Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay
    Bakri (Goat) ko ghar me ham easily rak sakty hey Pakistan key har village me har ghar me logu ne baki raki hoti hay jes se wo doohd (milk) hasil karty hey basically bakri pahlna bahot hi asaan hay agar apni zameen ho aur ghar be zeyada waseeh ho to easily 4 ya 5 bakriu ko ghar me ham rak sakty hey, agar ye bemaar be ho jaty hey to Government ne alag se es key ley hospital banaye hoty hey jaha se en ki treatment ki ja sakti hay, bakri rakny ka faida ye be hay key ye bahot hi kam price me mil sakti hey aur Eid par en ko bahot hi achi keemat me farokhat me key ja sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

    Hi dear friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review ghar main bakri rakny per mubni hay ghar ghar main bakri rakny kay boot faidy hain or bakrion key boot zaiday kinds hain
    kinds of bakri
    dasey bakri
    tadiy bakri
    ragstani bakri etc
    Bakri kay faday
    Bakrion kay boot zaida faday hain ya har sall main do ya teen bachy datiy hain
    In ka ap ghar main dodh bi istmal kar sakty hain or in ka goshat bi bach sakty hain or ghar main bi istmal kar saktyb hain
    Agar ap ko boot zaida pacon ki zarorat hay to in ko ap bach bi sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

      ye review gher me bakri rakhy per mubani hai aj k es topic mn ham bakri k palny per baat kren gy bakri palna sunat hai allah k jitny bi nabi aey hain wo sab bakriyan palty thy
      es cy ek baat to clear ho gi hai k bakri palna basy rahmat hai es ka sb sy bra ye faida hai k es cy ham ghoosht hasil krty hain hamry mulk mn es wakt sb cy mehnga ghoost jo hai
      wo bakry ka gosht hai ye hary ghizayat ko poora krta hai hamary jism ko mazboot krta hai hamara mulk bht cy mulko ko ye seell krta hai aur bht sa zremubadla kamata hai
      es k elawa ham es cy dhoodh hasil krty hai es ka milk bht c bemriyon cy shafa hai aur kafi medicine mn parta hai esk elawa es ki afzaish e nasal bari jaldi hoty hai ye 5 meheno mn
      bachy paida ker dety hain ye ziada ter gao mn pali jati hain es ki bht c iqsaam hain jin mn chand ek ye hain rajhistani bakri taeedi bakri desi bakri etc
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

        Dear friends hsmara traditional culture esa hay Kay jiss may logg bohat desi hotay hay aur Agar dekha Jaye to zayada tar villages may logg janwar paltay hay jiss ki waja say unko finenecially increment hoti hay aur yaeh
        Pakistan Kay usually tamaam villages may esa hi hota hay ajkal tou sheroo may bhi logg bakri rakhtay hay aur jinko bakrian rakhnay ka shok hota hay to wo bohaut zayada achay tareekay say janwar paltay hay aur unko janwar ki different types ka knowledge bhi hota hay Jo logg bakri rakhtay hay wo unki khorak ka bhi bohaut zayada khyal rakhtay hay sardi aur garmi say bachatay hay aur unkay liye gharoo may ya Ghar ki roof pay darbay ka arrange bhi Kartay hay aur unko cover kartay hay sardi aur garmi Kay mutabiq.
        Bakri rakhtay hoye logg un say fayda bhi uthatay hay Agar bakri hay to uss ka milk bohaut acha aur teasty hota hay chotay bachay bohaut shok say bakri ka milk peetay hay.ajjkal villages may hi bakri nai rakhi jaati hay balkay sheroo aur Townes may bhi logg intereste laytay hay janwar rakhnay may.

        ADVANTAGES:
        Usually Pakistan Kay tamam villages may logon ka zariye income janwar palna hota hay aur uss ka milk beachna hota hay janwar koi bhi ho villages may bohaut zayada shok say rakhay aur palay Jatay hey ajkal sheroo may bhi logg janwar paltay hay aur apna business bna kar iss ko kartay hay iss purpose Kay liye logg ake separate jaga pay janwaroo ka form ya bara banatay hay jidhar bohaut sari bakrian aur dosaray janwar bhi rakhtay hay iss Kay ilawa kuch logg ake certain age may hotay hay tou unko janwar rakhna acha lagta hay.

        Disadvantegs:

        Janwar rakhnay sheroo may possible nai hota hay Kyu Kay sheroo may pehlay hi jaga reahny Kay liye Kam hoti hay tou iss situations may bakri rakhna bohaut mushkil hota hay sur sheroo may logg zayada tar hygiene ka bohaut zayada khyal rakhtay hay to unkay liye janwar rakhna bohaut unhygienic hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

          Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
          Ji han dosto zyada yer log villages mein janwar palty hein lakin ab ti cities mein b janwar rkhy jaty hein ghron mein or un ki achi dakh bhal krty hein palto janwaroon mein log zyada ter ghr mein bakri rkhty hein bakri rkhy hoy log bakri se bht faida uthaty hein us ka milk bht acha or tasty hota hai or bachy bht shok se pity hein ajkl sirf village mein hi bakri ni rkhi jati hai balky cities or towns mein b rkhi jati hai jin logon ko janwaron ka zyada shok hota hai wo bht interest lety hein or bht achy se in ki dakg bhal kerty hein.
          FAIDAY...
          Pakistan ke zyada ter villages mein logon ka zyada ter income janwar palna or un ka dhood bechna hota hai janwar koi b ho chhay bakri ya koi or janwar village mein bht shok se rkhy or paly jaty hein ajkl to cities mein b janwar rkhy or paly jaty hein or blky in ka milk b becha jata hai or isky alawa log janwaron ke liye aik alag se forum banaty hein jahan per bkriyan or dosry janwar rkhy jaty hein or in ka milk bech ker business kerty hein isky ilawa kch log certain age mein hoty hein to unhein janwar palna or rkhna acha lgta hai.
          NUKSANAT...
          Janwar rkhna wasy to log cities mein b chahty hein lakin ye cities mein itna possible nhi hota q ke jaga pehly hi bht kam hoti hai or is ke sath bakri rkhna bht mushkil ho jata hai cities mein log zyada ter hygenic ka bht zyada khyal rkhty hein to un ke liye janwar rkhna un hygenic hota hai.THANKX
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

            dear jis tarha say ham har aik palto janwar say acha faida hasil kartay hain waisay he hamko agar koi achi daisi nasal ki bakri mil jaye jis main hamain bahut ziada dilchsapi ho to hamain bakri say bahut kuch hasil ho sakta hay wo is liye k bakri ki nasal say hamaray baaki k bhi janwaronko ziada honay ka moukka is liye milta hay qk bakri ki tareef hamaray payaray nabi HAZRAT MUHAMMAD PBUH nay bhi bahut ziada ki hay unhone farmaya hay k jis banday k janwaron main barkat nai ho rahi ho wo un janwarn main aik bakri bhi agar rakhta hay to uski barkat say usk baaki k janwar bhi ziada hona start ho jayngay is liye agar bakri ki nasal achi hay to us say agar aik bhi acha bakkra haman mil jaye to usay ham aik he saal main kurbani pay sail karnay say apni baaki ki tamaam mushkilaat ko solve kar saktay hain jis say haamray har aik kaam main achi khaasi barkat ka milna bhi mumin ho sakta hay aur agar ham is baat ko important samjhtay huway bakri ko palnay ka shouk kartay hain ya bakri ko ziada tarjeeh daitay hain to hamaray liye is say achi baat koi bhi aur nai hos akty hay jis say hamaray baaki k janwaron main bhi barkat ka hon aya barkat ka milna mumkin ho sakta ho is liye agar ham nay achi nasal k janwaron ka kaam karna hay to un main barkat k liye hamain bakri ka rakhna bay ahd zaruri hay jis say hamari bhook bhi khatam ho sakta hay aur sath sath ham khush haal bhi ho saktay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              dear jis tarha say ham har aik palto janwar say acha faida hasil kartay hain waisay he hamko agar koi achi daisi nasal ki bakri mil jaye jis main hamain bahut ziada dilchsapi ho to hamain bakri say bahut kuch hasil ho sakta hay wo is liye k bakri ki nasal say hamaray baaki k bhi janwaronko ziada honay ka moukka is liye milta hay qk bakri ki tareef hamaray payaray nabi HAZRAT MUHAMMAD PBUH nay bhi bahut ziada ki hay unhone farmaya hay k jis banday k janwaron main barkat nai ho rahi ho wo un janwarn main aik bakri bhi agar rakhta hay to uski barkat say usk baaki k janwar bhi ziada hona start ho jayngay is liye agar bakri ki nasal achi hay to us say agar aik bhi acha bakkra haman mil jaye to usay ham aik he saal main kurbani pay sail karnay say apni baaki ki tamaam mushkilaat ko solve kar saktay hain jis say haamray har aik kaam main achi khaasi barkat ka milna bhi mumin ho sakta hay aur agar ham is baat ko important samjhtay huway bakri ko palnay ka shouk kartay hain ya bakri ko ziada tarjeeh daitay hain to hamaray liye is say achi baat koi bhi aur nai hos akty hay jis say hamaray baaki k janwaron main bhi barkat ka hon aya barkat ka milna mumkin ho sakta ho is liye agar ham nay achi nasal k janwaron ka kaam karna hay to un main barkat k liye hamain bakri ka rakhna bay ahd zaruri hay jis say hamari bhook bhi khatam ho sakta hay aur sath sath ham khush haal bhi ho saktay hain.

              Ref :yeh review ghar me bakri rakhny per hai ...

              Assalam Walekum Pakistan mein bahut se a villages mein Main Logon Ne gharon Mein janvaron ko Rakha Hota Hai hai vah ine janvaron se bahut se kam Lete Hain Jin mein se ek Bakri yani goat bhi hai .

              Bakrid Ek bahut Hi Pyara Janwar hai hai Bakri bahut hi reasonable price Mein mil jaati hai isliye bahut jyada Logon Ne isko gharon Mein Rakha Hota Hai Kuchh log Bal ke jyadatar villages Mein Logon Ne a Apna source of income Banaya Hua Hai hai vah bakriyan palte Hain aur FIR unko acche price mein Main Sel kar dete Hain Iske alava Bakri ka dudh bahut Achcha Hota Hai hai aur bahut healthy Hota Hai hai Hamare Islam mein bhi Bakri ka dudh Peene Ka Kaha gaya hai Bakri ke dudh mein bahut Shifa hai hi dude ke sath sath is ka Gosht bhi bahut laziz banta hai Bakrid Chhota Sa Janwar hai isliye Ye Ja da jagah ki jarurat Nahin Hoti aur thodi si jagah par isko easily Rakha Ja sakta hai.

              Bakri k koi bhi nauksanat nhi hen q k yeh bahut hi pyara janwar hai thanks.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

                Assalamu Alaikum dear friend Aaj Ham aapke sath bakriya paalne ke bare mein main Kuchh information share Karenge bakriyan Palan kya ghar mein Rakhna bahut fayde Hote Hain
                """ Hazrat Muhammad Sallallahu alaihis Salam ne bakri paalne ke bare mein mein kya Arshad for Maya Hai"""
                Jaise ke aapne suna hai Hadees Mubarak mein Tamam ambiya bakri Chirag Karte The
                Is Baat se side Hota Hai ke Jis ghar mein Bakri Pali Che Asgar mein mein Barkat Hogi gi
                Aap Sallallahu Salam ne farmaya Bakrid Tu Jannat ke janvaron se hai betiya pani ke bataya Nahin Rah sakte hain Bakrid se bahut fayda Hota Hai Bakrid bahut bada Janwar hai Bakrid Mein Do fayda Hote Hain Badri bacche bhi Deti Hai dudh Deti Hai Bakri ke dudh bahut Shifa hai Bakrid tab janvaro mein se bahut Achcha Janwar hai hoti hai aur colourful
                ho ti haaaa.
                Mehnat Me Azmat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

                  Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap khairiyat se Honge
                  Ji han doston Jyada kar yah log Deluxe Mein Janwar palte hain lekin Ab To city mein bhi Janwar Rakhe Jaate Hain gharon mein aur Unki acchi dekhbhal bhi karte hain paaltu janvaron mein se log jyadatar ghar mein Bakri rakhte Hain Bakrid rakhne rakhte Hue log Bakri se bahut fayda uthate Hain uska milk bahut hi Achcha aur test hota hai aur bacchon ke bahut hi shauk se palte Hain Aajkal Tere village mein hi Bakri Nahin Rakhi jaati balke city mein aur town mein bhi Rakhi Jaati Hai Jin Logon Ko janvaron Ka Jyada Shauk hota hai vah bahut hi interest lete hain aur bahut hi acche se in ki dekhbhal Karte Hain

                  Fayde
                  Pakistan ke jyadatar village mein Logon Ka jyadatar King Kong Janwar Palna aur Unka dudh bacha Na Hota Hai Janwar Koi Bhi Ho Chahe Bakri ho ya aur Janwar village mein bahut hi shauk se Rakha jata hai aur Pala jata hai aajkal cards main bhi Janwar Rakhe Jaate Hain pahle Jaate Hain aur bol ke Inka milk bhi becha jata hai aur Iske alava log janvaron ke liye ek alag se form banate hain Yahan per bakriyan aur dusre Janwar Rakhe Jaate Hain aur Unka milk bech kar business karte hain Iske alava Kuchh log kya teen age Mein hote hain to unhen Janwar padhna aur likhna Achcha lagta hai

                  Nuksan
                  Janwar Rakhna vaise to log cards mein bhi bacche hain aur lekin yah city mein itna possible Nahin Hai Kyunki Jagah pahle hi bahut kam hoti hai aur uske sath Bakri Rakhna bahut hi Mushkil ho jata hai city mein log jyadatar Hai ka bahut jyada Khyal rakhte Hain To unke liye Jaan bahut hi fayde bahut hi jyada fayde Hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

                    Aj main ap sub dosto k sth ghro main bakri rkny k review pay guftgu kro ga apna experience share kro ga k humy kia fiday nuksan hoty hain ghro main bakria rkny pay dosto ya bat tu sub ko pata hogie k bakri rkna sunat hain swb hota hain jass ko hum ghr main pal kr us ka dhood dhoty hain us say humy phal bhi hasil hoty hain as k ghost shat k lay buht mufeed or fiday mind hota hain as ko phal kr hum apna krobar bhi kr skty hain ya humy acha profit bhi deti hain........

                    ADVANTAGES ::::::::::%%%%%

                    Dosto bakri ghr main rkny ka aik tu swb hain humri Nabi pak ki Sunat hain dusra ya dhood deti hain as k ghost buht taqat wla mufeed buht manga hota hain hum as ka krobar bhi kr skty hain ghr main phal kr har sal Qurban bhi kr skty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Ghar me Bakri rakny par mubni hay

                      Assalamu alaikum dear members ..
                      Aap khairiyat se honge ..review ke liye Jo aapane topic select kiya tha vah bahut hi informative aur knowledge wala tha..

                      ghar mein rakhne wali bakri ke bahut jyada fayde Hain ..ab to mostly cities mein bhi log gharon mein bakriyan rakhte Hain aur village mein to takriban har Koi bakriyan jo hai vah ghar mein rakhte Hain.. Ghar mein bakri rakhne ke bahut jyada fayde Hain kyunki bakri jo hai vah ek chhota Janwar hai aur kam khati hai aur is ko iski take care karna bhi easy hai hi hai ..isliye jyadatar log jo hai vah bakriyan ghar mein rakhte Hain.. dusre ye ke ghar rakhne ki vajah se ek to fresh milk jo hai vah hasil hote hain aur dusra jo hai bakriyan jo hai unko sale karke log apni income ko increase karte Hain.. isliye mostly Jo log hain vah gharon mein bakriyan rakhte Hain aur unke babies ko sale karte Hain aur is tarah apni income ko increase karte Hain..

                      Barki Jo hai ine ko rakhne ke bht jyada advantage hai aur kuchh disadvantage bhi hai.. aaj main aapke sath inke advantage or disadvantage donon share karungi.. hope so aapke liye informative hun aur aap ine se fayda hasil kar sake..

                      Advantage of Goat:

                      Ghar mein bakriyon ke rakhne ke bahut jyada advantage Hain ek to advantage ye hai ki Ham ine se fresh milk hasil karte Hain..

                      Dusre iske advantage hai ki bakri ko jo milk hote hain vah hamari health ke liye bahut jyada achha hota hai hai isliye jyadatar Jo log Hain vah bakri ka milk use karte hain aur is tarah vah healthy hote Hain..

                      Gharon mein bakri rakhne ki vajah se a Log apni income ko bhi increase karte hain iski vajah se hua jyadatar log apne gharon mein bakriyan paate hain aur inko sele karke a income badhate Hain..

                      Disadvantage of 🐐 Goats:

                      Bakriyon ke kuchh disadvantage bhi hain
                      Bakrid jo hai vah bahut jyada shor karti Hain aur khana bhi bahut jyada karti Hain.. jiski vajah se jinko Ghar mein rakhna bahut mushkil kam hai..

                      Iske alava ghar mein space kam hone ki vajah se a bakriyon ko palna be difficult ho jata hai..
                      Otherwise village mein bakriyon ko palna easy hai..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X