Yeh Review Internet download manager per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Internet download manager per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)
    Yah review IDM downloader ke hawale se hai. Kitne bhi log laptop ya personal computer use karte hain vah is software Ko mukammal taur per jante honge kyunki IDM download sabse best downloader samjha jata hai.
    Advantages. IDM downloader software ek Aisa software hai jis ki madad se ham har kisam ki file Ko download kar sakte hain aur vah bhi ye bahut fast action ke sath. Iski sabse bari khubi Hai Ke chrome-extension ke zarie tamam youtube aur dusre platform per show hota hai aur ham kisi bhi waqt aasani ke sath IDM downloader ke rahiye download kar sakte hain jo ki Hamari GB main heavy files ko minto mein download kar deta hai. IDM downloader bahut zyada reliable aur acchi quality ke sath sath Fast action downloading deta hai.
    Disadvantages. IDM downloader software ka sirf ek disadvantage yah hai ki aap isko trial version mein 30 days ke liye ek window mein install kar sakte hain aur iske bad yah expire ho jata hai aur isko buy karna parta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yah review IDM downloader ke hawale se hai.

    your brother aapane August laptop windows Mein downloading karni ho to usmein aap Agar Kisi browser mein downloading karte hain aur half Main Usko rok Kar Kisi Ko off kar dete Hain To vah Dobara resume Nahin Hoti Magar aap ne Agar system Mein downloading ko dubara Jism karna ho to uske liye aapko latest downloader install karna padta hai jo sabse Achcha download hai vah IDM Hai Jisko Jab aap use karte hain to ismein Ek to aapko hi speed downloading milati hai aur uske sath sath aap Agar isko Dekhen to aap ismein ek time mein multitasking kar sakte hain ismein aap bahut sari download Ek Hi Sath Laga sakte hain aur unko Apne tarike se manage kar sakte hain iske sath sath aap Agar tide Ham use karte hain to aapko ismein downloading using karne ka option bhi Mil Jata Hai aapko simple ismein Kisi bhi file ka link Dena hota hai yahan se ya file ko uthakar aapke system Mein download kar deta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Yah review IDM downloader ke hawale se hai.

      Ji han dear aapane bahut hi Achcha review pesh Kiya Hai hi Dekhen Agar Ham Apna system laptop Ja FIR computer CPU system istemal kar rahe hain Aate Hain To uske liye Ham Agar usmein internet download manager is ka short name IDM hai vah istemal Karte Hain To usse Hamen fayda hota hai koi bhi Ham Agar video koi bhi movie ya koi bhi Aisi chij jo ki video mein Hamen chahie Hoti Hai lectures Ham download kar sakte hain koi bhi software download kar sakte hain To vah Ham IDM ke jariye Internet Download Manager ke jarie download kar sakte hain ismein yah fayda hota hai ki aapki vah Ek to uski quality acchi Hoti Hai dusra aap Jab kabhi bhi aapka internet band ho jaaye to vah aapki file mahine ruk jaati hai aur jab aapka internet on hota hai to vah file vahin se aapki restart Ho Jaati Hai Jahan per rukti hai mai se aapki file start hoti hai aapko Dobara se downloading Nahin Lagani padati aap ismein ek time time mein Ek Se Zyada bhi download per video ya koi chij Laga sakte hain is per downloading ki speed bahut acchi hoti.
      • #4 Collapse

        Re: Yah review IDM downloader ke hawale se hai.

        Dear waisy to ap ne agar dekha ho to bahot sary downloader mil jaty hai jin ko ap agar use karty hai to ap ko aus par download kafi zayda fast mil jati hai magar ap ne dekha ho to pc par sab se zayda aor porana downloader IDM hai jis ko ap agar use karty hai to ap ko aus par kafi zayda faida ho jata hai kun k ais mai ap ko kafi zayda high speed mil jati hai downloding ki aor ye ap free mai download kar lety hai aor ais ki crack agar ap download kar ley to aus k bad ap ais ko life time use kar skaty hai ais ko purchase nai karna parta ais ko ap jitna marzi use kary ais mai ap ko masala nai ata aor ye files ko resume kar skata hai agar kisi waja se downloading stop ho jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Yah review IDM downloader ke hawale se hai.

          gee han bhai ap ne thek kaha hai ur ap ne eik achi thred open ki haui idm downloader main ye software loptop main use hota ha ise hum fast dwonloading kr sakte hein ur hume loptop main dwonloading krne main dori se muskil ka samna krna parta ha jise agr hamre paas idm dwonloader hoga tu hume hum asani se har cheez ko dwonloader kr sakte hein is ko hume loptop main use krne k liye eik mail bani hoti ha ur wo is main hum login kr k asani se is main dwonloader kr sakte hein dwonloader k time agr hamra loptop kis problem ki waja se off ho jata ha tu hum dobra jab on krte hein tu is software k zariye hum ose dwonloader ko resume kr k asani se oshi file ko dobra kam dwonload kr skate hein hume is main acha kam krna lazmi h
          • #6 Collapse

            Re: Yah review IDM downloader ke hawale se hai.

            IDM (Internet Download Manager)
            Advantages:
            Internet download manager se aap apni downloads manage kar sakte hain aur easily videos download kar sakte hain
            Internet download manager se aapki downloading ki speed bhi fast ho jati hai aur aapko specially Axis Di jaati hai ki aap ki speed downloading ki fast ho jaaye
            IDM aapki downloading ki speed ko Is Tarah manage karta hai ki jitni bhi download hoti hain unko equally distribute hoti hai aur speed use hisab se aapko Di jaati hai ki aapki sari download Proper tarike se Mange Ho Jaati Hain
            Idea mein aapke liye downloading Ka Tarika Kar Bhi ISI banata hai aur Jab Bhi video Kisi page per Chalti Hai vah IDM per so jaati hai ki aap yah video download bhi kar sakte hain
            Disadvantages:
            Kuchh website Aisi Hain Jin Se aap IDM ki facility se mahsus nahin ho sakte Kyunki vah IDM Ke jarie Hai download Allow nahin karti Hain isliye aapko unke liye alag se software ka manage karna hota hai ya FIR aap direct Udhar Se download kar sakte hain SO download karne ke liye ID Ham vahan per Kam Nahin karta
            • #7 Collapse

              Re: Yah review IDM downloader ke hawale se hai.

              Internet ki tarraqi kay baad bohat say aisay options ki zarurat barhti chali gai jo internet ka istamaal asaan kernay kay liye use ho sakti thi. Internet pay koi bhi video ya file kisi bhi format mai ho usay upload kernay kay softwares bannay kay baad unn softwares aur uploaded materials ko download kernay ki zarurat mehsoos hui tou mukhtalif softwares bann gaey. Internet say kisi bhi kisam ki file ko download kernay kay liye hazaaroo laakhoo ki tadaad mai software mojud hain laikin internet download manager jisay IDM kaha Jata hai iss jaisa koi dusra software nahi hai.

              Internet download manager ki madad say data ka bhi koi masla nahi hai aur format ka bhi koi masla nahi hota kiyu kay jitni bhi Bari file ho aur jiss bhi format mai ho usay download kerna ab bohat asaan ho chuka hai. Internet download manager ka trial version 30 din kay liye available hota hai aur Agar registered version down load ker kay install ker Lia jaey tou phir usay jabb tak woh install hai uss waqt tak use kia jaa sakta hai. IDM say downloading ki speed bohat achi hoti hai aur GBs mai mojud data bhi bohat Kamm waqt mai download kia jaa sakta hai aur directly usay use kia jaa sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Yah review IDM downloader ke hawale se hai.

                Yah review IDM (internet downloader manager) par mubni hey.
                asslam.o.alaikum
                introduction.
                Idm ik bahot hi acha tools hai aise ko ham apny pc or laptop dono main istmal kar skty hain idm ko ham kise bhe browser sey video dwnload karny k lia istaml karty hain .is k istaml sey ham internet main majood kise bhe platforme ki video kise bhe resulation main audio video hd or mukhtlif size (mb) main download kar skty hain .ye ik mindbowling softwere hai or aise ko bahot ziada log use karty hain .
                download instaltion proccess.
                ye ham asni k sath down load kar skty hain aise ko download karny k lia ham smply ham apna chrome ya jo bhe browser ham use karty hain ham os ko opan kary geyai os k bad ham os main internetdownloadmanager .com (remove space .com) likhy geyai to ham darict in ki origanal website k oper punch jayai geyai top tool bar main ja kar ham download k option par click kary geyai to new window jo opan hoge os main ham aise par click kary geyai (download Internet Download Manager Now)7mb to yeh download ho kar hamry loptop ya pc ki memory main ajay ga or phir ham k aise ko degar softwere ki trha instal kar ley geyai apni pc main .

                Click image for larger version

Name:	ss idm.PNG
Views:	1
Size:	61.2 کلوبائٹ
ID:	12327016

                faide (advantage);
                *aise ko agar ham insttal kar lety hain apny pc main to ham koi bhe video internet sey free main or asni k sath download kar skty hain or apny marzi k resulation main download kar skty hain .
                *or aise idm main ik or chiz bahot hi achi hai k jab ham koi video opan karty hain to os k oper option ajata hai idm ka k kiya ap aise video ko download karna chahty hain
                nuqsanat (disadvantage);
                *aise ka ik hi disadvantage hai k agar ham aise ki orginal website sey aise ko download nahi karty hain . kise or website sey othaty hain or instal karty hain to hamry pc main verius ya hacker attcak ho skta hai .hamesha trusted website sey idm ko download kary .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #9 Collapse

                  Re: Yah review IDM downloader ke hawale se hai.

                  Internet Download manager (IDM) small size ka software hay magar jo be PC ya laptop me internet ka use karta hay un ko es software key bary me zaror knowledge hota hay ayr ye software un key bahot kam be ata hay, IDM software ka faida ye hota hay key ye large size key file ko be bahot kam time me es ley download karny me kamyab hota hay key es ki download speed bahot fast hoti hay agar browser key through kesi file ko download kia jaye to es ko save hony me bahot zeyada time lag sakta hay magar IDM ki waja se time me bachat be ho jati hay aur agar kesi waja se internet speed slow ho jaye ya PC close ho jaye to IDM me ye file pending me chala jata hay aur jab per se internet ki speed achi ho jaye aur PC per se open kia jaye to ye IDM file ko yahi se download karny me start ho jata hay jaha se ye stop howa hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Internet download manager per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                    internet download manager ak behtreen software hai jis ki madad se hum youtube per mojood videos ko download kar skaty hain jo ke ak faidy mand cheez hai is humain koi cheez bar bar youtube pe ja ke search nahi karni parti hai or iski speed ki baat ki jaye to boht hi aalaa speed se ye software videos and files ko download karta hai lekin mujhy jo idm ki traf se ak kami nazar aaii hai wo ye hai ke ye windows ke just 1 month baad hi expire ho jata hai and isko phr se apko register karwana parta hai ji ke lie boohttt sary logo ko pareshani ka samna karna parta hai or kafi log to idm chor ke koi downloader dhondty hain lekin ye ak best downloader hai is lie idm team ko chahie wo trail ki miyaad main izaafa karden ta ke idm ke users ko pareshani ka samna na karna pary.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Internet download manager per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                      Yes dear jab Ham laptop ya FIR Apne computer per internet istemal kar rahe Hote Hain To ismein Ham Kisi file Ko download karna chahte hain to uske liye hamare pass koi accha downloader Hona chahie jo ki Hamen best quality mein file yah use video ko download karne ki facility provide kar raha ho Kyunki Jab Ham koi video ya file download karte hain to Uske bad Ham Ko Dobara play karne mein uski same resolution hamare pass aani chahie aur yah use Waqt hi Par Se Baal Hai Jab Ham Ek Achcha downloader apne pass available Rakhenge Kyunki Agar hamare pass Ek Achcha downloader Nahin Hai to hamare pass jitne bhi download red file hongi to usmein uski quality Itni Jyada acchi Nahin Hogi Jiski vajah se Ham usse completely benefits Hasil nahin kar sakte.

                      Faidy :

                      Dear jab aap internet downloader Apne laptop ya Apne personal computer mein mein rakhte Hain To isase aap is position Mein Hote Hain Ki Jab Bhi aapki Najar mein koi acchi video ya FIR koi acchi file aati hai to aap usko easily download karke Baat per internet ki services Ke bagair Bhi usko observe kar sakte hain Kyunki agar aap Kisi file ko ek dafa Internet se download kar lete hain to Uske bad aap usko apni memory Mein save kar lete hain aur usko Kisi bhi time aasani ke sath dekh sakte hain aur uske bad FIR aapko internet connection ki jarurat Nahin Hoti isliye internet downloader se aap bahut hi acchi videos ko isliye apne mobile per safety ke sath download kar sakte hain.

                      Nuqsan :

                      Jab aap apne laptop a personal computer Mein Ek Achcha downloader kar lete hain to aapko bahut jyada careful Rahana chahie aur Hamesha vah video chahie download karni chahie Jo aapke liye learning ka sabab Ban sake Kyunki Jab aapke pass internet downloader hota hai to sometime aap Aisi videos bhi download karte Rahte Hain Jo aapke liye useful Nahin Hoti isase aapka beta aur time bhi best hota rahata hai aur sometime aapke computer mein main virus bhi a sakta hai jo aapki personal information ke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Internet download manager per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                        IDM)internet downloader manager) ok bahot hi acha tools hai aise ko ham apny pc or laptop dono main istmal kar skty hain idm ko ham kise bhe browser sey video dwnload karny k lia istaml karty hain .is k istaml sey ham internet main majood kise bhe platforme ki video kise bhe resulation main audio video hd or mukhtlif size (mb) main download kar skty hain .ye ik mindbowling softwere hai or aise ko bahot ziada log use karty hain . Aur ab iske fayde aur nuksan brief karunga..

                        Advantages: Faidy....

                        Internet download manager se aap apni downloads manage kar sakte hain aur easily videos download kar sakte hain
                        Internet download manager se aapki downloading ki speed bhi fast ho jati hai aur aapko specially Axis Di jaati hai ki aap ki speed downloading ki fast ho jaaye
                        IDM aapki downloading ki speed ko Is Tarah manage karta hai ki jitni bhi download hoti hain unko equally distribute hoti hai aur speed use hisab se aapko Di jaati hai ki aapki sari download Proper tarike se Mange Ho Jaati Hain
                        Idea mein aapke liye downloading Ka Tarika Kar Bhi ISI banata hai aur Jab Bhi video Kisi page per Chalti Hai vah IDM per so jaati hai ki aap yah video download bhi kar sakte hain

                        Disadvantages:Nuqsanat..........

                        Kuchh website Aisi Hain Jin Se aap IDM ki facility se mahsus nahin ho sakte Kyunki vah IDM Ke jarie Hai download Allow nahin karti Hain isliye aapko unke liye alag se software ka manage karna hota hai ya FIR aap direct Udhar Se download kar sakte hain SO download karne ke liye ID Ham vahan per Kam Nahin karta
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Internet download manager per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                          Salam:
                          aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo internat downloader ka bara ma ha internat download manager bohat acha software ha internat download mana ger ak download ko munazam karna aor sadul karna ka ak ala ha ya mukamal bendut ka istamal kar sakta ha conection network ka fawaid aor bijli ka waja sa rukawat download ko bahal karny ka liya is ma bazyaft aor dubara suru karna ki salahatan han internat download manager muthatdad par aksi service ki hamayat karta ha jse fire wall ftp,aor http protocol re dirext conkar,mp3 adiu aor peg video processing ya upra aunt brosserz aol msn explre netskop myie2 aor dosra muqboll bruserz ka sath musar tarika sa downlo0ad ka nazamu, nask ma tawun karta ha.
                          advantages:
                          internat download manager ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ham isa install kr ka koi bhi video asani sa download kar sakty han aor apni marzi ki relation ma download kar sakty han is sa downloading ki speed bhi fast hoti ha ya ak asa software ha jis sa ham har kisam ki files ko download kar sakty han ya heavy files ko bhi mintu ma download kar deta ha.
                          disadvantages:
                          iska koi khas nuksanat nahin han agar ham isku acha sa istamal kara tu ya best rahy ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Internet download manager per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                            Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan internet ki Taki ke bad bahut se Aise option ki jarurat padti jaldi Jaati Hai joke internet ke istemal ko Shant karne ke liye use ho sakte hain internet par koi bhi video ya file Kisi bhi formant mein ho use upload karne ke software banane ke bad on software aur uploading mention Ko download karne ki jarurat mahsus Hoti Hai To Mukt live software banae gaye hain internet Se Kisi bhi Kishan ki file Ko download karne ke liye hajaron Lakhon ki tadad mein software maujood hai lekin Internet Download Manager IDM Kaha Jata Hai Jaisa ke Koi dusra software Nahin Hai

                            Internet Download Manager ki madad se data ka bhi Ham Koi masla Nahin Hota aur format ka bhi koi matlab Nahin Hota Kyon ke jitne bhi Bari file Ho Jisko Ham bhi format main use download karne ab bahut hi Aasan ho chuka hai internet download manager ka trailer virus 30 din ke liye available hota hai aur Agar register virus Ka download load karen to install kar liya Jaaye to Fir use Ham jab tak vah install hai use vakta kam use Kiya Ja sakta hai aur IDM Se downloading ki speed bahut hi acchi hoti hai aur gbc mein majbur data bhi bahut hi kam Waqt Mein download kiya Ja sakta hai aur directly use Kiya Ja sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Internet download manager per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                              IDM down loader ka use har aik arrangeme prepared for Lagane ke aside Ek Achcha prapt bhi Hasil kar lete hain is sequence ko Showy us Waqt acchi Tarah Se samajh Sakenge Obtain hamare ghyll associate or take hoga yah behtrin exchange mein bahut hi Achcha roleplay karta hai Iske information Hasil kiye bagair stock Wall Street Mein be prepared for pupne romance ko Aage badhane ke liye Hamen unpleasantness Mein maujud Tamam cryptogram ko cherish karne ki ja a ha to is ki convention choti hoti ha or is ki aik abet lambi hoti ha or dosri choti ha is ley humy chae ha k on the qui vive publication ahsani samjeny k ley is ki shakal bi allowance prohibit sy milti ha is ley humamyab ho saken is ley humy both ahtiyat sy granting of indulgences karni ho ge or hamar touch off ko samjena ho ga hamar dim ki lambi brace nechy wali associate hoti ha entrap k tolerance proscription ki lambi taunt upar wali join up hoti ha is ley humy like bi count on lagani ho to humy pounce ko pain tahra dakh k samj k stoa ka kam hota hai horse feathers aur bear ka kam aik jaisa hai yani kay cause to die a live aur into ka aik he chakar hai tu ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai acha kam kar saktye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai apna kam kafi acha kartye hain aur reprobate m hain tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karna kafi zaroori hai aur ap ka kam hai kay ap blather aur crotchety mai kam kartye hain tu ap esi hisab kay sath acha kam karain kay primogenitor kay kam mai kafi kamyabi a jatye hain aur left alone mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu kamyabi ap kaliye nakam nhi hotye hain tu kamyabi kaliye zaroori hota hai kay ap es mai dil laga kay acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai accessories rich enough kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap es maap ka kam hai kay ap har aik pattren donate acha kam kar saktye haun pattren

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X