ye review pathan hotel multan par mubni hey .
asslam.o.alaikum.
tafseeli jaiza .pathan hotel .
ap ney kabhe apni zinadgi main multan ka safer kiya hoga layyah sey multan ,kot addu sey multan braheyrasaata tunsamore to ap ney agar patahn hotal k oper stay kiya hai or wahan ka khana khiya hai phir to ap ko malom hoga os hotal k motlic agar ap ney wahan sey kabhe koch nahi kahaya hai to main kiya kahao bass pathan hotal bahot hi femous hotal hai main ney jab bhe mulatan ka sfar kiya hai to main ney pathan hotal k oper zaror stay kiya hai ya to main wahan sey kahana khata hun agar mujhy khny ki talab nahi hoti to main wahan sey tea zaror pita hun yeh ka kahana bahot hi miyari hai or or tea ka to kiya khyna bahot hi vip banty hain main ap ko kahau ga k ap kabhe is rasty sey tunsamore to multan safer kary to lazmi is hotal par kahana ya tea peay ap ko bahot hi maza ayai ga .is k advantage or disadvantage.
faide (advantage);
*is hotal ka kahan miyari hota hai baqi hotal ki nisabat .
*kam kimat main ik acha kahana khny ko milta hai .
*tea bahot hi femous hai is hotal ki or os tea k cup ki price serf 30 RS hai .
*is hotal par ap jo chiz khana chahy ap ko mil jati hai .
nuqsanat (disadvantage);
mere nazaro main yeh ik best hotal hai yahan har ammer or gareeb khana kha skta hai noramal hotal hai na ziada mehanga or na ziada sasta har aam or bana is hotal sey khana kha kar easly bil pay kar skta hai .
#pathanhotel

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим