Assalam o Alaikum member.aaj ka jo review hai wo Kanhati garden kee sair pe mabni hai . Kanhati Baagh soon Skaisar valleydistrict khushaab mai waqya hain. Soon Skaisr ek bht pyara aur natural beauty se bhra hua shehr hai. Kanhati Baagh kee khas baat ye hai k ye baagh kafi onchy pahar pe bngya gya Aur ye isi trah kanhati Baagh b full of natural scene hain . Ye baagh 18th august 1933 mai ek Angrez major Whet Burn ne tyar krwaya tha aur phir isko logon kee siyahat kliye khol dia gya tha. Kanhati baagh ek bht ee purani aur tareekhi mukam smjha jata hai ye angrezon k dour e hakumat mai bnayi gyi thee aur isme hazaron drakht pouday lgaye gye isme na sirf khoobsorrti k pouday drkhat lgaye gye blkeh isme bht ziada phal dene walay drkaht b lgay hue hain Louqat Kela khubani jaise phal lgaye gye hain.
Kanhati baagh kee trf janay wala rasta bht ziada dilkash aur pyara hai ye rasta wadion mai se guzrta hua jata hai aur jo dil ko tbiat ko bilkul ek dm khush kr deta haii. Kanhati baagh tou khoobsrat hai ee hai pr iska rasta b bht ziada pyara hai iski trf janay wali sarkon per se guzrne wala paani wo paharon kee beech k rasty wo natural scene sub bht behtreen hain. Agr pakistan mai siyaht ko frogh dia jaye tou pakistan bht ziada earning kr skta hai . Khaas tor pe ye ilaqa oon Valley kalar kahar ye iskay ird gird k ilaqay nehaiyt ee hee khoobsoorat hain aur dekhne wala maqaam hain. Govt ko chahiye in jghon kee khaas safayi aur management bnaye taakay is cheez se faida uthaya jaa sky hain
*View point* kanhati baagh mai kuch view points bnaye gye hain jis pe jaa kr aap ir gird k tmam tr ilaaqon ko dekh skty hain aur natural beauty ka lutf utha skty hain . Ek view aesa hai jahan aap beth k ath mai Waqya *Khabeki Lake ko dekh skty aur nivhy basne wali Abadi ko dekh skty scene ko dekh skty camra kee ankh mai band kr skty hai aur natural scene mai apni tassaaveer le skty hain . This area is so satisfying . Hu lohon ko zaroor aesi natural places ka visit zaroor krna chahiye
*Natural Water fall* ( Aabshar ) kanhati baagh kee sub se khoobsorat jga ye Aabshaar hai ye kanhati baagh se guzrty hue Abadi aati hai wahan se guzrty hur paharon k onhcy neevhy rasto se hoty hue Abshaar pe jaaty hai . Ye Baagh se 2km agay waqya hau pr ye 2 km ka rasta bht ziada enjoying hota hai mtlb aap os rasty pe natural scene tou dekhty hue jaaty hain aur jub abadi ka marhla aata jai aap wahan se guzrty hai aap wahan k logon ka rehn delhty hain aur onki skafat ka pta chla hai . Kanhati baagh k ird gird log aajkl b purany pathar j bnay hue ghron mai reh rahy hain jo k hmry old aur beautiful housing ko dikhata hai . Is sub se guzrne k baad hum water fall pe phnchty hai. Wo behta hua paani oski awaz haaye bht he skoon deh hoti hai dil dimag khus ho jata hai. Aur wo aabshar gehri b ni hai aap wahan jaa kr naha b skty hai aur apni thkaakan ko door kr skty hain. Bht saray log wahan jaaty e nahany kluye hain aur phir kuch aur scene ko dekhty aur enjoy krty hajn.
*Camping* kanhati baagh se agay water fall kee trf log short time camping b krty hain wahan ja k khana pkana aur aabshar k pass beth k khana enjoy krna tikkay kbab biryani ye sub khud bna k apne group k sath bna k khaya jae tou bht mzedr khana hoga ye
*Note*
Agr bht ziada barshon ka mousam hai tou aap aesi jghon pe janay se gurez kren kren pahari ilaqao mai land sliding k khtra brh jata hau aur aur baarsho kee waja se aabsha kafi bhr jati hai aur pani ka bahao b bht ziada brh jata hai jo jaan lewa ho skta hai be carefull . Aur jaan ko khtray mai na dalen bs enjoy kren

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим