Introduction ::
assalam o Alaikum dear friends jis tarha computer ko chalne k liye window program ki zarorat hoti hai isi tarha hamare mobile phones b ek program k tehat chalty hai our working karte hai mobile phones k beshumar software mojod hain jin par aap ka mobile phone work karta hai kuch software niche diye gay hai

dear friends in tamam softwares ko mobile phones banany wali companies ki taraf se mobile main run kiya jata hai kuch companies apna khud ka software use karti hai jese k NOKIA IPHONE BLACKBERRY etc jab k kuch ye software dosri companies se buy karti hai sab se zayda use kiya jane wala software ANDROID hai our ise Google ki taraf se develop kiya gaya tha lekin aaj ham bat karen k BlackBerry mobile software ki dear friends blackberry software just blackberry phones main dastyab hai our blackberry mobiles company ki janib se release kia gaya tha
Advantages:
dear friends blackberry ek taiz treen mobile software hai our is k beshumar advantages hai jo k nichy diye gay hai
DisAdvantages :
dear friend is operating system k kuch nuqsanat bhi hai jo k mandrja zail hai

- Android OS (Google Inc.)
- 2. Bada (Samsung Electronics)
- BlackBerry OS (Research In Motion)
- iPhone OS / iOS (Apple)
- MeeGo OS (Nokia and Intel)
- Palm OS (Garnet OS)
- Symbian OS (Nokia)
- webOS (Palm/HP)
dear friends in tamam softwares ko mobile phones banany wali companies ki taraf se mobile main run kiya jata hai kuch companies apna khud ka software use karti hai jese k NOKIA IPHONE BLACKBERRY etc jab k kuch ye software dosri companies se buy karti hai sab se zayda use kiya jane wala software ANDROID hai our ise Google ki taraf se develop kiya gaya tha lekin aaj ham bat karen k BlackBerry mobile software ki dear friends blackberry software just blackberry phones main dastyab hai our blackberry mobiles company ki janib se release kia gaya tha
Advantages:
dear friends blackberry ek taiz treen mobile software hai our is k beshumar advantages hai jo k nichy diye gay hai
- dear friends ye ek small software hota hai is liye thori c memory use karta hai
- ye taiz treen working karta hai
- blackberry 2g 3g and 4g internet ko chala sakta hai
- is ki kuch apni application s b hoti hai
- ye ek esa system hai jis main aap computer ki traha working kar sakte hai
- ye mobile ko zayda time tak taiz runing ki ijazat deta hai
DisAdvantages :
dear friend is operating system k kuch nuqsanat bhi hai jo k mandrja zail hai
- dear friends ye operating system virus protection nahi deta hai
- ye softwear battery k unplug karne par start hone k liye 5 se 10 mint leta hai
- ye software small hota hai is liye jaldi damage ho sakta hai
- ye buhat sari chizon ko thik se operate nahi kar sakta hai
- buhat zayda load hone ki sorat main aap ko device ko garm kar deta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим