Ya Review ''Lake me Sun Expert sunscreen'' par mubni ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review ''Lake me Sun Expert sunscreen'' par mubni ha.
    Click image for larger version

Name:	download 4.jpg
Views:	1
Size:	40.6 کلوبائٹ
ID:	12469690Introduction:Sun ki UV raze hamari skin ka liya bohot kharab or buri hoti ha is liya haman in sa bachna chahiya jis ka liya ham log Sunscreen use kar sakta han.So First of all Sunscreen kiya ha?i'm sure that kai logon ko is ka bara ma itni knowledge nahin ho gi..... so ma bata dun ka Sunscreen ak asi chez ha jis ka kam apko sun ka UV raze sa bachana ha actually iski asli meaning ha Sun:Sun Screen:protection means Sun Protection . Sunscreen ak bohot hi acha tariqa ha Sun razez sa bachna ka. Lakeme Sunscreen ak bohot hi achi Sunscreen ha jo hamari kafi acha sa protection karti ha sun sa. Advantages:Lakeme Sun Expert Sunscreen ak bohot hi achi sunscreen ha sun sa protection ka liya kunka isa ham kafi zyada time ka liya sun sa protect ho sakta han ya kafi light weight ha kafi galdi absorb ho gati ha or isa koi allergie wagara bhi nahin hoti kafi acha sa kam karti ha or iska ak or faida bhi ha isko ap asani sa apna makeup sa pahla bhi use kar sakta han ya bilkul bhi apka makeup ko melt nahin kara gi kafi acha sa blend ho jati ha. Disadvantages:vasa to ya kafi light weight ha but isko use karna ka bad apka face thora oily ho jata ha so ya oily skin walon ka liya sahi nahin ha and secondly ya apka face thora white cast bhi dati ha jis sa apka face thora kharab sa lagta ha. Sunscreen bohot zarorihoti ha ag kal ka enviroment ma kunka sun exposure apka liya kafi kharab ha isa apki skin burn bhi ho sakti ha or isa apki skin tan bhi ho jati ha so Sunscreen is must Especially in summers. Lakeme sunscreen kafi acha option ha unka liya jin ki skin dry ha but iska kafi option han oily skin walon ka liya bhi ha so oily skin wala wo use kar sakta han kunka ya sunscreen thora apka face ko oil karta ha. Lakem me ki sunscreen ka ak or faida bhi ha ka isko ap makeup sa pahla bhi use kar sakta han isa apka makeup bilkul bhi melt nahin ho ga balka isa apko sun protection mila gi......So ak bar isa zaror try kar ka dakhan ya kafi acha result provide karti ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review ''Lake me Sun Expert sunscreen'' par mubni ha.

    Game Abba aapane bahut Achcha aur informative review Hamare Sath share Kiya Hai sunscreen Hamari skin ke liye bahut jyada effective Hai yah Hamari skin ko Sun ki rases se safe rakhta hai Lakme Sun expert sunscreen bahut hi acchi product Hai Isko istemal Karke ham Bahar easily Ja sakte hain.

    Sunscreen Ka istemal Karke Ham apni skin ko Sanki ultraviolet rays Mehfooz rakhte Hain isase Hamari skin par koi bhi Baithe fek Nahin Hota Hamari skin bahut se chijon se Mehfooz rahti hai Ham isliye isko apni screen per apply kar kar Bahar Ja sakte hain yah Hamen isliye market Mein available Hota Hai hai 50 spf Tamam skin types ke liye best hai.

    Is sunscreen ke andar vartman chij Hai jinki Hamari skin ko jarurat hoti hai iska Ek Aur fayda yah bhi hai ki isko aap makeup se pahle bhi use kar sakte hain Is Tarah Agar makeup ki vajah se aapko koi bhi skin problem ho to vah aapki skin per direct effect nahin karta ismein oily and dry donon forms Mein yah sunscreen available Hote Hain aap apni skin type ke hisab se is ko easily purchase kar sakte hain thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ya Review ''Lake me Sun Expert sunscreen'' par mubni ha.

      Hello Members
      mera aj ka review skin k hawaly se bht e ziada useful or informative h q k yeh sunscreen k bry me h...
      Lakme sunscreen:🌞
      Ajkal bht se sunblocks ka use kia jata h skin k kye.... is me lakme ssun blocks bht e ziada useful sabit hore hyn.. or in ka bht e faida h...😍💯
      Benefits:
      sunscreen ko use krne k bht se faisy hyn..sunscreen ko use krne ka mqdad hita h k ap uv rays se skin ko protect kr sken or or inhen bacha sken...takeh ap ki skin perfect rhy...Sunscreen K use se hm apni skin ko Uv rays yani ultraviolet rays se Mehfooz rakh skte hyn or is k regular use se hmri skin pr koi bhi nuksan ni Hota or Hamari skin bohat se chizon se Mehfooz rhti h... or hm isliye isko apni screen pr apply kar k bahr b Ja sakte hain yrh Hamen isliye market Mein available Hota Hai hai 50 spf Tamam skin types ke liye best hai..or is daily basis pe usees k behtreen faidy hyn...💯
      sunblocks k use se bht se benefits hyn.. jsy k Is sunscreen ke andar problem ho to wo aa ki skin per direct effect nahin karte is me oily and dry donon forms Mein yah sunscreen available Hote Hain aap apni skin type ke hisab se is ko easily purchase kr skte hynm.. or is ka istemsl bht e faidy mand h.. ap isy as a moisturiezer b istemal kr sktte hh . 😍

      اب آن لائن

      Working...
      X