Ye review "cricket" per mabni hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "cricket" per mabni hai???
    cricket ak bhut hi achi game hai ye international level per b kheli jati hai..bachy aur nojawan es game se bhut ziyada lutf uthtaty hai..aur youngstr mae bhut ziyada maqbool hai..yaha tk k older b es game se nhut enjoy krty hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

    Assalm o alaikum

    Sports are essential for health .. hmen sports ko trjeeh deni chahiye aur aajkl sports kee bht sari iqsaam bn gyi hai koi electronics sports bn gyi koi IQ level pe mabni hai aur Iq k sath physical aur mentally sports hain .

    Cricket ek physical game hai isme ball aur bat ka istemal hota hai is k sath players khelty hain. Isme 2 teams hoti hain aur 11 pkayers each side hoty hain .. ek fielding team aur ek batting team hoti hai aur isko judge krne kliye hota hai .. cricket ek international game hai aur bht sary mulk participate krty hain . Ye ek behtreen physical game hai . Aur iskay all iver the world tournaments b hoty hain . Mera zaati khiyal b meri zaati pasndeda game hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

      Assalam o Alaikum friends
      Umeed he ap sab kheriyat se honge mera ye review cricket per mubni he jaisa ke aj kal zindagi main kisi bhi achhi game ka practice hona chahiye cricket game aek buhut hi zabardast game he cricket game khelne main insan ki seht behtreen rehti he cricket se insan ki mashq bhi hoti rehti he.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

        Cricket game key popular hony ki agar bat ki jaye to football key bad koi agar popular game hay to wo cricket hi hay jo key international level par be bahot zeyada khalia jata hay aur domestic level par be bahot zeyada pasand aur khaili jati hay, cricket worldwide me bahot zeyada khaily jany wali game hay jo key 2 teams key darmeyan match khiala jata hay hay, cricket ko scoring ka best game be samja jata hay jes me bahot zeyada scoring ki jati hay, cricket ka aghaz England se howa aur test cricket es time khiala jata ta magar bad me one day format ka game introduce kia ga jes ko bahot hi pasand kia jany laga es key bad cricket ki popularity ko dekty howy T 20 match ko be introduce kia gia jo key 20 overs par mushtamil hota hay es format ko be worldwide me pasand kia jata hay, magar original test series cricket hi hoti hay jo key ab international level par be bahot kam khaila jata hay aur ye ab khatam hi ho haha hay,
        Domestic level ki cricket ki agar bat ki jaye to esa koi be ground nahi ho ga jes me cricket matches na khaily jaty hon es ki main waja ye hay key cricket ko janun ki had tak pasand kia jata hay aur players ki koshish hoti hay key wo bating me be achi performance ka muzahira kary aur sath me bowling aur fielding me be behtareen performance de kar match ko win kay.
        Click image for larger version

Name:	Jonny-Bairstow-batting-semifinal-match-England-Australia-2019.jpg
Views:	1
Size:	366.3 کلوبائٹ
ID:	12334359
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

          Cricket bahot hi interesting aur behtareen game hoti hay jo key har age key persons khail sakty hey agar deka jaye to cricket game na siraf young boys khail rahy hoty hey old age key persons be es game ko pasand karty hey aur live matches be dekty hey aur khud be indoor ya outdoor base par khailny ki koshish karty hey, Pakistan me domestic level par cricket tape ball se khaili jati hay magar clube aur international level par ye game hard ball key sath play ki jati hay aur es key sath other sport goods ka hona be zarori hota hay es key baghir hard ball key sath cricket khailna possible nahi hay, international level par cricket 5 days test matches, one day 50 over matches aur aur 20 over formate key base par be khaili jati hay magar domestic level par cricket key overs ka intekhab ham khud be kar sakty hey zeyada tar 10 overs ya 12 overs ka match khaila jata hay, cricket es waja se behtareen hay key es ko scoring ka best game samja jata hay jes me teams key batting score key sath wickets ko be count kia jata hay, Cricket ka zarori saman ye hay jo key makret me sports ki shops par asani se available hota hay,

          1. Cricket bat
          2. Batting pads
          3. Batting aur keeping Gloves
          4. Wickets

          Cricket goods jo key sports ki har shop me available hota hay agar club cricket be khailty hey to ye goods purches karna hamary ley bahot zarori hey.
          Click image for larger version

Name:	20120926-071010.jpg
Views:	1
Size:	127.6 کلوبائٹ
ID:	12334366
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

            INTRODUCTION:
            Assalam o Alaikum dear members mera review cricket ky mutaliq hy jo internationally second famous or full of energy hy football ky baad. Cricket khelne ka start 16th century sy howa tha lakin is game ko officially 18th century mein international game karar diya tha or cricket ka sabse pehla match August 3rd 1836 ko Hampton Court Green mein Royal Amateur Society ny khaila tha jab ke international matches or test cricket 1844 sy start howe thy.
            Click image for larger version

Name:	cricket 1.jpg
Views:	1
Size:	75.2 کلوبائٹ
ID:	12334424
            ADVANTAGES:

            Sports human body ky liye best hy kyo ky sports ki waja sy human body muscles strong or fit rehte hain or cricket aisa game hy jis mein running between wickets, ball ko rokna, balling karna ya throw karne sy stamina improve hota hy or sath mein aankhon or hand ky connection sy fitness improve hoti hy.
            Click image for larger version

Name:	cricket.jpg
Views:	1
Size:	82.1 کلوبائٹ
ID:	12334425
            Disadvantages:

            Physical games kafi healthy rakhti hain player ko lakin agar dyhan sy nahi khaila jaye tou kafi serious injuries hoti hain jaise ball ka nazuk jaga py lagne sy fracture hona or kafi players sports ko itna serious lyte ky next player ky liye jealous, nafrat or har tarah ki negative way sy nuksan daine ki koshish karte hain.
            Click image for larger version

Name:	harm.jpg
Views:	1
Size:	82.0 کلوبائٹ
ID:	12334426
            Cricket mein hamesha sab players ko positive sportsman ship show karni chahiye kyo ky sports sirf entertainment or body structure ko fit rakhne ky liye khailna chahiye taky aane wale young generation similar positive act ko continue rakhe.
            Last edited by ; 17-10-2020, 04:20 PM.
            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

              Assalamu alaikum dear friends key har age key persons khail sakty hey agar deka jaye to cricket game na siraf young boys khail rahy hoty hey old age key persons be es game ko pasand karty hey aur live matches be dekty hey aur khud be indoor ya outdoor base par khailny ki koshish karty hey, Pakistan me domestic level par cricket tape ball se khaili jati hay magar clube aur international level par ye game hard ball key sath play ki jati hay aur es key sath other sport goods ka hona be zarori hota hay es key baghir hard ball key sath cricket khailna possible nahi hay, international level par cricket 5 days test matches, one day 50 over matches aur aur 20 over formate key base par be khaili jati hay magar domestic level par cricket key overs ka intekhab ham khud be kar sakty hey zeyada tar 10 overs ya 12 overs ka match khaila jata hay, cricket es waja se behtareen hay key es ko scoring ka best game samja jata hay jes me teams key batting score key sath wickets ko be count kia jata hay, Cricket ka zarori saman ye hay jo key makret me sports ki shops par asani se available hota hay,

              1. Cricket bat
              2. Batting pads
              3. Batting aur keeping Gloves
              4. Wickets
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

                Introduction

                Aoa all members umeed karti hun ap sab kheriiyat sy hon gy ..dear apny bahot acha review pes kia hai apny ek famous game cricket par bat ki hai...wese to log tamam ee games khelty hen har koi koi apny interest ki game khelta hai magar ajkal sbs ziada pasand ki jany wali or kheli jany wali game cricket hai mn is bary mn apna knowledge apk sath shrae karun gii

                Advantages

                dear members cricket ek bahot famous game hai or Pakistan mn bahot ziada shok sy kheli jati hai or na sirf kheli jati hai magar nihayat shok sy dekhi bhi jati hai.. yh game apko hr jagah gali mohalon mm City level par provincial level or national or international level par bhi dekhi jati hai...or log ise hr trh sy psnd karty hen log apny favourite players ko dkhty hen..isi trah khelny ki bt ki jaye to koi batting mn mahir hota hai or koi bolling mn mahir hota hai ..ajkl school level college or University level par bhi tournaments ka inaqad kiya jata hai jinmn bahot sy student hissa lyty hen or mukhtalif rewards or trophies announc ki jati hen or appreciate kia jata hai ajkl bchy bhi is game mn bht ziada interest lyty hen pakistan ki bhi ek Nation Cricket team hai or women Cricket team bhi hai yh ek bht acha khel hai jo jo dkhny waly ko bhi entertainment dyta hai or agar ham cricket khelty hen to yh bhi bht acha game hai or ham enjoy krty hen ajkl different accadmies bnai gai hen jo cricketers ko train krti hen

                Disadvantages

                dear memebrs jesa ky cricket ek bht achi game hai maagr ajkl bchy ziada tar is game mn envolve hokar studies sy door hoty ja rahy hen or bht ziada time waist krty hen isky sath sath Apki proper training or khelny ky ly expens bhi krny party hen is game ka ek disadvantage yh bhi hau k kai kar apko is game ky doran chot bhi lag skti hai or ap injured ho skty hen ummid karti hun aap sab ko Mera review pasand aya hoga thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

                  Dosto ap sub k sth main jass game k bary discusses kar rha hn wo mri sub say favorite game hain circket buht hi zabrdst international game hain jass ko khany say inshan ki ijzt short bharny k sth wo aik international kahlrii ban kr apny mulk ka apny walden ka name Roshan kr skta hain apna talant du IA k samny lawa skta hain as game say ap kud ko mukaml tor pay physically tor pay fit fat rkh skty hain ku k as main inshan ki pori body overall jism kam karta hain jism ka har part kam karta hain Jab k pory jism ka blood gardhst krta hain as main zyda tar log apny talent ko dunia k samny lany k lay buht zyda mahnat krty hain as game ko zyda tar log khaty hain jesa k pakistan or India main buht zyda jab k pory Asia k log zyda pasand kart hain usry country ki Nisbat.........

                  ADVANTAGES....

                  AS game k aik tu physical buht fiday hain jesa k ap sub janty hain k as main pori body kam karti hain jas ka har part active hn or kam kary tu hi ap achi tra khal skty hain ap ka blood pory jism main circal krta hain asi tra as game say ap aik achy international khalii ban kr apny mulk ka name Roshan kar skty hain ap as main pori dunia gum skty hain ap dunia main apna name pada kr skty hain kud ko kamyab or famous bina kr apni achi ideal kamyab life guzr skty hain.......

                  DISADVANTAGES....

                  Dosto as main ap ko buht hi atyat k sth game khlan chye ku k agr as game main ap ko khal k Doran jism k nazk jag pay ball lag jaye tu ap ki death ho sktii hain Jab k as game main international khalrio ki game k Doran jism k nazk hisy pay ball lagny say forn death huii or jism k buht say hisy tot bhi jaty hain as lay kbii bhi koi game larpavi k sth na khaly lkn circket khas tor pay dakh kr soch samjh kr pory focus k sth khaly jass ka ap ko buht fida ho sky......
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

                    Assalm o alaikum friends ham nay bachpan men ye game khaili ho ge or ham ny is men kafi sal tak school men grounds men kafi time dia ho ga sb khailty hain apni life men ye game or kuch log is men agy jaty hain or kuch log reh jaty hain ya to jobs krty hain ya study ki wajha sy hamen sports sy kafi fada hota hai hamary physical or mently help hoti hai or hamary khayal men is sy achi physical game nahi hai puri dunyan men ye game khaili jati hai pakistan men har ghar har town men har sher men bachy hoty hain jo apni gali men khailty hain or fun krty hain school men in ka comptition krwye jaty hain or hamen din men kisi bhi waqt thora ssa time dena chehaya game ko hamen is sy kafi faida milta hai hamara faida hota ha ham mently skoon men ho jaty hain kafi faida hota ha hamen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

                      Dear agar aap Pakistan mein different games per observe karte hain to ismein aapko cricket sabse important aur famous game Milegi no doubt Pakistan ke maximum people is game ke sath closely attached hote hain aur cricket se related bahut jyada emotional aur excited Hote Hain. No doubt Pakistan me cricket se related job of any information complete karte hain to ismein Pakistan mein bahut hi best players available hai jo all of the world bahut jyada famous Hai Pakistan ki National Cricket team ne all over the world bahut acchi performance di Hai Jiski basis per Pakistan mein cricket ko bahut jyada importance Mili Hai Aur yah game Pakistan ki general public mein bahut jyada familiar ho chuki hai.

                      Dear jab aap Pakistan mein cricket ki facilities ko dekhte hain to ismein aapko kuch problem bhi Najar Aate Hain Ki Pakistan ke Different cities main aapko cricket se related maximum platforms available Nahin Hai Jiski basis per cricket play karne ke liye bahut jyada difficulties ho sakti hai is specially big cities mein cricket se related aapko bahut jyada problem hote hain aur maximum children streets mein cricket play karte hain Jiski basis par kuch problem bhi create Hote rahte hain.

                      Faidy :

                      Dear jab aap Cricket ke advantages se related apni information update karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain time spent karne ke liye hi aapke pass Ek best platform available lagta hai aur iske sath sath Jab aap cricket per khelte Hain To ismein aapki bahut hi acchi exercise hoti hai jo aapki body fitness comment karne ke liye bahut hi important role play karti hai dear jab aap cricket se related expenses ko calculate Karte Hain To usmein aap ko bahut minimum expenses karna hote hain aur aapko one time investment ke bad ismein regular continue rakhne ke liye bhi platform mil raha Hota Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

                        Dear cricket Ek bahut hi Achcha aur famous game hai Jaise Main Agar Ham party state kar sakte hain Main To Ham Ek international level per bhi Jis game ke sath play kar sakte hain Kyunki aaj ke is Daur Mein game sabse zyada famous aur jo game ho yaar koi aur kam ho likhna zyada famous Hoga usmein Apne hi zyada chance hote hain abhi karne ke Agar Ham Ek acche aur famous bolar Hain to tab bhi Hamari is game mein bahut jyada demand ho sakti hai hai lekin Agar Ham Ek acche batsman hai tu tab bhi Ham is game mein bahut Achcha roll Ada kar sakte hain lekin sabse pahle Baat yah Gani hoti hai ki Hamari is game ke bare mein skillz kitni hai hai yah Ham is Mein prayog karte hue kya Kuchh Nahin kar sakte hain Agar Ham Kisi bhi kam Mein Achcha role play kar sakte hain to Hamari demand is hisab se ho sakti hai hai ki Ham Pakistan ke hisab se koumi cricket team ke naam bataiye bata sakte hain.

                        CRICKET KA INTRODUCTIONS;

                        Dear aaj ke is Daur Mein Koi Bhi Aisa Banta hoga jo Cricket ke bare mein nahin Jaanta hai cricket Ek bahut hi famous aur international level per ke liye jaane wali Ek game Hai jismein kam se kam Ek Team Mein Ek Waqt Mein 12 Khiladi play Karte Hain aur Agar kis international level per play kiya jaaye to tab Inka total kharcha aur total play karne ka intejaam Bank ki taraf se hota hai player aur coach ka total Kharcha Bank ki taraf se Ada Hota Hai.
                        WORLDCUP;

                        dear cricket match mein play karte hue Humko is Baat ke bare mein bhi Pata Hona chahie game Main Har 5 sal ke bad hi ek World Cup Khela jata hai Jo team winner hoti hai next 5 years ke bad Usi country mein hua World Cup dwara Khela jata hai Pakistan mein bhi Ek Dafa 1992 mein Main is world cup ko maine kiya tha lekin bad Kitni Piche Uske bad Pakistan koi bhi World Cup win kar saka.

                        AMPIRES AUR THIRD AMPIRES KA ROLE;

                        Dear cricket match mein Main Jab Bhi Koi Aisa Mauka hota hai jismein Empire Mein Apna roll Ada karna Hota Hai hi to use Waqt Har vah Khiladi Empire ki taraf dekhta hai keva kya iska Faisla Sunata hai agar koi Mamla yah masala Aise serious Hota Hai hai to vah Empire ki sambandh se bye hone ki vajah se hua Ek Ishara 3rdampire ki taraf karta hai Jis Ke bad use mamle ko ek Sanjeeda tarike Se Dekha jata hai hi Jesus a third affair cameras ki help se is mamle ko clear karta hai aur joke result hota hai use vah announce cricket match mein umpires aur third impaired Ka Yahi roll hota hai Jisko Sab Ko Sabko accept karna hota.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot;cricket&quot; per mabni hai???

                          Cricket bahot hi interesting aur behtareen game hoti hay jo key har age key persons khail sakty hey agar deka jaye to cricket game na siraf young boys khail rahy hoty hey old age key persons be es game ko pasand karty hey aur live matches be dekty hey aur khud be indoor ya outdoor base par khailny ki koshish karty hey, Pakistan me domestic level par cricket tape ball se khaili jati hay magar clube aur international level par ye game hard ball key sath play ki jati hay aur es key sath other sport goods ka hona be zarori hota hay es key baghir hard ball key sath cricket khailna possible nahi hay, international level par cricket 5 days test matches, one day 50 over matches aur aur 20 over formate key base par be khaili jati hay magar domestic level par cricket key overs ka intekhab ham khud be kar sakty hey zeyada tar 10 overs ya 12 overs ka match khaila jata hay, cricket es waja se behtareen hay key es ko scoring ka best game samja jata hay jes me teams key batting score key sath wickets ko be count kia jata hay, Cricket ka zarori saman ye hay jo key makret me sports ki shops par asani se available hota hay,

                          1. Cricket bat
                          2. Batting pads
                          3. Batting aur keeping Gloves
                          4. Wickets

                          Cricket goods jo key sports ki har shop me available hota hay agar club cricket be khailty hey to ye goods purches karna hamary ley bahot zarori hey.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X