Assalamoalaikum dear member main aj apk sath hair ki care k bary main topic share krna chati houn hair k care ki awairness bahut zruri hai hr kisi k liye hair aik asi cheez hai jis sy insan ki khoubsurti numayan hoti hai hamen inki care krni chaye tak hamara hair damage hony sy bach saken .
Advantage,:
Dear member jsa k ap sb log janty hain k hair sy insan ki khoubsurti main izafa hota hai chye wo bachy houn ya bary sbki khoubsurti ka taaluk hair sy bhi hai agr hum daily apny hair py oil lagayen gain aur kisi aur kisi achi product ka oil lagayen gain aur shampoo kren gain tou hamen hairfall ki problem bilkul nahi ho gi hair ki care k liye jo mera apna admuda oil hai jis sy hair damage nahi hoty wo oil ,srsoun ka oil,coconut oil hain ,agr hum yeh oil hair py lagayen gain tou hamary hair ki growth achi ho gi ,hairfall ke problem nahi ho gi hamary hair bahot silki houn gain aur sb sy bra faida yeh hai k hamary hair ki care sahi trhan ho gi hum hair ki care k liye week main aik mrtaba sarsoun k oil main egg ko add kr k phir isy mix kr k lagayen gain tou is sy bhi hamary hair fall k sath hair damage bhi nahi houn gain jo hamary hair py roughly look ati hai wo khtam ho jati hai aur isk ilawa agr hum pani ka istamal zyada kren gain tb bhi hamari kafi had tak hair problem solve ho sakti hai hamen shampoo daily nahi krna chaye just oiling krni chaye oiling krny sy hamara damag hr waqat trotaza rehta hai hamen aik din chor k aik din bad shampoo krna chaye hair ki care k liye hair ko wash krny k bad hum agr apny hair main lagatar five minute tak kangi kren gain is sy hamary hair ki exercise hoti hai jis sy hamara hair ki bahot achi growth hoti hai hum agr apny hair ki care kren gain tou hum different different hair ki problem sy bach sakty hain dosto hum ghr beht k apny hair ki treatment kr sakty hain hamary hair ki care bahot zruri hai agr hum hair ki care kren gain tou humy hair treatment nahi krwani prhy gi jo aj kl bahot expensive hoti ja rahi hai hum just oiling krny ki waja sy bhi apny hair ki care kr sakty hain jo itna expensive nahi hai..
Disadvantage:
Dear member hair ki care na krny k bajot sy disadvantage hain agr him hair ki care nahi kren gain tou hamari hair fall problem brh sakti hai aur is ka sb sy bra nuksan yeh hai k waqat sy pehly hair white hona start ho jaty hain agr hum different shampoo bhi use kren gain tb bhi hamary hair damage ho sakty hain hair ki problem ajkl isliye bhi zyada ho rahi hain jo hum different shampoo aur hair colour use kr rahy hain jin sy hamary hair ko bahot nuksan ho raha hai in sy aik tou bal rough ho jaty hain 2ndly hair ko bar bar colour krwana prhta hai jo k bahot he expenses treatment hai..
Tou dosto hamen in expensive product use krny k bajye jin k bahot he zyada nuksan hain jin sy day by day hamary hair ki problem brh rahi hain tou hum kioun na ghr main apny hair ka treatment kren jin sy hamary hair ko koi nuksan bhi nahi hota aur ghr ki treatment itni expensive bhi nahi hai mera tou oil k bary main zati experience hai jo main ny ap logon k sath share kiya hai umeed hai ap logon ko bahot pasand aye ga bs koi bhi cheez lety waqat expire date lazmi check kren tak k faida ho.. thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим