Faiza beauty cream pakistan ki famous creams me se ek hai or is product ko poonia bradran Aiyaz ahmed poonia our Fiyaz ahmad poonia ne 1990 me mutarif karwaya ye asia me me no 1 istamal hony wali cream hai or 2014 me is ne best skin lightening cream award jeeta tha pakistan me or bhi bohat sari beauty product hen lekin hamen kisi bhi product ka istamal karny se pehly us k bary me research kar lena chahiye ku k yeh ap k chehry ki hafazt k liye zarori hai agr ham yeh agr ham is tarha bina research kiye koi b product use krey gy to jild ki bohat sari bemariyo me mubtla ho jay
ham beauty cream ka istamal ku kren ?
aj k is door me ham apni rozmara ki zindgi me itna masroof hen k hmen apni jlid ki hifazat ka khyal hi nhi rehta or bohat se log apni hi wjah se jild ki bimariyo me mubtla ho jata ha hamra chehra god gift ha or hame is ki hifazat karni chaye maholyati alodgi soraj se any wali UVrays or bohat se chezen hamari jild ko nuqsan ponhchati hen is liye hmen beauty product ki zrorat hoti hai koi farak nhi parta hai k ap kitny mengy kapry pehnty hen or kitni julry istamal krty hen agr ap k chehry ki jild khrab hai to sab bekar hota hai is liye ap ko beauty product ka istamal karna hota ha
faiza beauty cream ingredients ;

- Ionized Water
- Cetyl Alcohol
- Vitamin A, B, E ,B3
- Propyl Paraben
- Citric Acid
- Kojic Acid
- Methyl Paraben
- Natural Wax
- Zinc Oxide
- Petroleum Jelly
- White Oil
advantages - agra ham is ka istamal kren to hamri jild narm or mlaim ho jaye gi or nikhar jay g
- agr ham iska istamal karty rhy to jwan or khbsorat nazar aye gy ku k ye barhapy k asraat ko kam karti hai
- ye cream chery ko soraj se any wali UVrays se bachati hai
disadvantages - agr ham is ka istamal karna choor den to is k lgany ka koi faida nhi ha isy hame musalsal istamal karna hoga
- ye product agr ham buhat zyada istamal kren to side efect dikhati hai or chehry ko nuqsan deti hai
- ye cream chery par oil ki teh ko barhati hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим