Microsoft Office
Microsoft Office Ko Asan Alfaz Mai Office Bhi Kaha Jata Hai Or Ye Aik Client Or Sever Software Hai Or Isey Services Ka Naam Bhi Diya Jata Hai Jo Keh Microsoft Company Ki Traf Say Develop Kiya Gaya Hai . Is Software Ko Pehli Baar Bill Gates Nay 1 August 1988 Mai Announced Kiya Tha Or Ye COMDEX Expo Show Mai Introduced Karwaya Gaya Tha Jo Las Vegas City Mai Howa Tha Ye United States Mai Hai. Ye Software Initially 19 November , 1990 Mai Release Howa Tha Or Ab Tak Ise Release Howey 30 Years Guzar Gaye Hain . Microsoft Office Ko C++ Language Ko Use Kartey Howey Banaya Gaya Hai Or Ye Software Office Suit Type Ka Hai . Microsoft Company Kay Pass Trialware , Volume Licensing Or SaaS Ka License Hai Jis Kay Tehat Ye Company Softwares Banati Hai Un Mai Say Aik Microsoft Office Bhi Hai.
1: Microsoft Office Ko Office Suit Kay Name Say Bhi Jana Jata Hai Tu Is Software Mai Bhut Say Client Software Available Hotey Hain Jin Mai ( Microsoft Word, Excel, Access, Publisher, PowerPoint, Outlook ) Shamil Hain In Sab Client Software Ka Bhut Faida Hota Hai Ye Bhut Si Fields Mai Kaam Ata Hai.
2 : Microsoft Office Software Ka Ye Bhi Faida Hai Keh Ye Software Kay Sath Jitney Bhi Client Software Ya Products Atey Hain Wo Different 102 Languages Mai Available Hain Jis Ki Wajah Say Har Country Ka User Apni Country Language Kay Mutabik Language Select Kar Kay Is Software Ko Use Kar Sakta Hain.
3 : Ye Software Business Fields Mai Bhut Zaida Useful Hota Hai Koun Keh Is Software Ko Use Karney Say Hum Bhut Say Problems Solve Kar Saktey Hain Kuch Hi Time Mai Or Ye Software Kise Bhi Business Kay Documents Ya Kise Bhi Type Ki Files Bananey Mai Bhut Asani Paida Karta Hai Jis Ki Wajah Say User Ko Bhut Acha Experience Milta Hai.
4 : Microsoft Office Mai Hamein Aik Acha Benefit Storage Option Milta Hai Jo Hum One Drive Ko Use Kar Kay Apni Koi Bhi Software Ya Kise Bhi Type Ka Data Store Kar Saktey Hain Login Kar Kay One Drive Kar Account Mai . Ye One Drive Aik User Ko 1 Terabyte Tak Ki Storage Provide Karta Hai Jis Mai Hum Kuch Bhi Data Store Kar Saktey Hain. One Drive Storage Aik Cloud Storage Ki Trah Work Karti Hai Or Hamara Data Stor Karti Hai.
5 : Microsoft Office Hamein Bhut Say Products Provide Karta Hai Jo Keh Different Purposes Kay Liye Use Hotey Hain.
Microsoft Word : Microsoft Word Microsoft Office Ka Aik Main Product Hain Jo Keh Word Processor Product Hai Jis Say Hum Typing Documents Bana Saktey Hain.
Microsoft Excel : Microsoft Excel Aik Spreadsheet Editor Hai Jo Keh Spreadsheet Presentation Bananey Mai Use Hota Hai Ye Product Bhut Log Markets Mai Billings Kay Liye Istamal Kartey Hain.
Microsoft PowerPoint : Microsoft PowerPoint Aik Type Ka Presentation Program Hai Jo Keh Presentations Bananey Mai Kam Ata Hai Or Is Say Hum Slideshow Bana Saktey Hain Ye Product Businessman Ya Schools Collages Or Universities Mai Use Hota Hai Assignments Or Presentaation Show Karney Kay Liye.
Microsoft Outlook : Microsoft Outlook Personal Information Manager Ki Trah Use Hota Hai Is Product Ko Koi Bhi Aam User Istamal Kar Sakta Hai Koun Keh Ye Aik Email Ki Trah Work Karta Hai Or Messaging Mai Work Karta Hai.
Microsoft Publisher : Ye Product Zaida Windows Mai Use Hota Hai Or Ye Product Desktop Publishing Kay Naam Say Bhi Jana Jata Hai Jo Keh ( Brochures, Labels, Calendars, Greeting Cards ) Bananey Mai Istamal Kiya Jata Hai.
Microsoft Access : Ye Product Aik Database Management System Ki Trah Work Karti Hai Windows Kay Liye Ye Aik Software Developing Tools Kay Liye Bhi Istamal Kiya Jata Hai Or Isey Graphics Bhi Design Ho Saktey Hain.
6 : Ye Software Hamein Har Platform Mai Use Karney Ko Milta Hai Or Hum Is Software Ko Kahein Bhi Ya Kise Bhi User Interface Mai Use Kar Saktey Hain Chahey Wo Android , IOS Ya Windows Hi Koun Na Ho . Ye Software Support Karta Hai Or Isey Use Karna Bhi Bhut Easy Hai. Ye Software Hum Multipurpose Kay Liye Bhi Use Kar Sakta Hai Or Multitasking Kar Sakta Hai .
1 : Microsoft Office Software Ka Aik Bhut Effective Nuqsan Ye Hai Keh Hamein Is Software Kay Products Ko Buy Karna Parta Hai Yani Is Software Kay License Buy Karna Parta Hai Agr Hum Na Karein Tu Ye Software Trail Base Py Run Hota Hai Or Is Software Kay Products Full Features Run Nhi Kartey Jis Ki Wajah Say Hamein Full Control Nhi Hasil Hota.
2 : Is Software Kay Products Mai Hamein Internet Issues Bhut Miltey Hain Jin Ki Wajah Say Is Software Ki Productivity Bhut Disrupt Hoti Hai Or Achi Progress Nhi Milti Software Use Karney Ki . Is Software Mai Bhut Si Changes Hoti Rehti Hain Jis Ki Wajah Say Bhut Say Users Ko Headache Problem Ho Jata Hai Or Unhein Is Software Kay Products Ko Use Karna Difficult Ho Jata Hai.
3 : Ye Software Hamein Achi Data Privacy Nhi Provide Karta Jis Ki Wajah Say Hamarey Hands Mai Nhi Hoti Is Software Ki Data Protection Koi Bhi Is Disadvantage Ka Faida Utha Kar Hack Kar Sakta Hai Or Personal Data Information Ya Sensitive Information Leak Kar Sakta Hai.
4 : Is Software Ka Akhri Nuqsan Ye Hai Keh Ye Software Har Kise Device Mai Nhi Run Ho Sakta Ye Specific Requirements Mangta Hai Jis Kay Tehat Ye Software Device Mai Run Hota Hai Jis Ki Wajah Say Logoun Ko Cost Pay Karni Parti Hai Achi Device Buy Karney Kay Liye Or Is Software Mai Hamein Maintenance Problem Deakhney Ko Bhi Aksar Milti Hai Jis Ki Wajah Say Bhut Say Users Ka Working Acha Or Stable Nhi Rehta.
5 : Ye Software Bhut Say Prices Mai Available Hota Hai Market Mai Tu Kuch Logoun Ko Ye Cheap Mil Jata Hai Or Kuch Ko Expensive Tu Ye Bhi Aik Nuqsan Hai Is Software Ko Istamal Karney Ka Ye Software Hamein Officially US 439 Dollars Mai Buy Kar Saktey Hain Or Agr Pakistan Mai Baat Karein Tu Ye Software Rs 84,999 Mai Available Hai Jo Keh Aik Bhut Huge Price Tag Hai Aik Software Kay Liye.

- Advantages

- Disadvantages

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим