786 Assalam U Alaikum
Friends Anaar ke poody se Mutalliq Aap ko ak SURPRISE deta hon keh yeh Tamaam phall dar poodon ki nisbat Booney , Uganey Or Afzaesh karne men sab se Asan ha lakin iss ka SAMAR sab se MAHANGA hota ha or iss ko chotey se chotey GHAR men bhi asani se lagaya ja sakta ha keunkeh TARASH ke zareyyay iss ka size kam se kam or zeada se zeada rakha ja sakta ha Anaar ak bahut Mashahoor or aam nazar aaney wala fruit ha jiss ke poody se Mutalliq tafseel se beyan kartey han keh yeh Fruit agarche keh bahut mahanga samanjha jata ha lakin iss ka pooda ugane men ittna hee asan or sasta hota ha Yeh pooda hareyali men sada bahar hota ha hamesha iss par sabz pattey poora saal rahtey han tahum Fruits iss par pora saal nahen lagtey khobsoorati or SAJAWAT keliay Hee lagaya ja sakta ha lakin phall bhi deta
Anaar ka POODA LAGANEY ka ASAN AMMAL :-
Iss poody ko saal men do martba mousam e Bahar or Mousam e Barsaat men ugaya ja sakta ha or iss ko lagane kaa ammal bahut asan or sada ha keunkeh yeh Qallmon ki soorat men lagaya ja sskta ha ju keh Barsaat ya Bahar men kissi bhi dosrey Anar ke poody se li ja sakti han or ahm baat keh iss ko PEWAND nahen karna parta balkeh sirf kissi dosrey poodey ki Shakhen danddeyon ki soorat men zameen men gar den bahut bardasht ja hamill ha or mushkil haalaat men zeada hifazat or khidmat keay bagher hee Parwarish pa jata ha Afzaesh ki raftar bhi teez hoti ha or dosrey Tamaam poodon ki nisbat jaldi jawan ho jata ha
POODY Se Mutalliq WAZAHAT :-
Aanar ke poody men yeh khobi ha keh iss ko Gharelo satah par asani se ugaya ja sakta ha keunkeh iss yeh size , Qadd , ya Hujjam men bahut kaam hota ha or har size ke ghar men asani se ugaya ja sakta hs ju zeada jaggah nahen gherta or nah sirf SAJAWAT ke tour par ghar men Asani se ugg jata ha balkeh Fruit bhi deta ha yeh bahut bara Darakht nahen hota ak ghanna sa or chote size ka pooda hota ha or iss ko parwarish ke doran Iss ka maali iss ko appni marzi ka naqsha bhi de sakta ha keunkeh Afzaesh ke doran ye aam darakhton ki tarrah sirf ak hee tanney ya do tannon ke saath barhtey barhtey ak bara Darakht nahen bann jata balkeh iss ki jarron ke qareeb se zameen ke pass se bahut saree lariyan ya Shakhen nikal kar oopar uth jati han or har shakh ki agar Afzaesh mukammal ho jaey tu woh bari ho kar ak pora tanna ban jati ha or yon pooda ak darakht ke bajaey poodon ka ak jhund sa nazar aane lagta ha iss liay agar iss ko uganey waley chahen tu iss ki zaroorat ya pasan se zeada nikalne wali shakhon ko kaat kar waqat se pahley hee ak du ya teen shakhon waley poodey tak mahdood kar saktey han or chahen tu ak ghanna jhund numa pooda bana sktey han
POODY ki AHMIYYAT :-
Anar ke phall ko khana nah sirf sehat afza ha balkeh iss ko khana sawab ka kaam bhi ha keunkeh iss ke samar se mutalliq ak islami RAWAYAT mashahoor ha keh iss ke phall ke danon men ak dana JANNAT ka zaroor hota ha ju bahut baes e barkat ha lehaza iss ke phall ka koey bhi dana zameen par girney nahen dena chahiay agar gir jaey tu utha kar kha lena chahiay. Friends iss poody ko har ghar or har ilaqey men lagaya ja sakta ha legaza iss ko gharon men zaroor lagaen iss ka pooda Free mill sakta ha keunkeh kissi dosrey poody se shakh kaat kar Qallam ki soorat men laga den

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим