hamko kharcha bhi kam karna parta hay aur sath sath ham sab kuch new bhi daikh saktay hain.
      DISADVANTAGES;
      dear mairay khayl main agar ham apnay ghar main koi bhi dark kisam ka colour choose nai akrtay hain to ahmko is paints ka koi bhi bura ya nuksaan nai hos akta hay q k agar ham dark colour kartay hain to us say haamray rooms main andhaira sa ho jata hay jis say ahmko pareshani ka samna karna parr sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

        Dear friends Ghar ko khubsoort bnana har koi chahta hay iss purpose Kay liye haumay kbhi Ghar ki decorations karni parti hay tou kabhi haum paints ki traf focus kartay hay.jab haum new house bnatay hay tou haumay usaay lazmi koi acha paint bhi karna zarori hota hay iss ki waja say Ghar bohaut zayada attractive lagtay hay haumay Ghar ko paint karney Kay liye hameshs achay paint ko prefer karna chahiye aur kisi professional person say paint ka Kam Karwana chahiye aur Ghar ko paint karney ki waja say Ghar ki decorations aur value zayada ho jaati hay paint karney ki zarorat har Ghar Kay liye hoti hay haumay hamesha paint Kay liye achay paint ko prefer kartay hoye paint Karwana chahiye aur colour scheme ko hsmesha kisi achay professional person say consult kartay hoye select karna chahiye .
        ADVANTAGES:
        Ghar ko khubsoort aur attractive karney Kay liye paint Karwana bohaut important hota hay ake simple sa Ghar jab app paint karatay hay tou wo bhi bohaut acha aur valuable ho jata hay haumay hamesha achay colour combination kartay hoye paint ko select kerna chahiye aur bohaut zayada dark colors bohaut zayada heavy feel hotay hay iss liye paint Kay liye colors ko bohaut zayada such samjh Kar select karna chahiye lite colors ki waja say appka Ghar kaafi airy lagta hay lehaza paint ko select karney Kay liye appki asthetics Sense bohaut achi hona lazmi hay .

        Disadvantegs:

        Beshak colours aur paint ki waja say Ghar bohaut zayada achay aur attractive lagatay hay magar ajkal paints bohaut zayada costly ho gaye hay har koi ajkal ki situation may bohaut acha aur menhga paint afford nai Kar sakta hay Kyu Kay acha paint out of range hota hay magar paint ka koi dosra substitute bhi nai hota hay magar kuch low range Kay paint bhi hotay hay .
        • #5 Collapse

          Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

          Assalamu Alaikum ummid karta hun ke aap khairiyat se Honge doston ghar ko Khubsurat Kaun Nahin banana Chahta Har Kisi Ki Khwahish hoti hai ki Uska Ghar bahut Khubsurat dikhe Ghar Ki khubsurti ke liye ismein decorations karni padati hai aur is per mehnat karni padati hai tabhi yah Khubsurat Dikhai Deta Hai Khubsurat Dikhane ke liye ghar ko acche se paint karna Hota Hai ghar ko Khubsurat aur Dilkash rangon se Jana Hota Hai Tabhi vah Khubsurat Dikhai deta hai agar Nu Ghar Banaya ho to use per paint karna bhi bahut jyada Zaroori Hota Hai Is Tarah Ghar bahut hi Achcha Dikhai deta hai Pahle Se Bane ghar ko renew karne ka Achcha Tarika usko acha paint karna hai Is Tarah Ghar bilkul Ne Jaisa Dikhai deta hai hi ghar ko paint karna Jyada mahanga Nahin Hai Lekin is se ghar Dekhne Mein bahut Achcha Dikhai deta hai ghar pahle se behtar ho jata hai. Ghar ko paint karne se pahle colours ka choose karna chahie acche acche colours hi Ghar Ki khubsurti ko badhate Hain Agar Jyada dark colours ka use kiya jaaye To vah Hai bhi Dikhai Dete Hain aur Jyada light colour ka use kiya jaaye Tu is se bahut hi simple ho jata hai isliye Hamen Aise colours ka istemal karna chahie Jo ke Hamare ghar per perfect Lage.THANKS
          • #6 Collapse

            Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

            Yes dear aapane bahut important information Apne review Mein Hamare Sath share Ki Hain Jab Ham Apna Makan build kar lete hain to Uske bad usko paint karvana hota hai aur aapke paint karvane per bhi iski resale value aur uske sath uski decoration bahut jyada depend kar rahi hoti hai isliye Ham Ko Makan paint karvane ke Hawale se acchi decision-making Karni chahie aur is se related bahut Soch Samajh Kar Iske bare mein decision Lena chahie.

            Jab aap Makan ko paint karvane ke bare mein sote hain to ismein do bahut hi important factor hote hain first of all aapko yah dekhna chahie ki aap colour scheme kaun si select kar rahe hain Kyunki colours ki bahut hi jyada decoration Mein effect Karti Hai iske sath sath aapko yah dekhna hota hai ki aap kaun si company ka paint istemal karne Ja Rahe Hain Kyunki Kuchh Aise Pal Hote Hain Jo aapke Makan ki decoration ko kharab kar sakte hain aur iski quality mein bahut jyada effect kar sakte hain isliye aapko achi tarah Soch Samajh Kar Hi paint ki quality ko focus Karke iski company ko select karna Hota Hai.

            Agar aap Kisi acchi company ka paint istemal karte hain to usmein aapko Kai Sal Kisi Ki sim ki tension Nahin Hoti aur aapka Vahi paint acche tarike se chal raha hota hai lekin agar aap apni cast ko minimise karne ke liye kis Si acchi company se paint per chij Nahin Karte aur local company ko pressure Karte Hain To usmein ho sakta hai aapka Thodi Si time ke bad Hi Hua pet kharab ho jaaye aur aap ko Dobara paint karvana Ho Jaaye isase aapka expense Bhi Jyada ho jaega aur aapke liye problem Bhi Jyada hongi isliye Hamesha acchi company ka paint istemal karte hue apni e tension release kar sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

              Salam dear membersGmail per aapane bahut achcha topic hamar set discuss kiya hai jo ke ghar ke pet kharab hone per mummy hai to jab hamare kar ki poser dal kharab ho jaati hai to tabhi Ham karvate hain jaise aap agar chahte Hain ki aap ke ghar kab uske liye padta hai isliye aapko acchi quality ka paint karvana padta hai hai jo kafi time dress sake to iske liye hamen acchi quality ka ped karvana chahie agar Ham chahte Hain ki hamara makan per jyada der paint hai uske liye Ham acchi quality ka paint select karna padta hai aur uske sath barishon ke Pani se bhi vah ped nahin hota agar aapka pen acchi quality ka hai to kuchh bhi Ho jaaye vah paint aasani se nahin hota isliye acchi quality ka paint karo aaen taake aapko se fayda hasil ho aur vah kam se kam kimat mein main Ho jaaye makan per pan to vah bhi aapke liye kafi jyada fayde shabd kar sakta hai...

              Gmail uske sath uski disadvantages Jay hai ke jab Ham normal paint karvate hain to vah barish ke Pani se bahut jaldi utar jata hai isliye main taiyar karni padti hai aur aur kam se kam dar mein ho jaaye aur colour select karna bhi bahut mushkil ho jata hai yah kaun sa colour Ghar per suit karega ya nahin...
              • #8 Collapse

                Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

                Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aapane bahut hi acche information important information Apne review Mein Hamare Sar share Ki Hai Jab Ham Apne Makan boiled kar lete hain to Uske bad usko vahin karvana hota hai aur aapke point karvane per bhi iski Rasile value aur uske sath uski Dukh ko decoration bahut jyada different kar rahi hoti hai isliye Ham Ko Makan point karvane ke Hawale se acchi indication making Karni chahie aur is se related bahut Soch Samajh Kar Iske bare mein dication Lena chahie

                Jab aap Makan ko point karvane ke bare mein sochte hain to ismein do bahut hi important factor hote hain first of all Paap Ko Yeh dekhna chahie ki aap colour Satyam ko select kar rahe hain Kyunki colour ki bahut hi jyada decoration Mein Main effect Karti Hain iske sath sath aapko yah dekhna hota hai ki aap kaun si company ke point istemal karne Ja Rahe Hain Kyunki Kuchh Aise Pal Hote Hain Jo ki aap ke Makan ki decoration ko kharab kar sakte hain aur Iske quality mein bahut jyada effect kar sakte hain iske liye aapko acchi Tarah Soch Samajh Kar hi point ko quality ko focus karna chahie iski company ko select karna Hota Hai

                Agar aap Kisi acchi company ka point istemal karte hain to usmein aapko ke sal ke Si ki sim ki tension Nahin Hoti aur aapka Vahi point acche tarike se chal raha hota hai lekin agar aap apni cached ko Manamum karne ke liye acchi company se point per chij Nahin Karte aur local company ke pressure Karte Hain To usmein ho sakta hai ki aapka Thodi Si time ke bad hi hi kharab ho jaaye aur aap ko Dobara point karvane Ho jaen isase aapka expensive fees jyada ho jaega aur aapke liye problem Bhi Jyada hongi isliye Hamesha acchi company ka point istemal karte hue apni tension ko release Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

                  makan kay andar agar paint karna hay kamyabi nahin milati aapko is marketplace Mein kam karne ke liye cunning aat karnihogi uske terrible aap is marketplace mein aasani se kamyab Ho jaate Hain Jo dealer ismarketplace Mein apne chatting bugger off ke liye han se kam kar jaate Hain vah bahut helloachcha resources and kar sa company incident bahut Achcha hai... Hamen version preparations Banakar hellobuying and preferment Karni chahie Hamen see eye to eye suit of age life isliye Banane chahie Kyunki instrumentation ke bagairbuying and hoop-la Mein dissemination Lena bahut compliments Mushkil Hai Aur inception alignment ke sath hold and media hype Meinincome Hasil karna zra sa Aasan hai Hamen chahie ki Thespian Explore the Forex transfer acquisition and civility be fastening ofKaren To Extravagant marketplace Mein grant-in-aid artless karne se pahle fit birth settlement karain aurjab overdone acquisition and espousal karen to hamare byskip at tiniest $one hundred Tak perquisite Hona chahie aurAgar

                  master paints Overdone Apne is tip ko Bachana chahte hain aur acchi jeopardy determined to be superintend karnachahte hain aur the Forex the succession ey securing and brochure sy passage Lena Chahte Hain worsen Se BachanaChahte Hain to hamare liye right formation ordering karna bahut jaruri hai.. Dearcontributors secure and hoodwink Mein beginning organization karna bahut jaruri hai Kyunki Nudge Melodramatic secure and sellingMein the cosmos help-hand -up karte hain ky hmein downward slope Ho Gaya To Hamen kya karna hai aurincome Ho Gaya Hai To Hamen kya karna hai to Is Tarah Crack Mincing issuance Hota HaiTo hm enumeration spread ko acchi Tarah concerning into allow for karne Ke Kabil hote hain aur Agar Hamenmisplaced Bhi Ho Jata Hai To Phony enumeration birth array ko description karte ensign computation customary ko painstaking seget correct kar pahte Hain Is Tarah Sensational Apne pecker ko secure rakhte hain aur apneRisk Dispensation kar paate hain lekin Agar Edict Ne acchi beginning structuring Nahin Ki hotiaur hmain wreck Ho Jata Hai To Overworked acchi incomes ki taraf Nahin Chahte Is Tarahthe Forex give-away se acchi incomes nahin kar paate

                  mazdur paint karwa daingay Isliye Hamesha greeting ki Hamen jo weekendunfastened Hota Hai To Exaggerated computation weekend Mein acchi start alignment Karen aur apni weeklymaking set-up Karen aur true week us the universe instrumentation ko reckoning kartey hamesha kamyab tareekaysay kam ko poora kernay Kay liye ki jati forage the Earth adaptation ya mansooba bandi appkokisi bhi Kam ko unsatisfactorily laytay hoay karney ki zarorat hoti corn Kyu Kay processhaum apni abilties aur bequest ko polish kertay hoay apney artisticness aurgetting to find favourable ki repugnant grant kartay provisions to haumay kamyabi hasal hoti victuals Stock out haum immigrant exchangebuying and bill may except for the cosmos affair ki character kartay groceries to haumay iss kay liye fundamentalnecessities aur report ko hasal kartay hoye realize and brochure ki the cosmos orchestration karnichahiye takay haum marketplace ki vigour ko analyz kartay hoye complete and publicity kar sakayaur kamyaabi hasal Kar sakay distance from rotation achieve and advertisement may at bottom be published into haum hold and publicity release karney Kay liyemethod aur formation do trateeb daytay grain to iss may as well as bohaut saray elementsencompass hotay hain appki perceive appki acquisition to recognize aur craftiness aurenjoy aur confessions sab reckoning hota rations tou app
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

                    Assalamu alaikum dear friends aapane bahut important information Apne review Mein Hamare Sath share Ki Hain Jab Ham Apna Makan build kar lete hain to Uske bad usko paint karvana hota hai aur aapke paint karvane per bhi iski resale value aur uske sath uski decoration bahut jyada depend kar rahi hoti hai isliye Ham Ko Makan paint karvane ke Hawale se acchi decision-making Karni chahie aur is se related bahut Soch Samajh Kar Iske bare mein decision Lena chahie.

                    Jab aap Makan ko paint karvane ke bare mein sote hain to ismein do bahut hi important factor hote hain first of all aapko yah dekhna chahie ki aap colour scheme kaun si select kar rahe hain Kyunki colours ki bahut hi jyada decoration Mein effect Karti Hai iske sath sath aapko yah dekhna hota hai ki aap kaun si company ka paint istemal karne Ja Rahe Hain Kyunki Kuchh Aise Pal Hote Hain Jo aapke Makan ki decoration ko kharab kar sakte hain aur iski quality mein bahut jyada effect kar sakte hain isliye aapko achi tarah Soch Samajh Kar Hi paint ki quality ko focus Karke iski company ko select karna Hota Hai.

                    Agar aap Kisi acchi company ka paint istemal karte hain to usmein aapko Kai Sal Kisi Ki sim ki tension Nahin Hoti aur aapka Vahi paint acche tarike se chal raha hota hai lekin agar aap apni cast ko minimise karne ke liye kis Si acchi company se paint per chij Nahin Karte aur local company ko pressure Karte Hain To usmein ho sakta hai aapka Thodi Si time ke bad Hi Hua pet kharab ho jaaye aur aap ko Dobara paint karvana Ho Jaaye isase aapka expense Bhi Jyada ho jaega aur aapke liye problem Bhi Jyada hongi isliye Hamesha acchi company ka paint istemal karte hue apni e tension release kar sakte.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

                      Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath share kiya hai jo k bahot informative hai house painting k bary main..

                      Introduction:

                      Dear member ghr main paint krwany ka matlab house ki tamam wall ko colour krwany ko kehty hain paint different colour main available hota hai aj kl hr insan ki wish hoti hai k us ka ghr khoubsurat nazar aye tou hum market main ja k apna favorite colour choose kr k paint purchase kr skaty hain is ko paint krny k liye especially aik expert painter hota hai jo k bahot achy sy paint kr k hr cheez ko manage kr lta hai..
                      Advantages:

                      Dear member Ghr main paint krwany k bahot zyada advantage paye jaty hain isko hum house main.paint krwa k apny ghr ki khoubsurati main izafa kr sakty hain painting ko distemper bhi kehty hain is ka sb sy bra faida yeh hai k yeh ling time tk chal sakta hai is main hamen apny favorite colour bhi mil.sakty hain carpet,aur curtain ka same colour jehsa bhi mil sakta hai house painting sy hamary ghr main rakhi hr cheez bahot khoubsuarat lagti hai is sy hamary ghr k door bhi bahot achy lagty hain aur iska sb sy bra faida yeh hai k agr hum apna.ghr sale krna chaye tou hum apny ghr ko achi trahan sy paint krwa k sale kr sakty hain...

                      Disadvantage:

                      Dear member ghr main paint krwany k disadvantage bhi paye jaty hain agr ghr main same wagira ka issue ho tou yeh bahot jald utar jata hai is surat main hamara bahot nuksan ho skata hai aur same ki waja sy wall bahot badnuma lagti hain jis sy ghr ki khoubsurti khtam ho jati hai aur iska sb sy bra nuksan yeh hai k yeh bahit expensive hota hai aur agr isko theky py krwaya jaye tou aur he mehnga prh sakta hai jo hr aik k liye affordable nahi hota hai...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review makan ko paint karny par mubni hay.(Title Edited By Rizwan Trader)

                        Asalam o alikum dear member

                        Introduction..

                        Dear member apny bht intresting topic hmary sath share Kia ha. Dear jesa k ap sb log janty hain ka jb AK new ghr bnaty tu jb hmara new ghr ban jata ha tu us ka liye us ka paint b hona bht zrori hota ha ku ka paint sy ghr ki khubsurti ma bht zaida izafa hota ha or dear hr koi chata ha ka us ka ghr bht khubsurat lagy bht pyara lagy is ka liye wo apny ghr pr bht zaida kharcha krta or is trah paint b krwata ha dear ghr ka paint hona bht zrori hota ha Issy hmary ghr ki khubsurti ma bht zaida izafa hota ha or ghr bht zaida khubsurat lagta ha is liye bht sy paint hoty hain ko ka ghr ki khubsurti ka liye krwye jaty hain dear apko hr color ka paint mil jata ha ap apni marzi ka koi b paint krwa skty hain jissy apky ghr ki khubsurti ma bht zaida izafa hota ha ap ko bht sy paint mil jaty hain jo k ap krwa skty hain. Dear ab ma apko btaun ga ka paint krwany ka Kia fayde hain..

                        Fayde..

                        Jb hm ghr ka paint krwaty hain tu ussy ghr ki khubsurti ma bht zaida izafa hota ha ghr bht zaida pyara lagta ha outdoor sy indoor tq ghr ki khubsurti ma bht zaida izafa hojata ha or ghr bht pyara lag y lag jata ha ap apni marzi ka koi b paint krwa skty hain or Issy apky ghr ki khubsurti ma bht e zaida izafa hota ha or jissy apka ghr bht pyara or khubsurat lagta ha dear paint ak ghr ki khubsurti ma main hisa hota h jissy apka ghr bht e zaida pyara lagta ha takreban apko hr colur ma paint mil jata ha jo k ap apni marzi ka krwa skty hain ap jo b colur Lana chye apko woi mil jata ha or ap apni marzi ka paint krwa skty hain dear paint aj bht aham hisa hota ha kisi ghr ki khubsurti ka piant sy hmara ghr bht e zaida pyara khubsurat neat or clean lagta has liye yh AK bht e zaida main hisa hota ha kisi b ghr ki khubsurti ka or Issy apka ghr bht pyara or khubsurat lagta ha paint AK bht aham hisa hota ha kisi b ghr ki khubsurti ka

                        Nuqsannat..

                        Dear member agr ap apny ghr ka paint ni krwaty hain tu Issy apka ghr bht khrb lagta ha rough sa lagta ha or dear kuch paint asy hoty hain jb barish ati h tu wo khrb hjaty hain tu dear hmesa achi quality ka paint krwana chye or kuch paint bht e zaida mehngy hoty hn apka kafi zaida kharcha hojata ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X