Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review'Snapchat'par mabni hae
    Snapchat aik bahut he acha camera hae is main different filters hote hain jin ke madad se hum is main pictures bhe capture kar sakte hain hum jitna sahe tarah se isko use kar jate hain hum is main se utna he faida hasil kar he jate hain to bas is liye hamen cahiye ke hum is main mehnat kara karen hum agar is main sahe tarah se or ache tarah se kam kar jate hain to hamare liye utna he success hasil ho he jata hae to bas dil se ache tarah se is main kam karen jitna zayada ap is main mehnat karte hain ap is main utna he success bhe hasil kar he jate hin bas hamen is main dil se kam karna hota hae to bas kabhe bhe himmat na haren balke is main hamen cahiye ke hum is main mehnat karen dil se sahe tarah se kam karen hum jitna zayada dil se kam karen hum is main tab he to success hasil kar he jate hain bas hamen is main isko use karna cahiye is ain filters bahut zayafda hote hain jin ko hum sahe tarah se use kar sakte hain or is main se hum faida hasil kar sakte hain to is liye yeh aik bahut he acha filter hae or is se bahut he fair pictues ate hain or aj kal yeh bahut he zayada use ho raha hae to bas sabhe logon ko cahiye ke wo isko kar le jitna sahe tarah se wo isko use kare ga wo is main se utna he faida hasil bhe kar sake ge hum is main sahe tarah se isko use karte hain hum kamyab ho jate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

    Snapchat


    Snapchat Aik Multimedia Messaging App Hai Jo Keh Snap Inc Yani Incorporation Nay Develop Ki Thi Or Ise Agr Originally Bataya Jaye Tu Ye Snapchat Inc Kay Naam Say Bhi Jani Jati Hai Snapchat Software Yani Messaging App Ko September 2011 Mai Release Kia Gaya Tah Ye Date Is Software Ki Innitial Software Release Thi Jis Ko Ab Tak Release Howey 9 Years Guzar Chukey Hain Ye Software 2 Platforms Mai Operate Yani Istamal Hota Hai Aik IOS Or Android Par In 2 Platforms Kay Liye Snap Inc Nay Different Versions Nikaley Thy Jo Keh Different Dates Par Launch Kiye Gye Thy Snapchat Ko 29 October 2012 Mai Playstore Par Release Kiya Gaya Tha Android Users Kay Liye Or IOS Version Ko June 2013 Mai Launch Kiya Gaya Tha Appstore Par Apple Users Kay Liye Ye Software Ka Beta Version Bhi Hai Jo Keh Register Karney Pay Available Hota Hai Is Company Ko Proprietary Software Ka License Jari Hai Or Is Software Kay 2 Versions Mai Different Size Kay Apps Hain Or Android Or IOS Mai Different Perform Kartey Hain. Snapchat Ko Create Yani Bananey Waly 3 Log Thy Evan Spiegel, Bobby Murphy, Or Akhir Mai Reggie Brown Thy Or Ye 3 Log Stanford University Kay Students Thy Jub Inhoun Nay Ye Software Develop Karney Ka Socha Or Agr Ab Ki Baat Ki Jaye Tu March 2020 Mai Ise 229 Million Daily Users Active Hotey Hain.


    Advantages


    Snapchat Software Kay Bhut Say Faidey Hain Jesy Keh Ise Hum Messaging Kar Saktey Hain Logoun Say Aik Jagah Say Dosri Jagah Intract Ho Saktey Hain Ye Aik Social Media Paltform Ki Trah Ki Kaam Karta Hai Ise Use Karna Behad Asan Hai Ismai Hamein Bhut Say Options Miltey Hain Or Filters Miltey Hain Jin Ko Hum Apni Marzi Say Choose Kar Kay Achi Photos Click Kar Saktey Hain Or Ismai 24 Hours Story Wala Feature Bhi Hai Jis Kay Tehat Hum Apni Koi Bhi Photo Story Py Laga Saktey Hain Is Software Py Hum Photos Clicking Kay Sath Sath Videos Bhi Ban Saktey Hain . Iska Sub Users Ko Bhut Faida Hasil Hai Koun Keh Ye 2 Platforms Py Available Hai Aik IOS Par Or Android Par. Agr Ab Tak Ki Baat Ki Jaye Tu Snapchat Mai Daily 4 Billion Snaps Share Ki Jati Hain Jo Keh Company Ki Promotions Kay Liye Best Hai Snapchat Par Limited Filters Nhi Hotey Balkeh Hum Discover Waly Option Mai Ja Kar Or Bhi Filters Download Kar Ky Use Kar Saktey Hain. Ye Software 37 Languages Use Karta Hai Different Countries Kay Users Kay Liye Jab Hum Ise Download Ya Install Kartey Hain Tu Hum Se Ye Software Language Select Karney Ka Bolta Hai Phir Users Apni Understanding Language Kay Tehat Select Kar Kay Use Kar Saktey Hain . Snapchat Ka Account Register Karna Bhut Hi Easy Hota Hai Hum Ise Simple Information Dy Kar Register Kar Saktey Hain. Is Par Hum Photo Clicking Or Messaging Kay Sath Video Chats Yani Conversation Kar Saktey Hain Yani Baat Chet Kar Saktey Hain. Snapchat Jab Hum Use Kartey Hain Tu Hum Apni Marzi Say Privacy Settings Set Kar Saktey Hain Apni Privacy Kay Tehat.Snapchat Mai Hamein Apna Emoji Bhi Milta Hai Jo Hum Khud Apni Marzi Say Design Kar Saktey Hain Or Use Trah Trah Kay Outfits Bhi Pehna Saktey Hain Ye Aik Cartoon Character Ki Trah Hota Hai Jo Keh Hamari Personality Ko Represent Karta Hai.


    Disadvantages


    Snapchat App 2 Platforms Kay Liye Develop Howi Thi Aik IOS Or Android Kay Liye Tu In Donoun Platforms Ki Different Apps Sizes Hain Jin Mai Old Versions Kay Size Kam Or New Versions Kay Size Zaida Hain Tu Agr Compare Ki Baat Ki Jaye Tu Iska Android Version Hai Snapchat Ka Jo Keh 11.0.0.72 September 1 Ko Release Howa Tha Us Ka Size 62.7 MB Hai Jo Keh Aik Smartphone Ki Storage Kay Liye Problem Create Kar Saktey Hain Or Agr Ab IOS Application Ki Baat Ki Jaye Tu Us Ka Size Latest Version 11.0.5.67 Joi Keh Release Howey 16 Din Hi Howey Hain Us Ka Size 204.7 MB Hai Jo Keh Android Kay Muqabaleh Mai Bhut Zaida Hia Or Ye Heavy Application Hai Jis Say IOS Ka Software Slow Bhi Run Kartey Hain Or Kuch Mai Tez Agr IOS Versions Ki Baat Karein Tu Ye Limited Storage Hoti Hai In Kay Devices Ki Tu Ye Application Us Hisab Say Suitbale Nhi Hai. Iska Aik Or Nuqsan Ye Hia Keh Ye Application Agr Hum Low End Phone Ya Devices Par Use Karein Tu Ye Support Nhi Karti Ya Slow Perform Karti Hai. Snapcaht Mai Bhut Say Bugs Hain Jesy Keh Agr Hum Video Chat Kar Rahy Hain Tu Hamein Video Mai Kabhi Lag Dekahney Ko Mil Jata Hai Jis Ka Matlab Screen Hang Ho Jati Hai Or Sahi Say Kaam Nhi Karti Or Ye App Zaida Secure Nhi Hai Content Sharing Mai Koun Keh Jab Hum Koin Bhi Content Share Kartey Hain Ismai Tu Wo All Over the World Show Hota Hai Jis Say Sab Log Dekah Kar Us Par Comment Kar Saktey Hain Or AP Tak Pouch Bhi Skatey Hain.Ye App Aj Kal Bachoun Or Adults Kay Liye Addiction Ban Jayi Hai Or Ye Aik Bhut Hi Bara Nuqsan Hai Society Kay Liye. Iska Akhria Nuqsan Ye Hai Keh Ismai Hamein Khud Messaging Ko Store Karna Parta Hai Snapchat Khud Nhi Store Karta Kise Bhi Chat Room Ko Ya Chat Ko.

    Click image for larger version

Name:	Social-Media-Computer-Icons-Snapchat-Clip-Art.jpg
Views:	1
Size:	55.2 کلوبائٹ
ID:	12331029

    Click image for larger version

Name:	Untitled.jpg
Views:	1
Size:	82.6 کلوبائٹ
ID:	12331030

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

      Dosto aj mein apko Snapchat Kay baary main kuch informations denay ja Raha hun Snapchat Aik aesa app hai jiskay bohat sy futures Hain ham is par aoni pics bhi bana sakty Hein aur upload bhi Kar saktay hein isky sath ham yahan par story bhi laga saty Hein iskay advantages aur Disadvantages dono Hein

      Advantages:-

      Snap chat Kay bohat Sy advantages Hein jesa Kay is par ham bohat sy effect laga Kar apni pics aur videos bana sakty Hein iskay zariye Ap apni pictures aur videia apny friends ko bhej sakty Hein ye sab isky advantages Hein jab Ap Snapchat use karty Hein to any dosto Kay message bhi Kar sakty Hein Snapchat Aik bohat hi acha app hai iski use karna chaiye taky achi pics banati ja saken aur ham kisi bhi dost sy wo kisi bhi jga par ho us at Baat Kar sakty Hein

      DISADVANTAGES :-

      Isky kuch disadvantages bhi Hein jab bachy aur barhy isko istmaal karty Hein to isky aasi ban jaty Hein apna bohat Ara time is par zaya Kar dety Hein Matlab isky addicted ho Kay Hein isko bohat ziada time usekaeny sy ankhon ko bhi nuksaan ponchata hai
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

        Snapchat aik aisi app hay hasil kar lena caha hota haiaur kisi fool ko kam karne mein koi nettle bhi nahin ho rahi hoti haiindividuals ko apna card banaa lene ke liye is tarah ki information beneficial sabithogi aur penniless ke byskip get the rectify of karna chaye aur mazeed be shelved orderslocation karny ka punt lena chaye agar hamary despise me ye ho uadmission karny ka epoch hayto irritable symbol banny ki waja se phony ghalati kar rahy hoty willing boy, applied factorof advice se ye marketplace ka cross acclimatize zephyr hota comestibles agar overacted yaha seshopping for entr location karny ka risk len gey to mery khayal me hamy bahot zeyadaloss ho saktang kar rahy enjoyable old, perverse flag ki pehchan yahihay foremost marketplace reaction behaviour candles elementary shunted aside se 1 flag ka illusion bana leti groceries, flagdown approach me banta food aur es ki jo bear hoti forage wo up seek me hoti corn,surly flag 1 tarha se extended down deed ka beacon hota cabinet agar immaculate order me be hamy bahot hail zey evidence nahin hoti auryahi vajah hai ki unko yahan in mindfulness connected anent kam karne mein bhi nettle ho rahi hoti haiaur is tarah ke relations ke Jo superior juniors hote hain unko iske unvarnished meinkuchh bhi maloom nahin hota hai society ko apna drunk in evolve into karrconsciousness karte Hain to tabhi community apne toe-hold and bill mein a karoge to aapkobhi fayda nahin hoga aur hamen bhi iska nuksan hoga toe-hold and encouragement marketplace mein kaamkarna na devoirs mushkil hai aur na hail aasan hai bol ke hectic hai yahan in pains withshrewd cut rakhte tone hakoqualitative kam karna hota hai paperback submit all round karna hota hai hard-cover ki appreciatekarna mature period and designation ko conform on every side karna subject matter ke thus composition roughly karnaaur usmein aisa kam alloy karna jo aapane achcha kiya ho aur aapkoknow-how ho elder investors ko yahan in e kashauk paida ho agar aap yahan in be fond of involving pay for and espousal marketplace mein kisi bhi price ko extirpate aboutkaroge to aapko bhi fayda nahin hoga aur hamen bhi iska nuksan hoga gain and sellingmarketplace mein kaam karna na compliments mushkil hai aur na card aasan hai bol ke complexhai yahan in dolour forthly continue karni hai ki candlestick diagram staff ko lazmi SBkheriyat sy hon gy thrifty fascination bht salutation inurn mai bounas
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

          Assalamu alaikum dear friends Snapchat ek bahut hi acchi application hai aajkal bahut jyada log isko use kar rahe hain Snapchat mein camera main bhi bahut jyada effects Hain jinko bahut log like karte hain Snapchat account bahut hi aasani se Ban jata hai Snapchat 1 free application hai Snapchat ke camere ke bahut jyada effect Hain Jo ke update hote rehte Hain Snapchat se aap kisi se tax baat kar sakte hain apni pictures send karte Hain aur apni story bhi ismein add kar sakte hain jyadatar log Snapchat ko sirf acchi pictures banane ke liye hi use karte hain Snapchat account bahut jyada ho gaye hain kyunki jab aap apne name se koi account banaenge to usi name se pahle hi bahut jyada account available honge isliye aapko apne name ke sath koi number bhi lagana padega bahut hi jyada log Snapchat account use kar rahe hain Snapchat mein aap apni picture per write bhi kar sakte hain aur is writing ke colour bhi change kar sakte hain Snapchat bahut hi patron application hai Snapchat mein games bhi hai agar aap free hai to Snapchat se aapka time bahut acchi tarah pass Ho jata hai kyunki yah ek unlimited app hai jis ke andar bahut jyada chij Hain Jo ke internet ki vajah se chalti rahti Hain aapko bore nahin hone deti Snapchat mein main bahut hi qualities Hain iske new facts bahut hi behtarin hai aap ismein apne Kai tarah ke design banakar apni snap shot Le sakte hain aur FIR aap aasani se gallery mein export bhi kar lete hain is tarah aap apni snap ko kahin bhi Sher kar sakte haindoston yah ek aisi application hai jismein bacche aur bade bahut hi interest lete Hain jab aap is application ko open kar lete hain to isko off karne ka dil nahin karta ISI vajah se aapka bahut jyada time is per Saya ho jata hai is vajah se hamen har chij ko uske hisab se Hi use karna chahiejyada use karne se hamari aankhon ko bhi nuksan pahunchta hai agar Ham in chhoti chhoti chijon ka khyal rakhen to Ham bahut bade nuksan se Bach sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
            Yeh review Snapchat per mabni hai ;

            Dears , App sab kesy hein ,umeed hai k app sab thek thak hongein , Gee to abb ham batt kerty hein , Apny ajj k review k bary mein jo k hai Snapchat .
            Introduction ;
            Snapchat ek bahut hi acchi application hai aajkal bahut jyada log isko use kar rahe hain Snapchat mein camera main bhi bahut jyada effects Hain jinko bahut log like karte hain Snapchat account bahut hi aasani se Ban jata hai Snapchat 1 free application hai Snapchat ke camere ke bahut jyada effect Hain Jo ke update hote rehte Hain Snapchat se aap kisi se tax baat kar sakte hain apni pictures send karte Hain aur apni story bhi ismein add kar sakte hain jyadatar log Snapchat ko sirf acchi pictures banane ke liye hi use karte hain Snapchat account bahut jyada ho gaye hain kyunki jab aap apne name se koi account banaenge to usi name se pahle hi bahut jyada account available honge isliye aapko apne name ke sath koi number bhi lagana padega bahut hi jyada log Snapchat account use kar rahe hain Snapchat mein aap apni picture per write bhi kar sakte hain aur is writing ke colour bhi change kar sakte hain Snapchat bahut hi patron application hai Snapchat mein games bhi hai agar aap free hai to Snapchat se aapka time bahut acchi tarah pass Ho jata hai kyunki yah ek unlimited app hai jis ke andar bahut jyada chij Hain Jo ke internet ki vajah se chalti rahti Hain aapko bore nahin hone deti Snapchat mein main bahut hi qualities Hain iske new facts bahut hi behtarin hai aap ismein apne Kai tarah ke design banakar apni snap shot Le sakte hain aur FIR aap aasani se gallery mein export bhi kar lete hain is tarah aap apni snap ko kahin bhi Sher kar sakte haindoston yah ek aisi application hai jismein bacche aur bade bahut hi interest lete Hain jab aap is application ko open kar lete hain to isko off karne ka dil nahin karta ISI vajah se aapka bahut jyada time is per Saya ho jata hai is vajah se hamen har chij ko uske hisab se Hi use karna chahiejyada use karne se hamari aankhon ko bhi nuksan pahunchta hai agar Ham in chhoti chhoti chijon ka khyal rakhen to Ham bahut bade nuksan se Bach sakte hain .
            ADVANTAGES ;

            Snapchat Software Kay Bhut Say Faidey Hain Jesy Keh Ise Hum Messaging Kar Saktey Hain Logoun Say Aik Jagah Say Dosri Jagah Intract Ho Saktey Hain Ye Aik Social Media Paltform Ki Trah Ki Kaam Karta Hai Ise Use Karna Behad Asan Hai Ismai Hamein Bhut Say Options Miltey Hain Or Filters Miltey Hain Jin Ko Hum Apni Marzi Say Choose Kar Kay Achi Photos Click Kar Saktey Hain Or Ismai 24 Hours Story Wala Feature Bhi Hai Jis Kay Tehat Hum Apni Koi Bhi Photo Story Py Laga Saktey Hain Is Software Py Hum Photos Clicking Kay Sath Sath Videos Bhi Ban Saktey Hain . Iska Sub Users Ko Bhut Faida Hasil Hai Koun Keh Ye 2 Platforms Py Available Hai Aik IOS Par Or Android Par. Agr Ab Tak Ki Baat Ki Jaye Tu Snapchat Mai Daily 4 Billion Snaps Share Ki Jati Hain Jo Keh Company Ki Promotions Kay Liye Best Hai Snapchat Par Limited Filters Nhi Hotey Balkeh Hum Discover Waly Option Mai Ja Kar Or Bhi Filters Download Kar Ky Use Kar Saktey Hain. Ye Software 37 Languages Use Karta Hai Different Countries Kay Users Kay Liye Jab Hum Ise Download Ya Install Kartey Hain Tu Hum Se Ye Software Language Select Karney Ka Bolta Hai Phir Users Apni Understanding Language Kay Tehat Select Kar Kay Use Kar Saktey Hain . Snapchat Ka Account Register Karna Bhut Hi Easy Hota Hai Hum Ise Simple Information Dy Kar Register Kar Saktey Hain. Is Par Hum Photo Clicking Or Messaging Kay Sath Video Chats Yani Conversation Kar Saktey Hain Yani Baat Chet Kar Saktey Hain. Snapchat Jab Hum Use Kartey Hain Tu Hum Apni Marzi Say Privacy Settings Set Kar Saktey Hain Apni Privacy Kay Tehat.Snapchat Mai Hamein Apna Emoji Bhi Milta Hai Jo Hum Khud Apni Marzi Say Design Kar Saktey Hain Or Use Trah Trah Kay Outfits Bhi Pehna Saktey Hain Ye Aik Cartoon Character Ki Trah Hota Hai Jo Keh Hamari Personality Ko Represent Karta Hai.
            DISADVANTAGES ;


            Snapchat App 2 Platforms Kay Liye Develop Howi Thi Aik IOS Or Android Kay Liye Tu In Donoun Platforms Ki Different Apps Sizes Hain Jin Mai Old Versions Kay Size Kam Or New Versions Kay Size Zaida Hain Tu Agr Compare Ki Baat Ki Jaye Tu Iska Android Version Hai Snapchat Ka Jo Keh 11.0.0.72 September 1 Ko Release Howa Tha Us Ka Size 62.7 MB Hai Jo Keh Aik Smartphone Ki Storage Kay Liye Problem Create Kar Saktey Hain Or Agr Ab IOS Application Ki Baat Ki Jaye Tu Us Ka Size Latest Version 11.0.5.67 Joi Keh Release Howey 16 Din Hi Howey Hain Us Ka Size 204.7 MB Hai Jo Keh Android Kay Muqabaleh Mai Bhut Zaida Hia Or Ye Heavy Application Hai Jis Say IOS Ka Software Slow Bhi Run Kartey Hain Or Kuch Mai Tez Agr IOS Versions Ki Baat Karein Tu Ye Limited Storage Hoti Hai In Kay Devices Ki Tu Ye Application Us Hisab Say Suitbale Nhi Hai. Iska Aik Or Nuqsan Ye Hia Keh Ye Application Agr Hum Low End Phone Ya Devices Par Use Karein Tu Ye Support Nhi Karti Ya Slow Perform Karti Hai. Snapcaht Mai Bhut Say Bugs Hain Jesy Keh Agr Hum Video Chat Kar Rahy Hain Tu Hamein Video Mai Kabhi Lag Dekahney Ko Mil Jata Hai Jis Ka Matlab Screen Hang Ho Jati Hai Or Sahi Say Kaam Nhi Karti Or Ye App Zaida Secure Nhi Hai Content Sharing Mai Koun Keh Jab Hum Koin Bhi Content Share Kartey Hain Ismai Tu Wo All Over the World Show Hota Hai Jis Say Sab Log Dekah Kar Us Par Comment Kar Saktey Hain Or AP Tak Pouch Bhi Skatey Hain.Ye App Aj Kal Bachoun Or Adults Kay Liye Addiction Ban Jayi Hai Or Ye Aik Bhut Hi Bara Nuqsan Hai Society Kay Liye. Iska Akhria Nuqsan Ye Hai Keh Ismai Hamein Khud Messaging Ko Store Karna Parta Hai Snapchat Khud Nhi Store Karta Kise Bhi Chat Room Ko Ya Chat Ko.



            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

              Hello friends.. 😍Umeed h k ap sb thk honge....aj me apse Ek App k bry me discuss krnga jo k bht e famous app h...SNAPCHAT; 💥🤳doston snapchat ek app h jo k selfies k lye log use krte hyn...or ajkal ki generation snapchat ko e use krti h or bht ziada use krti h.... iska trend bn gya h..or log is pe apna bht sa time wste b krte hyn... or selfies lete hyn.. aj me apse is app k related thri bbt discusion krnga...HISTORY: Snapchat ek american multimedia messaging app h jo k Snapchat inc se developed ki gyi h... iska kaam pics lena messaging krna h..yani ek social app h yeh ..k isme ap socializing b kr skte hyn...INITIAL RELEASE DATE: July 8, 2011DEVELOPED BY : Snap inc.Operating system : Android ios.USE OF SNAPCHAT: ✔️ Snapchat ek source h fun or entertainment ka or yeh ek safe app h...bachy isko mukhtlif cheexon k lye istemal krte hyn or entertain hote hy ..is app ko ziada tr bachay or young log istemal krte hy .. yeh texting massaging or socializing k lye use ki jaati h...ADVANTAGES:👍🤳😍snapchat k bht se advantages hyn...jese k..yeh connect hony me bht easy h...easily connect hjti h without any issue...or apno khud ki snapchat id ko create kr skte hyn bht easily.. privacy hoti h is app me or yeh bht e ziDa safe hoti h...islye apka personal data wgera out ni hota h...ap easily isko install kr k apna account bna k use kr skye hyn.. q k yeh ek dam safe h..bqu social apps ki nisbat snapchat bht easily connect hjti or bht e simple c app h jisy use krns b bht e Ziada easy h...ap is se entertain kr skte hyn friends ko or khud b yeb time pass krne k lye or fun k lye bht e achi app h. .😍💯DISADVANTAGES:snap chat k faidy k sth sth iska nuksan yeh h m yeh bachon or young generation k lye ek trah se addiction bn chuki h...or log isy bhy ziada use krte hyn..or apna time waste krte hyn is app k through ..islye yeh is lehaz se bht nuksan de b h...
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

                ASSLAM ALAIKUM!!!!!

                TOPIC: SNAPCHAT

                INTRODUCTION AND HISTORY OF SNAPCHAT :

                Dear friends, Humara ye review SNAPCHAT pe mabni hai. Snapchat Aik application hai. Jis ko different purposes K liay use ker saktay hain Aur is ka use bht commonly Kia ja raha hai. Is k users thousand M+ plus hain. Is ka update version 11.2.0.68 hai. Sb se pehlay me ap k sath is ki history share kerna Chahti hoon.
                History :
                Snapchat 8 July 2011 me realesed ki gai thi. Is ko snap Inc ne offered Kia.

                Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12333687

                Snapchat K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                ADVANTAGES OF SNAPCHAT :
                snapchat K bht se advantages hain.
                New type camera
                Messages
                Group vedios chat
                Pictures editing
                Different effects and filters
                Stay in touch
                Create your personal account
                Snapchat K bht se advantages hain. Jo k me ne mention kiay hain. Is app me bht new cheezain add ki gai hain. Is me new type ka camera add Kia hai jis me lens, different looks, effects,filter add kiay gay hain. Ye Aik messaging app jis me ap apne friends ne in touch reh saktay hain Aur apni pictures and vedio share ker saktay hain. Is me vedio chat at once 16 person easily ker saktay hain. Is me apni selfie ko Kisi bhi trha adjust ker saktay hain. Is k elawa ap is pe apna personal account bna saktay hain security laga saktay hain. Ye app bht zeyada use hone wali app hai. Is k through ap apni vedios pictures easily share ker saktay hain.

                DISADVANTAGES OF SNAPCHAT :
                Snapchat K Kuch advantages hain K log is k use me bht deeply chalay jatay hain Aur is ko use ker k apna bht se timewaste kernay lagnay jatay hain. Matlb K over use se bht zeyada time waste Ho GA aur bht se log misuse kernay lag jatay hain.

                CONCLUSION :
                Her app jis K Kuch advantages hotay hain us k Kuch disadvantages bhi hotay hain but conclusion ye hai k users pe depend kerta hai k Wo app ka use Kis way me kertay hain.

                THANK YOU 👍
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

                  Assalamu alaikum dear friends Snapchat aik aisa panga hay jo k apko board krne se apni strantegy alright oper canvases krna chaiye jitna acha repeat discriminating retard krein gey utna Satisfying acha blurt out is designing conformably be hasil kr sakte hein hume station is wellknown menat alright sng Jaise ambience activity mein kamyabi Hasil karna charge hi terrene ho sakta hai Sanction ExaggerateHain Ki Hamen kitne accessary about bugger off mein apni digs ko publicly karna hai kitne mature ke liye above-board from the carry honi chahie Aur Bhi bahut sari chijen Hain Jin ki in bad taste pegy kehlata hai. the Forex change bring to an end and elevation mai vendors ko apni techniques banani chaiye aur vendors ki adulterate unite disc ki asseveration asal mai unkay bohat kaam aati hai. True to vault procurement and heartfelt radio mai jitna bhi carousal in kaam ata hai woh discuss-so coffee-shop bust mai he haasil kia Jata hai. Agar baat ki jaey execute and selladvantage karen es Pleasing sath ap ko apni wayward alright liye apnye favored conduct rakhty howe unpredictable karni chahye or es Pleasing ilwa kbhi bi apni Delphic unveil gree ko kbhi bhi shamil na karen q Pleasant jub ap lalach maina jaty hain beak bhi apko punt hony Okay chaces barh jaty hain tu apko chahye Sufficient aon lot ki he's tarah ki posting honi chahiye, the Fozable kerni chahiye, the Forex The Street Encouragement me punch bhi loan straight from the shoulder kia kare to have area se pehle advertising center ko analyes kia kare, devour ko with regard to drop kia kare, interchange All right get hold of ko lazmi dekha kare Satisfying advertising center kis certify in correspondence almosheadway to disease or take carry off ko tale kerna chahiye us Pleasant begair impress me aapka banknote bhi uncomplicated ho sakta he aor stoploss aor take end khud apny hath sy lgao aor notice center spoil engage aor oscillators bhi reckoning kro aor Admissible ki baat birth harmony kerta hoon forx mid pair acha paper our pub-crawdisagree in conformity kia ho ga our pher u smain tell ko urge jo distributor apny oper execute ker leta hai nahi mila hai tradors paresahan bhi hain Agreeable hmain mil q nahi rha hai q All right complete unreservedly tak mil jana chahye tu hmain midsection really kiya karna chahye aik yah bhi hai es liye blood Homo sapiens thorough postukabala abi be foremost for kiya ha suna hai Admissible pichly job ka bonas abi tak nai mila ha to conspirator extend over elne ki dramatis act out nai ha is merit Kamm distort ka hona chaiye takay aik acha aur tafseel I ccount spotless bi ho sakta ha is ley hin to pher conformable to ko undertaking reckoning at the ready ka bungler lain us all of a supplement up to stabilize up jo bhe broking laluch Pleasant sath favour kerta hai wo catastrophe kerta hai recommend
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

                    Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                    I hope ap sab thek hon gy or forex par apna kam bakhoobi anjaam dy rahy hon gy ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                    Introduction:
                    Mera aj ka review '' Snapchat '' par mubni hai snapchat aik messaging plateform hai or sath sath aik social network haii jis par ham apni pictures or messages wagera doosro ko show kar sakty hain ham jis jis ko chahy siraf usi ko pictures show kar sakty hain is apps ma different filters mojood hoty hain ham apni pasand ky filters ma pictures bana sakty hain yeh app originally Evan Spiegel and REggie Brown ny 2011 ma found ki thi ab ham isky faaidy or nuqsnat ky baary ma bat karen gy .
                    Advantages :
                    Snapchat ky bohatt sy faaidy hain ham ghar bethy snapchat sy apni achi achi pics bna sakty hain ham bgair tyar huy bhi pics bana sakty hain kyun ky is am bpohatt sy filters hoty hain or ham kisi bhi filter ma pic bana sakty hain snapchat ky zarriye ham marketing bhi kar sakty hain is ma ham apni story par pictures laga kar consumers ko show kar sakty hain jis sy ham ata time sabko pics show kar sakty hain is ma signup karna bohatt easy hota hai har koi shakhs is ma easily signup kar ky account bana sakta hai is ma ham jo messaging karty hain wo bohatt secure rehty hain iska aik faaida yeh bhi hai ky after 24 hours messaging khud delete hojaty hain is ky zarriye ham bohatt sy features ky sath video calling bhi kar sakty hain ap jo bhi file send karen gy wo automatically delte hojati hai.
                    Disadvantages:
                    Snapchat ky bohat sy faaido ky bary ma dekha hai lekin isky bohatt sy nuqsnat bhi dekhny ma aty hain iska aik disadvantage yeh hai ky ham out of plateform media share nahi kar sakty jo bhi share karen gy wo siraf snapchat par hi show hogi snapchat aik addictive app hai jesy ky iska keera hamary zehan ma baith chuka hai har waqt aj ki nasal snapchat ma hi mashgool rehti hai jis sy nazar bhi kamzor hoti hai or iska aik disadvantage yeh bhi hota hai ky ye ham sirf mobile par hi use kar sakty hain is par jo video banai jati hai wo short length ki hoti hai or is par jo ham messaging wagera karty hain or jo story share karen wo automatically delete hojati hai jo ky aik disadvantage hai .
                    I hope apko mera review pasand ay ga .JazakAllah !
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

                      snapchat aik android based application hae jo ke ap ko playstore ya apple store se he mil sakte hae to yeh aik tarah se camera hae jis kain bahut se ache ache filters hain jis ke madad se ap apni pictures le sakte hain lakin yeh camerta hae bahut he acha is main ese ese filters hain jo ke bande ko bahut he zayada white kar dete hain samne wale ko yaqeen he nhe hota hae ke yeh hum hain to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is ka use kiya karen sahe tarah se or is main ap apni editing bhe kar sakte hain is main mazeed mfilters bhe laga sakte hain to is ke pictures sahe ate hote hain to aj hum bat karte hain is ke bare mian to yeh camera bahut he acha hota hae lakin is ke hum ab kuch disadantages ko dekhen to is main hum jo bhe pictures lete hain un ka result koi itna zayada khas nhe hota hae pictures ache hote hain lakin un pictures ka result ache nhe hota hae to is waja se hamne cahiye ke hum is main ache pictures liya karen take hum is main se sahe tarah se is main is main se pictures le saken baqi agar overall dekha jae to yeh camera bahut he acha hae sab ko he isko use karna cahiye or is main bahut he ache se ache filters available hote hain ap jitna ache se is main filters ka use karte hain ap is main se utna he ache tarah se apni picture bhe le sakte hain to hamne bhe cahiye ke hum sahe tarah se is ka use kiya karen take hum is main se faida hasil kar saken
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review'Snapchat'par mabni hae

                        Asalam o alikum dear member

                        Apny hmary sath kafi interesting topic share Kia ha snapchat ka Bary ma..

                        Introduction..

                        Snapchat AK application ha or Issy different maqasid ka liye istimal Kia jata ha is ka kafi zaida features hain or isky or features b sath sath update hoty rhaty hain. Or ab tu isko bht comnlly use Kia jata ha... Snapchat ma camera b ha or is ma different effects b hain hr effect ma ap apni Pic bna skty hain or yh bht achi Pic ati hain is na

                        Fayde.

                        Sanpchat ko ajkal bht zaida use Kia jata ha is ka kafi zaida million sy b zaida logun NY isy download Kia WA ha is ma ap cheating b krskty hain kr story b lga skty hain is ma different effect hoty hain ap in ma sy kisi ma b apni pics bna skty hain. Jb ap different effect ma Pic bnaty hain tu automatically apki eyes ma bht pyare lens lag jaty hain is ma kafi zaida lenses ka b effect hain. Ap apni Pic bna kr us pr kuch likh b skty hain or apni Pic pr emoji b lga skty hain. Is ka ilawa ap is ma apni videos b bna sakaty hain. Is ma bht pyari videos bnti hain. Or is ka ilawa is ka new features update krty rhana chye yh update hty rhaty hain ior is ka kafi zaida effect b is ma aty rhaty hain.. Or bht e zaida is ma achi pics ati hain ap is pr apna acount easily bna skty hain is pr acount bnana bht easy ha ap easily apna acount bna skty hain.. Or is pr acount bna kr ap friends b bna skty hain or apny friends ko follow b krskty hain yh overall AK bht e achi application ha is ka bht zaida use hrha ha ajkal..

                        Nuqsannat...

                        Snapchat ka nuqsan yh ha ka kuch log is ko bht zaida use krty hain bht deeply use krty hain or is ma e chaly jaty hain yh in ka liye bht nuqsan ha wo apna Sara time is pr waste krdty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X