Introduction :
assalam o alaikum dear friends achi khushbu har insaan ko achi lagti hai our har koi chahta hai k us ki body se achi smell aye jo logo par acha asar kare aajkal perfume bohat zayda famous ho chuki hai ye sadiyon se use ki ja rahi hai pehle zamane main khushbu lgai jati thi jo k qudarti horti thi atar wgera lekin ajkal in ko labs main b bana ja rha hai ye kuch flowers ya cents ko mila kar lequiad tyar kia jata hai jo khushbudar hota hai our achi smell deta hai is ko aap shadi main ofice main gar main ya bahr kahin b use kar sakte hai achi perfume insaan ko confidence deti hai our logo ko mutasar karti hain
Types of perfumes :
dear friends perfumes ki basic 4 types hain
Difference between cologne and perfume:
dear friends kuch log khete hain k perfume men use karte hai jab k cologne ladies use karti hai hala k esa nhi hai ye just in main mojod oil ka difference hota hai jis ki base ar in ka naam change rakha jata hai ye dono hi khushbu hain our koi b insaan ise laga skta hai bagair gender k fark k use kar sakte hain
Advantages :
dear friends perfume lgane k beshumar faide hai
Disadvantages :
dear friends is k kuch nuqsan bhi hain

- Eau da Perfume
- Eau de Toillate
- Eau de cologne
- Eau de fraiche
Difference between cologne and perfume:
dear friends kuch log khete hain k perfume men use karte hai jab k cologne ladies use karti hai hala k esa nhi hai ye just in main mojod oil ka difference hota hai jis ki base ar in ka naam change rakha jata hai ye dono hi khushbu hain our koi b insaan ise laga skta hai bagair gender k fark k use kar sakte hain
Advantages :
dear friends perfume lgane k beshumar faide hai
- perfume lgane wale ki body se bohat payari smell ati hai
- perfume lagane se aap ki shaksiyat main nikhar ata hai
- achi perfume logo par acha asar karti hai our logon main aap ki pasndeedgi bar jati hain
- achi perfume aap main confidence peada karti hai
- perfume insaan main logo k sat bethne main asaani oeda krti hai aksar log pasine ki smell ki wja se logo k pas nhi jate lekin parfume smeel ko dor karti hai
- pasine ki smell khatam karti hai
Disadvantages :
dear friends is k kuch nuqsan bhi hain
- kuch perfumes chemicals se bnai jati hai jo k aap k jism par bury asraat dalti hain
- kuch perfume ki smell logo k liye buhat buri hoti hai our un main aap k liye nafrat peda karti hain
- bemar log perfume singen se our bimar ho sakte hain
- perfume mian mojod chemicals aap k kapron par dag dal sakte hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим