yess dear all member aaj ham ghar mein rakhy parrot kay baray mein kuch information share karein gay parrot ko ham ghar mein bhi as a pet rakhty hein ye aik bohat cute bird hai agar ham parrot ko apni language bhi sikhaty hein ye bohat inteligent bird hai is ko ham kuch bhi sikhana chahy sikha sakty hein ye hamari simple language bhi easily seekh sakhta hai kuch birds mein special ability hoti hai or wo bohat si insani harkaton ko notew kar kay seekh laity hein is ka color green and red bohat atrective hota hai is parrot ki bohat si kinds hoti hain or in kay color bhi bohat bright hotay hein ye mostly tropical and subtropical area mein paye jaty hein.
Advantages of parrot:
1: perrot ko ham jo bhi easy language sikhaty hein wo easily hamein copy kar sakta hai.
2: periot bohat inteligent bird hai ye bohat jald seekhta hai.
3: in kay paas extraordinary skils hoti hai.
4: ye bohat atrective hoty hein or in ko ham name of allah bhi easily sikha sakty hein.
Disadvantages of parrot:
parrot kay disadvantages to nahi hotay ku kay ye aik pet bird hai or is ko ghar mein rakhnay say hamein is say bohat piyar hojata hai but kuch cheezein aisi hoti hai jo ham afford nahi kar sakty or kuch hamari health par bhi effect karti hein.
parrot kay liye hamein special khanay ka arrange karna parta hai ye nuts bhi khaty hein is kay liye hamein special aik proper jagha ka arrange karna parta hai or us mein un kay liye wesi hi facilities deni hoti hai ye sab kuch ham easily afford nahi kar sakty is ko har koi nahi rakh sakta in kay liye zaeda stikky food nahi la sakty
is kay sath sath hamein is ki ncleanliness ka bhi bohat khiyal rakhna parta hai ku kay kuch aisy jerms hoty hein jo hamary liye achy nahi hoty is liye hamein paroper care kay sath har kaam karna parta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим