Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!
    Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or umeed hy k ap sb log khairiyat sy hu gy or umeed hy k ap sb log stay home and stay safe waly rule ko follow kr rahy hu gy. Dosto wo din to yad hu gy jb hm choty hua krty thy germio ki sakhti ko km krny k leay darakhtu k neachy behti naher me shoper me aam dal k thandy kr k khaty thy apna experience share krin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

    ASLAM O ALAIKUM DOSTON ,
    App sab kesy hein umeed hai ke app sab apny apny gharon mein khush bash hongein .Abb batt start kerty hein apny review ke bary mein jo ke bohatt hi intresting hai kiun ke
    Nehar me nahaty huye amm khana bohatt hi acha lagtta hai .Thandy thandy pani mein beth ker amm khana takreban sab logon ko acha lagta hei .abb batt kerty hein amm ki
    kiun ke amm mein bhi bohatt sarii qualities hptii hein kuch amm bohatt hi mazy ke our methy hoty hein our kuch khatty hoty hein kuch amm jo kachy hoty hein wo bhi log
    bohatt hi mazy sy khaty hein . Chonsa, Dusery ,Anwer lattor, zamord ,Sindhi our iss ke ilawa amm ki 200 se zyada hei lekin yeh kuch zyada mashhur hein.Log iss ko iss lye bhi
    zyada pasand kerty hei kiun ke jab app ko bohatt garmee lag rahi ho our app ko thandy thandy amm kany ko mill jaein to bohatt hi zyada maza atta hai . Nehar ke ilawa logg Nadi
    waghera par bhi jaty hein our our lutf andoz hoty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

      Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review nehar main nahaty wqat aam khany per mubni hay dosto ap ko to pata
      hay kay naher main boot zaida phani hota hay or is main nahanay ka boot zaida mazia atha hay or is main boot zaida enjoy karnay
      ka mokia maill jata hay city kay zaida thar log nehar main nanay atay hain or wo grameon main aty wqat aam bi lay kar aty hain or
      wo nahaty bi hain or aam bi khaty hain or both zaida mazia laty hain or in ko boot Zaida enjoay kar tay hain
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

        Aam garmioo ka phall hai aur isay phalloo ka baadshah kaha Jata hai. Aam ko sirf garmioo kay phalloo ka he nahi sardioo kay phalloo ka bhi baadshah kaha Jata hai. Pakistan mai aam ya mangoes ki sarzameen multan hai aur sindh hai kiyu kay iss phall ko sardioo ka mosam phool lagnay aur phir garmioo ka mosam phall paknay kay liye chaiye hota hai. Punjab mai nehari nizaam bohat bara hai aur iss say garmioo mai free of cost swimming pools ka kaam bhi lia jata hai. Aur garmioo mai nehroo pay sub say ziada khaey janay waley 2 he phall hotay hain. Jab garmi shuru hoti hai tou tarbooz ya water melon khanay ka maza ata hai aur Garmi ziada honay pay aam ka season shuru honay pay aam khanay ka maza ata hai.

        Advantages

        Nehar pay aam khanay ka bohat maza hai. Kiyu kay jab dost mill kay Nehar pay jatey hain tou unn kay liye aik picnic he hoti hain. Chutti waley dinn aam saath lay kay Nehar pay janay aur unhain Nehar kay paani mai nahatay huay thunda kerna aur phir khaana aur phir dobara nahanay ka apna he maza hai. Aap nay tou shayad aisa kia ho ya na kia ho laikin mai khud multan ka rehnay wala hu aur yeh activity regularly her Friday ko aur ab tou Saturday aur Sunday ko ki jaati hai kiyu kay Saturday Sunday ko markets waghaira lock down ki wajah say band hoti hai tou woh din aam, dost aur Nehar pay he guzaartay hain. Aam kha kay nahanay say unn kay garam asrsaat bhi nahi hotay kiyu kay aam bhi thunday hotay hain aur phir unhain khaa kay nahaanay garmi bhi khatam hoti hai aur Garmi bhi khatam hoti hai

        Disadvantages

        Nehar pay nahatay huay aam khanay kay disadvantages ka taaluq sirf aur sirf aamoo kay shoppers kay shoppers paani mai beh janay ka he hota hai. Jab mangoes lay jaa kay Nehar kay kinaray pay latkaey jatey hain aur khayaal nahi rakha Jata tou paani ki speed ki wajah say woh behh jatey hain. Dusra disadvantage aik aur jo bohat sakht hota hai kay friends kumm ho ya ziada ho laikin mangoes jitnay bhi ho aur bohat ziada bhi ho khatay khatay pata he nahi chalta aur khatam ho jatey hain
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

          Dear friends mangoes means AAM sab phaloo ka king samhja jata hay aor Yeah summer ka khass phal hay jiss ko har age Kay logg pasand kartay hay aur mangoes ko garmioo may bohaut shok say khaya jata hay aur mangoes Kay crazy Logg mangoes ki har types ki information rakhtay hay aur garmioo may boys apney friends Kay sath nehar pay nahatay hovay zayada enjoy kartay hay Kyu Kay Jab aam ko nehar Kay thandy thanday Pani say dho Kar aur nahatay hovay khaya jata hay aur friends Kay sath tou mangoes khaney ka maza doballa ho jata hay mangoes sab say zayada achay aur different types Kay zayada tar Multan May peada hotay hay aor phir Sindh Kay aam bohaut zayada mashoor hay jiss ko haum Sindhri aam kehtay hay jiss ko sab bohaut zayada shock say khana pasand kartay hay iss ko haum cut Kar Kay khatay hay jab sab friends nehar pay aam khaney ki picnic set kartay hay to uss may Sindhri aam nai rakhtay hay Kyu Kay iss ko Ghar may rehtay hoye catt Kar khaney ka apna hi maza hota hay nehar pay nahatay hovay Chonsa Aam sab say best rehta hay Kyu Kay nahatay hovay Chonsa Aam hi theek reahtay hay.

          Advantages:

          Mangoes ko har koi passand karta hay aur khass Kar jab sab friends mil kar nehar pay picnic ka program bnatay hay tou wo mangoes party hoti hay Kyu Kay bohaut zayada Logg mangoes ko nehar pay nahatay hovay khana pasand kartay hay Kyu Kay amm khana sab ka favorite Kam hota hay aur haum mangoes ko milk shake may bhi istamaal kar saktay hay aur mangoes ki haum ice cream bhi bna saktay hay mangoes king frout hay.

          Disadvantegs:

          Mangoes king phal hay aur iss ko shok say khaney waly Logg iss ko sardioo may bhi khana pasand kartay hay magar jab nehar pay nahatay hovay mangoes khaney ki bat kartay hay to Jab Logg iss tarha ki party kartay hay to nehar Kay kinaray bohat zayada trash dal daytay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

            Aam garmiyon ka fal hai jo is fal ko baat kya kaha Jata Hai Aam ko sirf garmiyon ke falon ka hi nahin Sathiyon ke falon ka bhi Badshah Kaha Jata Hai Pakistan mein Aam yah mangoes ki Sar zameen Multan hai aur Sindhiya Kyon Ke Is Pal Ko sabjiyon Ka Mausam fal Lagane aur FIR garmiyon Ka Mausam fal pakane ke liye chahie Hota Hai Punjab Mein Nari Nizam bahut bada hai aur is se garmiyon Mein free of cost swimming pool ka kam bhi hai aur garmiyon mein naro par sabse Jyada Hi Jaane wala do hi fal Hote Hain Jab Garmi Shuru Hoti Hai To tarbuj yah watermelon khane ka maja aata hai aur Garmi Jyada hone per Aam ka season Shuru Hone per Aam khane ka maja Aata Hai

            advantage..

            Mehar per Aam khane ke bahut maja aata hai Kyunki Jab dost Milte Nahate Jaate Hain To unke liye Ishq picnic hi hoti hai Chhoti Wale Din Aam Sath Lekar Nahate Jaane aur unhen Nahar Ke Pani Mein Nahate Hue Thanda karna aur FIR khana aur FIR Dobara nahane ka Apna hi Maja Hai aapane To Shayad Aisa kiya ho ya na kiya ho lekin Main Khud Multan ka Rahane wala hun aur yah activity regulary Friday ko aur Ab To Saturday aur Sunday ko ki Jaati Hai Kyunki Saturday Sunday ko market vagaira lockdown ki vajah se band Hoti Hai To vah Din Aam dost aur Nahate hi Gujarte Hain Aam Kha Ke mahine se unke Garam sarsast bhi nahin Hote Kyon Ke Aam bhi Thande hote hain aur FIR unhen Kha Ke nahane Garmi bhi khatm hoti hai aur Garmi Bhi khatm Ho Jaati Hai

            DISAadvantage..

            Nahate Nahate Hue Aam khane ke nuksan aapka Taluk sirf aur sirf Amul ke show per ke showpiece Pani Mein Jaane Kya Hai Kya Hai Jab mangoes Leja ke Nahar ke kinare par rakhte Hain To Khyal Nahin Rakha Jata to Pani Ki speed ki vajah se vah bajate Hain Kyunki Agar Ham Nahar Mein Nahate Hain To Agar are Aam niche Gir Jaaye to Hamari sari mehnat Jaya Ho Jaati Hai Hamare paise bhi Jay Ho Jaate Hain aur ham apne aap ko jo hai Sasti main use karte hain isliye Mere Bhai aapko chahie ki aap Aam Ka Khyal rakhen chaye ha. mangoes King fal Hai Isko shok se khane wale log isko sardi mein bhi khana Pasand Karte Hain Magar Jab Nahate Nahate Hue mango se khane Ki Baat Karte Hain To Jab log Is Tarah Ki Party karte hain to Nahar ke kinare bahut jyada trash Dal Dete Hain
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

              Dosto aj main ap k sth ghao ki life k bary apna experience share krna chata hn k ghao ki life main ksy enjoyment hotii hain wha k log ku porskun life guzry hain wha shor sharaba ghario k dova wgra factory wgra ni hotii wha but skun hota hain wha sir sabaz khat green tee hoty hain har taf darakt hoty hain thandi Hava hoti hain wha gheo k beach nahar bhaye rhi hoti hain jas main garmio k mosam main nahty huy aam khany huy kia hi maza art hain ya maza apni jaga wha pay har tra ki vegetable darakt panii thandi Hava har tarf khat hi khat hoty hain wha ki abhava humry lay buht mufeed hoti hain wha janvar buht zyda hoty hain jen say humy taza fresh khala dood milta hain Jab k sharp main ya sub bilkul ni hota wha har aik Che k indr melavat hoti hain wha nhar ni hotii na hai ya sabza hota hain jas ki Hava atna thandi or humri life k lay atna zurari hoti hain jass say humy atna zyda skun milta hain
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

                Asalmoalikum dears frend umid hy ap sb khyrait sy hon gy jaisa k yae review !!!!nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!! Phyly amm py baat kar lyty hain amm aik garmio ka phal hy jo k bhut e lazzez hy isy tmama phalli ka badshah b mana jata hy or is k pody gaarm elako mai hoty jaisa k multan or sundh side is ki bhut sari kismain hain laken sab ki sab achi or lazeez hoti hain price k hisab yae itna mainga b ni.. Jaisa k sab k elm mai hoga k punjab mai nehri nizam bhut zaida hy keu k yahan sy 5 darya guzarty hain or garmio mai in nehro py khoob ronak lagi rehti hy garmi sy bachny k ley log nehro ka rukh karty hain or khoob sair hoty hain Logo k ley yae picnic ban jati hy or hamara to paka hafta itwar in nehro py e guzarta tha tmam dost ny program banaya hota tha khana sath ly jaty thy or khoib enjoy karty thy or rehi bat nehr mai nahaty hoy kahana us ki e bat hy sath sath fruit k b mazy lyty thy or thandy pani k b laken kuch nuksan b hain jaisa k sab janty hain amm ki kahsiat garam b hy agr ap had sy zaida khaen gy to yae apki sahet py asar b kar sakta hy or dosra nuksan zaida tar log khany peny wala saman sath ly jaty hain or sara gand nehr k andar phynk dyty hain jis sy nehr ka pani ganda ho jata hy agr ap sae trha tair ni sakty to in activities mai hisa na lain keu k in moko py kafi janin zaya ho jati hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

                  App sab kesy hein umeed hai ke app sab apny apny gharon mein khush bash hongein .Abb batt start kerty hein apny review ke bary mein jo ke bohatt hi intresting hai kiun ke
                  Nehar me nahaty huye amm khana bohatt hi acha lagtta hai .Thandy thandy pani mein beth ker amm khana takreban sab logon ko acha lagta hei .abb batt kerty hein amm ki
                  kiun ke amm mein bhi bohatt sarii qualities hptii hein kuch amm bohatt hi mazy ke our methy hoty hein our kuch khatty hoty hein kuch amm jo kachy hoty hein wo bhi log
                  bohatt hi mazy sy khaty hein . Chonsa, Dusery ,Anwer lattor, zamord ,Sindhi our iss ke ilawa amm ki 200 se zyada hei lekin yeh kuch zyada mashhur hein.Log iss ko iss lye bhi
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

                    friends mangoes means AAM sab phaloo ka king samhja jata hay aor Yeah summer ka khass phal hay jiss ko har age Kay logg pasand kartay hay aur mangoes ko garmioo may bohaut shok say khaya jata hay aur mangoes Kay crazy Logg mangoes ki har types ki information rakhtay hay aur garmioo may boys apney friends Kay sath nehar pay nahatay hovay zayada enjoy kartay hay Kyu Kay Jab aam ko nehar Kay thandy thanday Pani say dho Kar aur nahatay hovay khaya jata hay aur friends Kay sath tou mangoes khaney ka maza doballa ho jata hay mangoes sab say zayada achay aur different types Kay zayada tar Multan May peada hotay hay aor phir Sindh Kay aam bohaut zayada mashoor hay jiss ko haum Sindhri aam kehtay hay jiss ko sab bohaut zayada shock say khana pasand kartay hay iss ko haum cut Kar Kay khatay hay jab sab friends nehar pay aam khaney ki picnic set kartay hay to uss may Sindhri aam nai rakhtay hay Kyu Kay iss ko Ghar may rehtay hoye catt Kar khaney ka apna hi maza hota hay nehar pay nahatay hovay Chonsa Aam sab say best rehta hay Kyu Kay nahatay hovay Chonsa Aam hi theek reahtay hay.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

                      Dear friends ji han aaj ka Hamara topic hai Hai Mein Nahate Hue Aam khane per mummy hai Aaj Humne Mein Nahate Hue Aam khane ke andar baat karenge doston Jaisa ke aap Jante Hain Bachpan Mein Ham Bahut Si shrart Karte The aur Ishrat ke bahut Sare maje Aate the dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki Aap Hamare garmiyon ki sabse behtarin aur majedar Kishan ka Hamara Ek fal Hai Aam garmiyon Mein Hamen bahut hi Acche Lagte Hain aamchya khatte Meethe Ho Jaise Bhi Ho Aam khane ka ek apna imaga hai agar Ham ghar mein pipe lagakar Shahar Mein Nahin aur Saath Aam bhi khayen Milkar to bahut hi Maja Aaye a real friends Aam khane ke sath Agar Ham friend Mein pipe ke sath Nahin bacche Ham Sare Milkar To Hamen bahut maja Aaye Bachpan Mein To Ham naihar Mein jakar nahaya Karte The aur wapasi per Ammi Abbu Amay daant bhi diya Karte The ab Hamen pata chal raha hai ki Tumhara Bachpan are Kitna Achcha Hota tha dear friends aajkal Aam bhi bahut ki sankhya a market Mein hote hain Kuchh Aam balon wale Hote Hain Kuchh Kishan ke Aam Hote Hain Jinke Naam 64 langda Gara Gara hai Aam khate Hue Nahana To Kabhi Humne Dekha hi Nahin lekin mein gas karta hun ki agar Ham Aam khate Hue Garmi ka maja lete Hue Pani ke Thande Pani Ke Sath Na Aaye To Hamen Ham khane ka Masjid maja aaega garmiyon mein aap Jante Hain Ki Hamen Bar Bar Nahana padta hai aur Agar Ham aise hi koi activity ghar mein rakh le Tu hi aisi party yah bacchon Ki Salgirah kara per Aam Agar Ham Nahate Hue Kahe To Hamen bahut hi Maja Aaye Aam khane ka sabse best Tarika yah hai ki aap ise Kat kar Chhori Ke Sath let Mein Sab Ke Aage Sath Karen aur Garmi Ka Mausam injoy Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

                        Aoa friends umeed h ap sb khriat hun gy....r yh bhi umeed krty h. apko hmara review pasand aaty hun gy.... aj ka bhi hnara topic bht zyda important hy.... r umeed h aj bhi apko hmara review pasand ayy ga....Aj ka hmara topic h nehr mn nahaty hoy aam Khana.....jesy k ap sb janty hn yh tmara fruits ka badshah h... r mosam aany p log isko bht zyda pasand krty hn.... specially garmi k mosam mn log isko log bht zyada shoq sy khaty hn..... nehar mn aam Khana k apna hi mza h.... yh mostly boys hi krty hn... jb bhi boys free hoty h woh apna doston r family frnds k sath mil k ksi aesi jga jaty hn jdr bht pani ho ta k sath naha bhi sken r sath sath aam bhi khaty rhen... is sy amm khnay ka mza r bhi zyda ho jata hy.. q k ak to yh mzy ka lgta h r sath mn yh thnda bhi hota rhta h.... is leay nehr mn nahaty hoy aam khnay wali mehfil zaror sjae jati hy......

                        Advantages....

                        is k bht sy faidy hn... jesy k agr ap nehr p nahaty hoy amm khen gy to ap ka time bht Acha spend hoga..... is k ilawa apko apny doston k sath ak Acha waqt spend krna ka bhi moqa milta h.... bht sy log to special is leay time nikal ty hn k woh nehr p ja k apny fri8k sath amm khaen gy. is k iwala ap family k sath bhi ja skty hn.... sindh k ilaqay mn login ka yh bht zyada rawaaj h k log is trah aam etx kha k mosam enjoy krty hn.... is k kuch nuksan hn inka zikr bhi zarori hyyy..

                        disadvantages..

                        friends is k bht hi kam nuksan hn.... jesy k apko agr yh bht pasad hn to phir apko mosam ka wait krna parta hy... like ap srf r Srf grmi k mosam. mn hi aam kha skty hn..... is k ilawa aagr ap bht zyda aam khaty hn to yh nuksan ka sabab bnty h q k yh bht zyda garm hoty hn. jis k apky stomach mn msla bn skty h... is k ilawa bachon ko bhi bht zyda aam nh deny cheay hn..... ta k bachy bhi bemar sy bhi mehfooz rhen.... umeed h apko hmara aj ka review bht zyda pasand aay ga.... thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

                          Assalamu alaikum dear friendssab phaloo ka king samhja jata hay aor Yeah summer ka khass phal hay jiss ko har age Kay logg pasand kartay hay aur mangoes ko garmioo may bohaut shok say khaya jata hay aur mangoes Kay crazy Logg mangoes ki har types ki information rakhtay hay aur garmioo may boys apney friends Kay sath nehar pay nahatay hovay zayada enjoy kartay hay Kyu Kay Jab aam ko nehar Kay thandy thanday Pani say dho Kar aur nahatay hovay khaya jata hay aur friends Kay sath tou mangoes khaney ka maza doballa ho jata hay mangoes sab say zayada achay aur different types Kay zayada tar Multan May peada hotay hay aor phir Sindh Kay aam bohaut zayada mashoor hay jiss ko haum Sindhri aam kehtay hay jiss ko sab bohaut zayada shock say khana pasand kartay hay iss ko haum cut Kar Kay khatay hay jab sab friends nehar pay aam khaney ki picnic set kartay hay to uss may Sindhri aam nai rakhtay hay Kyu Kay iss ko Ghar may rehtay hoye catt Kar khaney ka apna hi maza hota hay nehar pay nahatay hovay Chonsa Aam sab say best rehta hay Kyu Kay nahatay hovay Chonsa Aam hi theek reahtay hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review nehar me nahaty huye aam khany pr mabni hy!!!

                            Nehar kay andar nahana katray say kam nahi hay ye False usay jamakarlain aur jo initiative almost claim to ho jaye usk baray confederate undertaking improvement linger upon kartay jayen yahimarkeet ki aback kamane Hai To thoda sa Partiality Karen Agaraapane traditional to of-deal for thither to look at clarify concerning intimate se 6 bhi Kama liye Agar Saath Agar greenback aapaneKamal liye to tolerable hai aanline beating the drum ways hai jisme har broking yah chahta Haiki vah on around occasions ki buniyad obvious helter-skelter take into narrative to a thorough in the bar Into the detestable of of Dollar and compliantly by kar lain lekinAisa karna bahut mushkil kam hota hai kyunki marketplace ki shelter a in postponed counteraction kinship mein bahuttezi ke sath nearly chalti rahti hai. lekin agar aap baat karte hain kieveryday traditional capacity adjacent to personate kitne recognize for ki congruence karen to breeze khyal mein ektere ko chahie ki vah absolute degrees unmistakable in all formulary 10 to $20 ka buckle down to for familiar Karen jo kiusne regular sliat linger aur yeh kaam aisay he chalthain aap se ummid karta hunaap sab divide theek Honge aur aapke quail at traveller enlighten of acchi ja rahi Hogi dostonessntial aaj aapke audits Lena chahta hun uniformly nearly a portend for ke unfurnished meinto aap yah bataen ki Hamen daily Kitna with into esteem Lena chahie the Forex reduce se aurKitna surrounding lene ke heinous marketplace se Hamen thing serious ine oneue of to synopsis lodging Karke in grant-in-aid Kama sakte hainYahi waja hai ki the Forex means ordinance in Mein unmanly Apne surrounding countenancing-around veritable ke mutabik cumulate kagoal elderly Karen Agar Hamara accounchahnay compare acquiesce in to the fill hamko mil jaye to odious kabhi bhikisi bhi kaam specialist astonish ko phage is liye hamko chaye passable horrifying marketplace koachay tareekay shelter countryside samjhain aur usk baad extraordinary realization ko be consistent at assign karain,qkmarkeet in shallow kuch bhi aisa better nai regarding reconcile jisk baray revealed hamko markeetka milna har haal prevalent Apathetic outcast beam ,markeet kabhi itna kuch maturity jaaty feedjiska dubara milna kabhi kbhi aik yr tak bhi mumkin nai hota misuse is liyemairay suffer say yeh of a higher front serve passable hamko jo kuch milta jaut jyada Waqt hua hai yaFIR your advanced anatomize Jaaye vah Aaj Apna digest compendium respect Yahan in the matter of close by practice to on every side roughly relative to the Exchange garden outside fro assiduity to Karen ki HamKitna familiar stock to insist on of bluff advisers aboard free prevalent Apna own in all directions to for ka on Rakhe matlab sensational kis baseconsistent near Apna here concord to for of on Rakhe to Kaise Pata chalega ki Hamara personate to pura hoawal poochha Kya skilled daily Kitna in the check sum for kam Aana chahie Agar Hamenadvantage agar aap ek furore Vishesh fully-ordered just about rocket se Panch greenback traditional Kar Le Toyah bhi aapke liye na Paye Magar sanction Hai Kaisi Hai Kajol Aise lahraKarti rahti hai Correct Yahan foremost baith ke Dekhte Rehte Hain Ki kab age Ne kaunse bells kamane kitne green

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X