Magisto Aik Video Editor Software Application Hai Jo Keh Video Editing Or Video Making Kay Liye Kam Mai Ata Hai . Magisto Aik Technology Company Hai Jo Keh 2009 Mai Banai Gayi Thi Takeh Ye Khass Apna Focus Artificial Intelligence (A.I.) Par Bana Kar Video Editing Mai Zaida Acha Kam Aye Or Us Ki Performance Achi Banaye . Is Company Ko Established Honey Kay Bad Isey Vimeo Naam Ki Company Nay 2019 Buy Kar Liya Tha 200 US Dollars Mai. Is Company Ko Bananey Mai Dr. Oren Boiman Or Dr. Alex Rav-Acha Nay Bhut Aham Role Ada Kiya Hai Or Yehi Is Video Editor Company Kay Founders Thy Or Is Company Kay Headquarters Mountain View, California, U.S. Mai Hain Or Yehein Say Sab Operations Control Hotey Hain Agr Mazeed Malomat Leni Hai Tu Ap Is Link ( www.magisto.com ) Par Ja Kar Jasil Kar Saktey Hain.

- Advantages
Jesy Keh Meney Apko Bataya Keh Ye Software AI Par Designed Hai Tu Ye Bhut Hi Fast Or Simple Steps Mai Video Editing Karney Kay Liye Use Hota Hai Is Wajah Say Video Editors Ko Acha Usage Experience Milta Hai Jis Ki Wajah Say Wo Satisfy Hotey Hain Or Ye Software Web Par Available Honey Kay Sath Mobile Phone Application Mai Bhi Ata Hai Jo Keh Hum Apney Platform Kay Mutabik Download Kar Kay Install Kar Saktey Hain.
- Disadvantages
Baki Ye Sara Editor Acha hai Par Bhut Logoun KO Is Software Say Aik Problem Bhut Hai Wo Ye Keh $9.99 Per Month Cost Karta Hai Jo Keh Bhut Zaida Hai Aik Video Editor Kay Liye Is Software Mai Jab Tak Full Buy Na Karein Tu Us Time Tak Is Software Kay Full Features On Nhi Hotey Or Is Wajah Say Hamein Video Editing Ka Acha Experience Nhi Milta.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим