ye review Avast free antivirus par mubni hey .
asslam.o.alaikum,
indroduction.
avsat free antivirus ik antivirus softwere hai ais ko ham apny computer ya loptop main lazmi instal karty hain ais k instal ki bri wajah yeh hoti hai k jab ham internet ya koi pin drive apny pc main lagty hain to os main baz qat virus hota hai bahot sey mulvair hoty hain jo k hamry loptop ya pc k hard disck ko demage kar dety hain or isi trha jab ham internet sey koch sofwere download karty hain ya koi bhe website vist karty hain to baz dafa ham malishiyan website k oper punch jaty hain jis ki wajah sey hamara pc ya computer hack ho jata hai or ham ko bahot ziada loss ka smana karna parta hai or hamara sara data hacker chora lita hai to ais condition sey bachny k lia ham avast antivirus softwere ko use karty hain yeh hamry computer ki hifazt karta hai or agar ghalti sey ham kise malyshiyan softwere ko download karty hain to forn yeh ham ko info karta hai or ham os ko delte kar dety hain jis sey ham apny pc ko mahfoz rkh paty hain antivirs k 2 version ham use kar vskty hain ik trail version or 2sra buy karna parta hai . ham ko free valy version main bhe bahot sary feature mil jaty hain .ais ko ham online bhe instal kar skty hain or offline bhe instal kar skty hain .
fade (advantage);
*hamara computer hacker k attack sey mahfooz rhta hai .
*agar ham koi malysion softwrer ya website k oper jaty hain to yeh forun ham ko info kar dita hai .
*aise k use sey ham apny pc main majood virius ko pori trha sey khatm kar skty hain .
*yeh softwrer automatic kam karta hai jab koi virius ais ko nazar atta hai os ko automatic delete kar deta hai .
*aise ko ham free main bhe download kar key instal kar skty hain .
nuqsanat (disadvantage);
*ais k use sey hamara pc slow ho jata hai .
*aise k free version main ziada feature nahi hai advance avast antivirius k lia ham ko payment karna parti hai os k bad ham os ko use kar paty hain .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим