Hello dosto umeed hy sab teek taak hongy, acha dosto to mera ye review Internet Service par mabni hy, dosto jesa k aap sab ko pata hy k aaj k zamany main internet k baghair zindagi naa mukammal hoti hy, Q K internet ka istimal har shouby har organization aur school , college businessetc main hita, zindagi ka koi aisa shouba nahi his mai internet ka istimaal na ho, dosto balky agar main ye bata doon k jis tarah insan ko Oxygen k zaroorat hy zinda rehny k liye to mujooda dour main is zindagi ko aagy le jaany k liye Oxygen aur energy k baad jo aata hy vo Internet hy, Q k ab har cheez har service internet par transfer ho chuka hy aur aik kaam ko karny main jo physical invlovement hota tha ab vo bilkul khatam ho chuka hy, Q k logo vo tour tariqy bhool chuky hain, vo procedures aur vo stemina ab nahi raha jo internet k baghiar waaly zamanay mai nhuwa karta tha, dears sab sy pehly jo internet service aya tha vo Q989 main Australia aur America main shuro huwa tha aur aam public ko monthly charges par internet access diya jaata tha, aur pir buhat tezi k saath poori dunya main phelny laga, ab taqreban dunya ka koi aisa kona nahi hoga jahan internet na ho aur buhat tez sy tez service din ba din introduce hota jaa raha hy jis sy koi B kaam seconds main hota hy jo pehly maheeno aur saloon main hota tha.
Dosto agar Paksitan ke baat ke jaye to sab sy pehly Pakistan mai njo internet service vo Email Service tha aur 1992... 1995 tak ka shuro huwa tha jisy Imran-net ny shuro kiya tha aur baad main yahan B system mazeeb behtari ke taraf rawan dawan hy aub Pakistan main Baqi mamalik ke tara tez tareen aur 4G , aur LTE jesa servicr munood hy jisy aam louv B use kar sakty hai naur khaas B aur daily k hisab sy lekar monthly k hisab sy B packages nil rahahy hain aur mukhtalif qism k packages mukhtalif prices main mil rahy hain jis poori har qism k maqasid k liye baghisr kisi rukawat k use kiya jaa sakta hy.
Dosto internet ka istimal ab har field main hota hy, chaahy vo edication ho, interview ho, exams ho, business ho, calls ho, mail, ho ya koi aur kaam ho internet k zariye aap kar skaty hain.
Dosto internet itna ehm ho chuka hy k aap net k zariye dunya k jisi B kony sy aapna kaam karwa sakty hain minto main chahy vo aik degree ho yaa koi aur diploma courses ho bilkul qualified aur verified courses aap kar skaty ho.
Major Internet Uses:
Email,
Live, Audio, Vidoe Calls,
For the purpose of Reasearch,
For downloading files and books,
For watching movies and films,
For business purpose,
For Educations,
Self-Employment,
For Ecomerece,
For News and magazine.
For learning different courses.
Isky ilawa B internet ka istimaal buhat zyada hy jo mention karny sy khatam nahi hoty.
Faidy:
Sab sy barra faida inter net ka ye hy dosto k,
1) Is ka sab sy barra faida ye hy dosto k aap dunya k kisi B kony main pounch sakty ho baghiar kisi sy help liye,
2) internet k zariye aap kisi B mulk k job k liye apply kar skaty ho aur interview de skaty ho baghair kisi travelling aur expensis k.
3) is sycaap apni studies ko complete karcskaty ho.
4) Internet k zariye aap kisi B product k baary main review de aur dekh sakty ho.
5) internet k zariye aap online business karcskaty ho aur kahin sy B kuch B khareed o firokht karcskaty ho baghair kisi rukawat k.
6) is sy aap apny liye behtareen source of income bana sakty ho.
7) is k zariye aap kahin sy B koi B course aur learning onlinek ar salty ho.
8) Internet k zariye aap pesy bejh skaty ho kahin par B aur kahin sy B wasool kar sakty ho kisi B waqt.
9) internet k zariye aap dunya k har mulk k halat maloom kar skaty ho with in seconds.
10) Internet k zariye aap teching kar sakty ho aur isi ko aap behtareen zariya ye rozgar baan sakty ho agar aap main koi B quality mujood ho.
Nuqsanat:
Dosto internet k faido k sath sath nuqsanat B beshumar hain,
1) Isky misuse sy bachy khrab ho jaaty hain aur barty B mukhtalif qism k ghalat kamoo k shikar ho skaty hain.
2) internetvke waja sy dosto aap foreign Ideologies ka shikar ho jaatyvhai naur apna culture bhool jaaty hai naur aksar loug isi ke waja sy he misguide ho jaaty hain aur be deni ke taraf chaly jaaty hain.
3) internet ke waja sy crimes main behad izafa huwa hy khaas kar rape k waqiyaat to bujat zyada barr gaye hain.
4) Internet kecwaja sy he aapky physical Acitivitiea limited huwy hain aur aap saara din ghar bety use karty hain jis ke waja sy insan ka sehat din ba din nazuk aur kamzor hota jaa raha hy.
5) Internet ke waja sy aap kisi B scam aur fraud ka shikar ho skaty hain, Q kdunya k kisi B kony main beta shakhs aap aur k data tak rasayee hasil kar sakta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим