Ya Review Walii Ball Ki Game Par Mabni Hain.??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review Walii Ball Ki Game Par Mabni Hain.??
    INTRODUCTION...
    Dosto ap sub logo zindgii main koi na koi game zuar khalii hogie ap ko ap ki koi game zuar favorite bhi hogie lkn har game k kuch fiday nuksan hoty hain Jesa k main ap dosto ko wali ball game khalny k kuch khass fiday nuksan bto ga k as game main kassy game khalty hain as say humri life pay kia achy as rat phrty hain or Kaia bury as rat dosto wesy tu game koi bhi inshan k lay physically torr pay har game buht zyda fiday mind hotii hain jas say na srf inshan ki shat body dill deamg acha rhta hain bilky us say inshan bemri say bacha rhta hain jesa k Walii Ball game k kuch fidy nuksan hain...........

    ADVANTAGES.....

    Dusri game ki tra Walii Ball bhi buht important game hain jass main 2 team hotii hain darmayn main aik 5 say 6 feet ki unchii ka jalie ka bina hun Net hota hain jass k uper say 2no team aik dusry k khalif hatho say ball Marty hain ya mukaml tor pay physically game hain jass main pory hosh k sth active ho kr fresh mind k sth khala jata hain jass say na srf jism ko fida hota hain bilky as say mind fresh or taz hota hain........

    DISADVANTAGES.....

    Dosto wlii ball srf shonk pora karny wlii game hain ya koi international game nii hain as game pay srf time pass kaya ja skta hain Jab k as main larii jagra aksr hota hain or ya game zyda tar phry liky ideal achy log nii khalty na hi pasand krty hain as main hatho say aik dusry ko ball mar mar kr hatho or bazo main buht drd hota hain.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review Walii Ball Ki Game Par Mabni Hain.??

    INTRODUCTION :

    assalmu alikm frends aj ka review volly baal per mubni hy jaisa keh aap janty hain sehat mand zindgi khshuhaal zindgi hoti hay seham mand rehny klye ache khoraak ilawa warzih lazi juzz hay
    isi trah warzish ki aik sorat kheel kod haye kheel insan ko fitt aur chust rakta hay mukhtlif kisam ky khail khely jaty hain dunya main jaisy keh
    1 cricket
    2 futt baall
    3 hoxkey
    4 scwish
    5 recket
    6 baskit baal
    7 golaa phenkna
    8 volly baal
    aj ham aik game volly baal py discus karty hain muleza fermayen .

    KHAIL KI KHASOSIYAT :

    olly baall aik aisa khail hay jo court main 2 temon ky der myan kheela jata hay jissy aik net جالی نما isy 2 hisson main takseem karti hay her teem kay khail ka maksad ui hota hay ky who baal ko net ky oper sy phenky aur isy mukhalif court main giraye taky who usy wapas na kar saken aur baal ko bhe apn court main na girny den baal ko mukhlif court main waps bhejny klye aik team yaky baad degry zida sy ziada teen martba ma siwye blocking ball ko hit karny k hak rakhti hay volly ball khail main ager koi teem jeet jati hay to usy aik point hasil hota hay
    volly ball khelny ka area free zoe per mushtamil hota hay court mutnasib aur mustateel shkla ka hoga

    COURT KI PEMAISH

    volly ball court ki lambai .............18 metr
    voll boll xourt ki chorai ................09 metr
    hoti hay
    fr zone court 4rh janib kam az kam 3 mete chora hota hay
    court kay khelny ki satah kam az kam 7 metr tak ki onchai main ksi kisam ki rokawat ni hogi

    NOTE:

    feddretion international di volly ball (FIVB) ky bainul akwaami aur official mukablon main" free zone "
    side lines sy kam az kam 5 metr aur air line sy 6.5 tak mehdod hota hay court ky khelny ki satah sy kam az kam 12.5 mete ki onchai tak kssi kisam ki rokawat na hogi .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ya Review Walii Ball Ki Game Par Mabni Hain.??

      Assalam o Alaikum .. aaj review ek physical game pe mabni hau jis ka naam hai volley ball .

      Volley ball kee do types hoti ek running hoti hai mtlb osme hard ball hota hai aur ball first time ee oosri side phnkna hota hai aur ek hoti hai 2 3 se touch b kiya ja skty hain mtlb apne ee court mai ball kon2 se 3 dfa uchaala ja skta aur ohir opponent kee side isko maara kata hai isme ball b soft hota hai. International game tou yehi soft shooter ball se khela jata hai pr hmry ilaqon mai desi type hard ball se one touch game kee jati hai. Is jhail main 21 21 points kee game hoti hai .. jo jeam pehly 21 point le jati hai wo winner hoti hai aur doosr haar jat hai isi ttah kuch sets lgaye jaty haun jo team ziada sets win krti hai wahi winner kehlati hai .

      Ye wk physically game hai insan ko physically chust aur tandrust rehna hoto osko game ko adopt krna prta hai aur tub ee wo ek physically fit rehta hai.

      Lekin aaj kal k dour mai log ziada electronic sports mai hissa lene lg gye hain. Aur physical game mai kam ee hissa lete hain electronic sports mai v kafi achy points hain pr wo ek jga beth k kheli janay wali haunos se pathon kee nazr kee dimagh kee kamzori ka sbab bnti hai isliye apko physical game mai maazmi participate krna chahiye regular exercises krni chahiyen .

      اب آن لائن

      Working...
      X