Ye review Hens per Mubni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Hens per Mubni hai
    Pakistan mein bahut se log ghar mein Pal lete hain aur unke benefit bahut jyada hi Ham hands ka Gosht istemal kar sakte hain aur Iske alava in ke Ande rojana base par istemal hoti hain gharelu istemal ke liye Hans bahut best hain hens ke Ande Hamare liye bahut fayde Mand Hote Hain Ham Hans ko ghar mein Pal sakte hain aur benefit hasal kar sakte hain lekin iska Thoda Sa nuksan Bhi Hai Ki aajkal ke VIP gharon Mein hands Nahin Rakhi Ja sakti lekin village is main ghar itne VIP Nahin Hote jismein hands Rakhi Ja sakti hai aur Inka benefit Hasil Kiya Ja sakta hai Aapka kya Khyal hai kya Hamen Apne group mein humko padhna chahie kya Hamen Inko rakhne ka benefit Hota han Hai yah Hamen Iske nuksan Hota Hai Agar Ham market Mein kam Karte Hain To Hamen Paisa Mil Jata Hai Is Tarah Ham paison se apni jarurat ko pura kar sakte hain aur Hans ko pal ke Ham Apne gharelu istemal Ko Bhi Apne faydemand banaa sakte hain ya nahin Ham paise Se Apna Russian khana Pani aur apne dreams ko pura kar sakte hain Hans se Ham Ande hasal kar sakte hain aur Inka ghost bhi istemal kar sakte hain Fox Jaisa business Koi Aur Nahin Hai Hamen isko Jana Apna ismein Kam karna chahie aur Hamesha paise kamane chahie all members Mujhe Apni Apni tips se share Karen Kya Meri Soch sahi hai ki Hamen ghar mein Hans rakhni chahie aur Inka benefit Hasil karna chahie aur kya Kahate Hain is bare mein all members junior members bhi aur senior members Bhi Meri is baat ka reply karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Hens per Mubni hai

    Han ji dear aapane bahut acchi information Hamare Sath share ki Hens Hamare liye ek Aisa animal Hai Jisko Ham ghar mein palte hain lekin yah Hamen khane aur Hamare liye eggs bhi provide Karti Hai hands se Ham ghost bhi Hasil karte hain aur is se eggs bhi Hasil Karte Hain Jo hamari sehat ke liye bahut acche hote hain aur ine se Ham vitamins bhi Hasil kar sakte hain isko ghar mein Rakh kar ham Thodi Si Mushkil Hoti Hai Iski Safai ka bhi Khyal Rakhna padta hai Kyunki isko Ghar Mein rakhne Se Hamare ghar mein bohat kora cricket phel jata hai isliye Hamen proper Ek Jagah ka arrange karke hi isko Rakh sakte hain isko rakhne ke bahut fayde Hote Hain Agar Ham Hans ka business bhi Shuru kar dete hain aur ek poltry form banaa Lete Hain To yah Hamare liye bahut Achcha business hota hai isase Ham apni earning bhi best banaa sakte hain lekin iske liye Hamara experience Hona bhi bahut Achcha Hota Hai Jab Hamara experience Ho To Ham Ek poltry farm Banakar Apna karo bar Badha sakte hain aur is se earning kar sakte hain is se Ham Apne khane Peene ki zarurat bhi Puri kar sakte hain lekin iske liye Hamen apne aap ko proper mentally prepare karna hoga Kyunki isko Sambhala aur iski Safai Ka Khyal Rakhna bhi zaruri hota hai agar Ham iski Safai Ka Khyal na Rakhe to Hamare ghar mein ya us area mein bahut se jerms Ho sakte hain Jo Hamare liye acche Nahin Hote.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Hens per Mubni hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
      Han ji dear aapane bahut acchi information Hamare Sath share ki Hens Hamare liye ek Aisa animal Hai Jisko Ham ghar mein palte hain lekin yah Hamen khane aur Hamare liye eggs bhi provide Karti Hai hands se Ham ghost bhi Hasil karte hain aur is se eggs bhi Hasil Karte Hain Jo hamari sehat ke liye bahut acche hote hain aur ine se Ham vitamins bhi Hasil kar sakte hain isko ghar mein Rakh kar ham Thodi Si Mushkil Hoti Hai Iski Safai ka bhi Khyal Rakhna padta hai Kyunki isko Ghar Mein rakhne Se Hamare ghar mein bohat kora cricket phel jata hai isliye Hamen proper Ek Jagah ka arrange karke hi isko Rakh sakte hain isko rakhne ke bahut fayde Hote Hain Agar Ham Hans ka business bhi Shuru kar dete hain aur ek poltry form banaa Lete Hain To yah Hamare liye bahut Achcha business hota hai isase Ham apni earning bhi best banaa sakte hain lekin iske liye Hamara experience Hona bhi bahut Achcha Hota Hai Jab Hamara experience Ho To Ham Ek poltry farm Banakar Apna karo bar Badha sakte hain aur is se earning kar sakte hain is se Ham Apne khane Peene ki zarurat bhi Puri kar sakte hain lekin iske liye Hamen apne aap ko proper mentally prepare karna hoga Kyunki isko Sambhala aur iski Safai Ka Khyal Rakhna bhi zaruri hota hai agar Ham iski Safai Ka Khyal na Rakhe to Hamare ghar mein ya us area mein bahut se jerms Ho sakte hain Jo Hamare liye acche Nahin Hote.

      Ref:Ye review Hens per mabni hai ...

      Assalam Walekum friend aapane bahut Achcha topic share Kiya Hai Hamare sathHen bahut Hi Pyara Janwar hai hi Hans bahut se Logon Ne gharon Mein Rakhi hoti hain villages ke alava cities mein bhi aap Logon Ne Hans ko gharon mein Main Rakha Hota Hai hai Hen k bahut se faidy hen is k hum dessi eggs khany mei istemal kerty hen is k ilaWa is ka meat bhi use kerty hen kuch log mutton or beaf per hen k goasht ko prefer kerty hen hen bahut hi pyri hoti hen gharon me easily rakh sakty hen .

      Hens ka business bhi bahut acha hota hai log in ko gharon me palty hen or pher market me sale ker dyty hen yeh aik bahut acha source of income hai is k ilawa log sirf eggs bhi sale kerty hen tu gharon me yeh aik bahut acha business hai in ki khourakh ka bhi zyda issue nhi hota yeh gandam ke dany ya phr greenry waghera kha lyti hen .

      Agar in k disadvantages ki bat ki jay tu mery khayal se in ka koi disadvantage nhi hen .
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Hens per Mubni hai

        dear agar ham apnay ghar main hens ko rakhtay hain to us main hamain kuch he faiday ki gunjaish hay magar usk saths ath hammain ziada tar nuksaan ki bhi gunjaish is liye hay k ham jahan par rehtay hain wahin par he agar ham unko rakhtay hain to unka fuzla hamko bahut ziada disturb kar sakta hay aur agar ham aisay main unki aik alag jaga ka intezaam kartay hain to hamin un say bahut zida faiday ki bhi umeed hay aur agar ham unko sardi k mousam maiin un say eggs hasil karnay ka kaam start kartay hain to hamaray lye yeh kisi barray faiday say kam nai hay qk aksar sardi k mousam main hamain eggs ki zaida sarurat party hay jisk sath sath ham unko 2 tarha say use kar saktay hain agar ham eggs ko boil kartay hain tab bhi hamain un say ziada faiday ki umeed hay aur agar ham unko waisay bana kar khatay hain to hamain tab bhi un say ziada faiday ki umeed hay is liye mairay khayal k mutabik hamko kam say kam kharch main bhi hens say ziada faiday ki umeed tab he hay agar ham un say achay atreekay say eggs hasil karnay ka kaam sath sath main start rakhtay hain tab aur agar ham khali unka business aisay start kartay haisay yeh thoray he dino k baad sell karnay k kabil ho jatay hain to ham tab bhi in say acha faida hasil kar saktay hain is liye apnay ghar main ya bahir hens ko rakhnay main hamain kisia kisam ka koi nuksaan is liye hay qk inko ham sastay main bhi paal saktay haiin aur sail karnay k liye in k baray main achi rakam say bhi inhain sail akr saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Hens per Mubni hai

          Hens different nasaal aur types ki hoti hey agar ham siraf desi hens ka form apny ghar me bana len ya es key ley koi esi jaga ko select karen to es kam key ley perfect aur suitable ho to mery khayal me hamara ye form bahot kamyab ho sakta hay aur ye hamy bahot income be de sakta hay, desi hens (murghiya) agar pahli jaye to es ki tadaad me bahot ezafa ho sakta hay es ki care karna zarori hoti hay aur khas kar sardi key session me desi murkhiya aur es key andy bahot zeyada sale hoty hey,
          agar ham kesi aur nasal key hens be rakty hey to es key bary me pehly to hamy information hasil karna chaye key es ki afzahish kesy ki jati hay aur es ye kon sa food kahti hey, desi hens ka faida ye hota hay key es ko jo be food de dia jaye ye es ko kah leti hey magar koch hens esi hoti hey jes key ley khas food dia jata hay, agar ham apny esy form me kesi worker ko be rak lety hey to ye kam etna asaan hota hay key bahot se workers hamy es kam key ley mil sakty hey aur agar ye kam ham khud be kia karen to es se achi bat aur koi ho hi nahi sakti hay, desi hens hamy sardi key mosaam me hi bahot zeyada profit de sakti hey, 1 kilo ki murghi 300Rs me sale hoti hay aur har hen ki wazan kam se kam be 3 ya 4 kilo ka hota hay es tarha ki agar bahot si murghiu ko raka jaye to bahot profit earn kia ja sakta hay.
          Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	173.9 کلوبائٹ
ID:	12330326
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Hens per Mubni hai

            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Agar Ham apne ghar mein hand ko rakhte Hain To usmein Hamen Kuchh hi fayde ki gunjaish Hoti Hai Magar uske sath sath Hamen jyadatar nuksan ki bhi gunjaish se isliye hai ki Ham Jahan per rahte hain vahan per Hi Agar Ham unko rakhte Hain To Unka Faizul Humko bahut hi jyada disturb kar sakta hai aur Agar Ham Aise Mein uski Ek alag Jagah ka intezaam Karte Hain To Hamen Unse bahut jyada fayda ki bhi ummid hoti hai aur Agar Ham Khud Ko Sardi Ke Mausam Mein Unse egg Hasil karne ka kam star karte hain to hamare liye ya Kisi Bhi Bade fayde Se Kam Nahin Hai Kyunki Aksar Sardi Ke Mausam Mein Hamen egg ki Jyada jarurat Hoti Hai Jiske saath saath Humko do Tarah Se use kar sakte hain Agar Ham Ko boil Karte Hain To tab bhi Hamen Unse Jyada fayda ki ummid hoti hai aur Agar Ham Phone ko vaise Banakar khate Hain To Hamen tab bhi Unse Jyada fayde ki ummid hoti hai isliye Mere Khyal Ke mutabik Humko kam se kam kharcha Mein Bhi Han Se Jyada fayde ki ummid hoti hai agar Ham Unse acche tarike se Hak Hasil karne ka kam saath saath mein start rakhte Hain tab aur Agar Ham acche se kam karte hain murgiyon ko acche se palte Hain usko acche se palte Hain To vah Hamen bahut hi jyada fayda de sakti hain
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Hens per Mubni hai

              Faiday :

              1) Gharon mein paltu murghian rakhny se yeh hota hai ky aap ky ghar mein wo roz andy deti hain jo ky aap daily life mein istemal kr skty hain. Aur nashty waghera ya ksi bhi recipe ka hisa bana skty hain. Aur aap ko bahr se andy khreedny ki zRurat nahin pari.​Aur aap ky paosy bach skty hain.
              2) isky ilawa aap agar zeada murghian rakhyn to aap un ky andy rozana jama kar ky bech skty hain. Aur rozana ki kamai kr skty hain. Byshk aap ky ghr mrin roz zeada andy istemal nah ho rhy hon lekin murghion ky andy aap bahr bech ky munafa hasil kr skty hain. Aur jesa ky hum janty hain desi murghion ky andy aap ko bazar se mehngy daamo milty hain to aap bazar mein bech kar acha khasa munafa hasil kr skty hain.
              3) Murghian aapky ghar mein pary sehn mein choty choty khany ky dany wgahera kha leti hain jin se aap ky ghar ki sfai bhi hojati hai aur dusra rizq zaya hiny se bach jata hai.
              4) Ghar ki pali hue murghi aap bahr bech skty hain aur bhut faida hasil kr skty hain. Kyn ky ajkal desi gosht bhut shoq se khaya jata hai. Aur aam gosht ki nisbat yeh gosht mehnga hota hai. Isi trha murghian bhi mehngi bikti hain.
              5) Ap ghr mein murghion ki farming kar ky bhut se paisy bana skty hain.

              Disadvantages:

              1) Murghion waly ghar mein jgah jgah murghion ka gand para hota hai jisko saaf krna parta hai.​Aur bar bar sfai krni parti hai. Kyn k murghion har jgah ghumti hain aur gand phelati hain.
              2) Murghian zeada hon to un ki khorak ka bandobst roz krna larta hai..​Aur time se unhain baajra ya roti choti choti kr k dalana parti hai aur un ko time dena parta hai.
              3) Bhut bar murghion me bemarian ajati hain jin mein bird flu wghera shamil hai. Agar esi surt e hal paida hojaye to aap ko ya apky ksi bhi family member ko wo bemari lag skti hai.​
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Hens per Mubni hai

                Asalam o alikum dear member

                Introduction..

                Dear apny hmary sath kafi zaida interesting topic share Kia ha hens ka Bary ma.. Jesa ka ap log janty hain ka takreban hr ghr ma hens lazmi hoti hain kuch logun NY bht e zaida shoq sy rkhi v hoti hain unka bht zaida khiyal rkhty hain . Bht shoq hota logun ko hens rkhny ka ku ka apko pata ha ka hens egg dati ha is wja sy is ka bht rakha jata ha Inko ghr ma. Or kuch log tu in ka karobar b krty hain is trah hens hmary bht fayde ki hain jesy ka yh egg b dati hain hmin in sy chicken b milta ha or is ka ilawa agr kuch ghr ma zaida hens hon tu wo inky eggs ko sale krka b apna Kam chla laty hain hens ka overall bht zaida fayde hain..

                Fayde..

                Kuch log hens sy apna karobar krty hain apna AK poultry forms bnaty hain or us ma hens ko rkhty hain jis wja sy wo jb apna hens ma karobar krty hain tu us ma in ko Start ma apny business ka liye kuch invest krna parta ha or is trah jb unki hens kafi Bari hjati hain tu wo unko agy sale krdty hain is trah Inko kafi zaida profit mil rha hota ha or dosra agr inen hens sy egg b hasil hoty hain tu wo eggs ko b sale krskty hain is trah hens rkhny k bht zaida fayde hn kuch log beef ni khaty or mutton tu wo zaida is hens k chicken ka istimal krty hain hmin in sy kafi zaida acha chicken hasil hota ha or egg b yh hmary liye bht fayde mand ha hens ka karobar sy kafi zaida bachat ha is ma apko kafi zaida profit milta ha or kuch logun NY tu apny paky poultry forms bnye wy hty hain jis ma unen kafi zaida bachat hri hoti ha

                Nuqsannat..

                Takreban hr chez ka fayde ka sath sath is ka nuqsannat b lazmi hoty hain agr hm hens ko rkhty hain tu hmin in ka bht khiyal rkhna parta ha agr yh bemar hjain tu Inko time pr Dani hoti ha or kuch log jino n ghr ma hens rkhi v hoti hain wo bht kachra bnati hn tu kuch log is wja sy b inen ni rkhty hain or Jin logun n hens ka poultry forms bny WY hty hain unko b Inka bht khiyal rkhna parta ha time pr inka khana pani khad dalni hoti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Hens per Mubni hai

                  Assalamu Alaikum doston Jaisa ki aap Sabko pata hai ki aajkal log farming karte hain mukhtalif kism ki ismein bhens farming Hai cows farming Hai hens farming Hai yah dusre kism ke fish waghera ke forming Hai To ismain aapko Bata Do Ki ismein and farming bhi bahut fayde ki chijen aur yah review hence forming per mabni hai to to main aapko Bata Do Ki murgi hokar farming mein bahut jyada fayda hota hai agar aap kar Mein murgi paalte Hain for example aapke ghar mein aapke pass 10 murgi Ho To Main aapko bata do ke har murgi Agar Din Mein Ek Anda deta hai to aap ke Din Mein 10 Ande bante hain aur aaj ke Jamane Mein under 10000 15 rupaye ki kimat ka Milta hai to aap ke 10 Anokhe 150 per bante hain aur Main aapko yah Bhi Bata Do Ki agar aap murgi ko Dana Pani bahut Nahin Denge aur ISI Azad Chhodenge to yah khud se apne liye Dana Pani Paida kar sakta hai aur is per aapka koi kharcha Nahin Hota ISI Tarah agar aap Bada farming karte hain yah Das Das ke Baje so murgi rakhte Hain Apne Ghar Mein To Main aapko bata do Doston Ki agar aap Sau murgiyon Mein se aapke 70 80 murgi Ande dete Ho din ke to aapke sath Whatsapp ke sabse agar aap 10 rupaye Ka anda bhejte Hain To aapke 700 yaar 800 Din ke bante Hain.

                  Faidy:
                  Dosto isky buaht saary faidy hy,
                  1) ye apka aik sour of income hota hy,
                  2) ye apko agar din main aik anda deta ho aur aap k pass 100 mughiyan ho to ap agar 10 rupay k anda bejty hain to apku banty hai ndin main 1000 rupay.
                  3) ismain aap food k liye zabah B kar sakty hain.
                  4) iska aik faida ye B hy k aap isy kuch din paal kar bejh B sakty hain.
                  5) murghiyoon sy bachy le kar aap bejh B skaty hain.

                  Nuqsanat:
                  Dosto iska aisa koi nuqsan hota nahi lekin main aapko bata doon k agar aap k murghi bemar ho jaye to aapka buhat barra nuqsana ho sakta hy Q k ye buhat kamzor jism k hoty hain aur aik murghi ke bemar hony sy buhat zyada bemari phel sakti hy jis k waja sy aapky saary farm ko nuqsan pounch sakta hy.
                  Iaky ilawa dosto ismi Bemari insan ko B lag sakti hy jis sy apko nuqsan ho skata hy.
                  Aik murghi ke qeemat aaj k zamany main 500 sy 1 hazar tak hota hy jis k marny sy apka nuqsan ho sakta hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Hens per Mubni hai

                    Assalamu Alaikum dear member aapane bahut Jabardast topic choose Kiya Hai jo ke bahut informative topic hai Hans ke bare mein...

                    Introduction:

                    Dear member Henko Urdu mein murgi kehty.hain yeh bahot famous janwar hai yeh.puri duniya main use hony wala janwar hai yeh 2 kisam k hoty hain jo ghr main paly jaty hain unhen desi kehty hain aur jo murgi farm main paye jaty hain wo farmi kehlaty hain dear member in k bahot zyada advantage paye jaty hain...

                    Advantage:

                    Dear member hen k bahot ztada benefit hain in sy hum apna business bhi kr sakty hain inhen ghr main pal k desi andy hasil kr sakty hain desi anda health k liye bahot acah hota hai aur dear member jehsa k ap sb log janty hain k chicken bahot zyada use hony wali cheez hai yeh hr dish main use hota hai tou is trhan hum in sy apna bahit acah business kr sakty hain is k ilawa hens k liye murgi form bana.k bhi kafi acha kama sakty hain aur egg aur hen k gosht ki aj kl bahit demand hai tou is surat main hum inhen pal k sale kr k bhi business jr skaty hai aur egg aur chicken sale kr k bhi bahot sy benefits hasil kr sakty hain ...

                    Disadvantage:

                    Dear member hens k advantage k sath kuch disadvantage bhi paye jaty hain agr hum inko apny ghr palty hain tou is k liye humy bahit zyada jaga ki zrurat hoti hai jo k city main rehny waly logon k liye kafi difficult hai is k ilawa in sy ghr main bahot gandgi pehlti hai jis sy different kisam ki bemarian lag sakti hain is k ilawa agr hum murgi form banana chaty hain tou us k liye humy bahit sy pesoun.ki bhi zrurat prhti hai jo k hr koi afford nahi kr sakta...thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Hens per Mubni hai

                      Introduction

                      Aoa... dear members ummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge aaj aapane hamare sath ek bahut hi informative topic share Kiya hai hi jo hens ky bary men hai...jesa ky ham mem sy kai kai log apny gharon men murghian palty hein yeh murghian palny ky bahut sary Advantages hein jo men apko bataungi

                      Advantages

                      dear members murgia rakhne ke bahut sare advantages hai hai agar aap apne ghar mein mulkia rakhte Hain to iska sabse bada advantage-g hai ki aapko Ghar se fresh egg mil sakte hain Jo bilkul natural aur hamari health ke liye bahut perfect hote hain aur desh ki ek bahut hi jyada achha hota hai hamari health ke liye to hamen eggs ke liye expense nahin karna padta aur Ghar se Hi hamen available hote Hain iske sath sath agar aap ghar mein Pali Gai murgiyon ka gosht khae to vah bhi bahut healthy hota hai kyunki aap unko Ghar ki aur sar food provide kar rahe hote hain to unka Jo gosht hota hai chicken vah bhi bahut healthy hota hai hamari health ke liye bahut achcha hota hai aur yah jo hans hoti hai agar aap inky breathing karvayen to aap ine ke bacchon ko sale bhi kar sakte hain aur you are profit bhi Kama sakte hain iske sath sath aap inke x bhi bhej sakte hain Soya source of food me hai aur aapke liye ek income ka shauk nahin Ban sakti hain

                      Disadvantages

                      dear members jaisa ke murgi palan ke bahut sare advantages hai magar inki food aur unki health ke liye aap ko expense karna padta hai iske sath sath aapko unke liye ye ek proper jagah ka ka intezaam karna padta hai ummid karti hun aapko Mera video pasand aaya hoga thanks
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Hens per Mubni hai

                        Assalamu Alaikum De number aapane Hamesha bahut acchi wali share kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai Jaise kya jante Hain ke hand bahut se log padhte hain jaise Kate Jo village life Mere rahe hain village mein rahte hain vah log Mein han main ghar mein palte hain Taki eggs ke liye major Se Kya Sab Jante Hain ke village life mein ab bahut Hi chijen Rakh sakte hain gharon mein aur murliya to aisi chij hai ki Ham jitne Jyada Rakhenge Itna Jyada Mein fayda Hoga Ki Bhi Jyada Jyada Ande deti Hain bahut Kuchh log to uska business bhi start kar dete Hain sale Bhi Karte Hai log poultry farm bhi banate hain aur bahut sari murgi rakhte Hain Unki fad karte hain aur FIR Ande ka rasel karte hain aur desi murgi 20 Sal Karte Hain...


                        Kuch log hens sy apna karobar krty hain apna AK poultry forms bnaty hain or us ma hens ko rkhty hain jis wja sy wo jb apna hens ma karobar krty hain tu us ma in ko Start ma apny business ka liye kuch invest krna parta ha or is trah jb unki hens kafi Bari hjati hain tu wo unko agy sale krdty hain is trah Inko kafi zaida profit mil rha hota ha or dosra agr inen hens sy egg b hasil hoty hain tu wo eggs ko b sale krskty hain is trah hens rkhny k bht zaida fayde hn kuch log beef ni khaty or mutton tu wo zaida is hens k chicken ka istimal krty hain hmin in sy kafi zaida acha chicken hasil hota ha or egg b yh hmary liye bht fayde mand ha hens ka karobar sy kafi zaida bachat ha is ma apko kafi zaida profit milta ha or kuch logun NY tu apny paky poultry forms bnye wy hty hain jis ma unen kafi zaida bachat hri hoti ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X