Assalamu alaikum all dear traders doston Aap Yahan per bahut se historical places ke bare mein reviews de rahe hain Iske alava Aisi Khubsurat places Jahan log refreshment karne ke liye Jaate Hain To Main aapko Aaj Aisi Jagah ke bare mein batata hun jo Khubsurat bhi hai refreshment ke liye bhi behtarin hai uske alava mere dost Pakistan ki historical place Bhi Hai Uska Pakistan ke sath bahut accha Vasta hi historical e mere dost aap samajh Gaye Honge main minar e Pakistan ki baat kar raha hun yah aapko pata hai ki Lahore me hai Pakistan Main Agar aapane yah Nahin Dekha To Mere Dost aapane Kuchh Bhi Nahin Dekha To Main aap sab doston Ko kahunga Kya Ek Dafa Yahan per Jarur jaaiye mere dost 23 March 1940 ko resolution of Pakistan Di Gai Thi Aur yah Usi Ki Yad Mein Banaya Gaya Tha aur Tab Se Ab Tak ke aise hi hai iske sath Ek Park bhi hai Jisko Ham Iqbal Park Kahate Hain Mere Dost Puri Pakistan se Yahan log Jaate Hain Iske alava bahut se jald se Yahan per hote hain vah Kuchh siyasi hote hain Kuchh Mazabhi Hote Hain Tumhare dost Log Yahan Par bahut Yad Aate Jaate Hain aapko bhi yahan per Jana chahie Kyunki yah Pakistan Ki Azadi ke liye ek historical place hai mere dost yah Pakistan Ki Azadi Ki Nishani Hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим