Computer Software
Computer Software Ko Kuch Log System Software Bhi Boltey Hain Jis Ko Designed Ya Develop Kiya Jata Hai Deegar Platforms Kay Softwares Bananey Kay Liye Jesy Keh Operating System Softwares Mai Windows , MacOS , Linux Or Android Is Jesy Software Ko Bananey Kay Liye Hi Computer Software Bananey Jatey Hain . Computer Software Aik Simple Software Hota Hai Jis Mai Collection Of Data , Commands Or Instructions Feed Ki Jati Hain Or Ye Operate Ki Jati Hain Aik User Kay Tehat Jab Ap Kise Bhi Computer Software Ko Run Kar Rahy Hotey Ho. Computer Science Kay Mutabik Computer Software Sirf Computer Ki Hi Information Ko Processed Kartey Hain Or Computer Software Mai Computer Programs , Libraries Or Deegar Types Ka Data Shamil Hota Hai.
Advantages
Agr Computer Software Ki Baat Ki Jaye Tu Computer Software Ki Speed Or Accuracy Ko Agr Hum Compare Karein Kise Bhi Dosrey Source Say Tu Hamesha Computer Software Best Hotey Hain Koun Keh In Ki Speed Best Hoti Hai Or Performance Bhi. Computers Softwares Zaida Tar Markets Mai Use Hotey Hain Ya Offices Mai Ya Kise Institute Mai Tu Ye Un Employees Kay Liye Best Hotey Hain Ye Software Unki Productivity Ko Acha Banata Hai.
Disadvantages
Computer Software Ka Hamein Aik Hi Nuqsan Bhut Bura Lagta Hai Koun Keh Ye Software Official Hotey Hain Tu Hamein Ye Software Buy Karney Partey Hain Jo Keh Bhut Zaida Cost Kartey Hain Or In Software Ko Use Karney Mai Tu Koi Problem Nhi Ati But Hamein Kuch Hi Arsey Mai Jab Iska New Version Ata Hai Tu Hamein Update Lazmi Karna Parta Hai New Features Or Functions Ko Use Karney Kay Liye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим