dear jis hisaab say aaj k is dour main hamain safaer karnay main asaani hay waisay he agar ham kisi auto kisi bus ka wait kiye bagahir agar ham aik apni he bikes ko buy kartay hain jis main hamain safaer karnay ka apna he faida hay aur iis main haamra bahut sara keemty time bhi bach sakta hay jiski hamain hamehs kadar karni chaye jo bahut he keemty hay.
ADVANTAGES;
dear apni bikes pay safer karnay k bahut saray faiday hay wo is liye k is bike pay sfar karnay say aik to hamara kharcha bahut he kam hota hay balk na honay k barbbar hay jis main agar ham aik liter bhi petrol dalwatay hain to hamain us say aik bike pay ham 3 banday safer kar skatay hain aur wo bhi 1 liter main 40 kilo meter tak ham kar saktay hain is k mukablay main ham kisi bus ya kisi auto pay safer kartay hain to hamko wahan pounchnay main bhi dair ho sakty hay aur haamra us douraan kharcha bhi extra aur ziada hota hay bike ki aik sab say barri khubi yeh bhi hay k agar kahin pat traffic jaam hay tao agar hamain kisi wajha say jaldi hay to ham phir bhi kahin na kahin say thora bahut rasta nikaltay huway wahan say nikal saktay hain isk mukablay main agar ham kisi barri garri main safar kartay hain to wahan say haamra nikalna bahut he mushkil ho sakta hay bike aik aisi sawari hay jis main ham kisi bhi wkat kisi bhi emergncy main ham isko istemaal kar skatay hain bike aik aisi sawari hay jis ko ham kahin bhi apnay ghar main rok saktay hain jisk liye kisi kisam k garaaj ki bhi koi zarurat nai hay.
DISADVANTAGES;
dear friends basicaly bikes ka koi bhi nuksaan nai hota hay laikin jub ham is par say kabhi kisi wjaha say girtay hain to hamko ziada tar legs k toot janay ka he khatra rehta hay jo hamko kabhi kbhi bahut barri mushkil main daal daiti hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим