Assalam o Alikum dosto mera ye review ghar main lagy plants par mabni hy jesa k aap sab ko pata hy k plants ko zindagi main aik buhat he ehmiyat de gayee hy, aap jahan B deky apko plants ke nursery dekny ko milegi iski waja ye hy k ye buhat he ehm cheez hy. Science k mutabiq plants ab wa hawa ko taaza rakti hy, plants CO² ko inhale karty hai hain aur O² kharij karty hain jabky insan CO² kharij karty hain aur O² inhale karty hain jis ke waja sy ue maana jata hy k hawa su ye plants CO2 jab inhale karty hain to hamain taaza hawa milta hy aur taza hawa sy hamara sehat behtar rehta hy jis ke waja sy hum mukhtlaif qism k saans ke bemariyoon sy bach jasty hain aur hum sehat mand rehry hain.
Isky ilawa plants decoration k liye B use kiye jaaty hain har ghar main jab tak plants na ho mukhtalif qiam k to us ghar ko na mukammal maana jaata hy aur us ghar ke khubsoorti na mukammal hoti hy us waqt tak jab tak ismain plants na ho. To isi waja sy k insan ko taza hawa mily aur ghar baar aur ird gird ka alaqa khubsurat lagy loug plants lagaty hain mukhtalif qism k plants bazar main milti hy, planta main aam tour par 4 qism k plants hoty hain.
1) Medicated plants, jis sy mukhtalif qism k dawayee banayee jati hy.
2) Fruits plants/tree: jo phal dety hain insaano ko khaany k liye pur usmain buhat saary pants shamil hain.
3) Shadow plants, plants ya trees jo shadow k liye hoty hain jis sy loug saaya lety hain aur iska mahol ke temprature ko sard rakny main aik buhat he ehm role hota hy.
4) Flower Plants, ye aksar ghar, school , colleges aur betak etc main dekny ko milty hain jis sy decoration aur khubsoorti peda hoti hy.
Faidy:
1) Sab sy barra faida ye hy k ye CO² ko inhale krty hain aur O² ko kharij karty hain jo hamary sehat k liye buhat acha aur zaroori hota hy.
2) Doosra faida ye hy k is sy hamain Shadow milta hy jis k neechy hum sooraj ultra vilate rays sy bach jaaty hain aur hum aram kar skaty hain.
3) Theesra faida ye hy k jahan zyada plants ho wahan mosam acha rehta hy aur.
4) Chota fiada ye hy k plants hamain khaany k liye healthy, vitamins, mineral aur calcium sy parboor fruits dety hain.
5) ye hamary ghar aur ird gird k alaqy ko khubsoorat banaty hain.
5) is main mukhtalif qism k phool ugty hain jo khuboo daa aur mazedar hoty hain.
Nuqsan:
Vesy agar general main deka jaye to planta ke koi nuqsan nahi dosto lekin aisa B hota hy k aksar plants zehreely aur nuqsan deh hoty hain jismain ye quality qudrat ke taraf ye nishan e ibrat hy.
Plants ka doosra nuqsan ye hy k ye agarcbaandi k opper ho to barry darakht abadi ko nuqsan pounchaa sakta hy.
Baqi plants k koi aisy nuqsant hy nahi k jisy mentions kiya jaye faidy he faidy hoty hain.
Hum sab ko plants laganaa chahiye, chahy vo shadow k liye ho yaa fruits k liye yaa decoration k liye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим