Dear ap ko ye pata hai k hum apny gharon mai kuch trees lagaty hai ta k humra ghar khubsurt lagy aisy hi ap k samny mai baat karna chata hun Palm Tree ki ye aik bahot hi pyara tree hai jis ko hum agar apny ghar mai lagaty hai to ye dekhny mai bhi kafi zayda pyara hai aor ais ki high bhi atna zayda nai hoti.
Faidy (Advantages)
1. Palm tree lagany se ap k ghar ki look pyari ho jati hai.
2. Palm tree ki length atni zayda nai hoti jis ki waja se ais ko ap asani se shift bhi kar sakty hain.
3. Ais mai ap ko pani bhi normal routine mai kabi kabi dena parta hai.
4. Ap k pass agar thora sa rasta ho to aus k sath lagany k liay ye bahot hi pyara tree hai jo route k sath bahot hi pyara show banata hai.
nuqsan (Disadvantage)
1. Ais k paty atny zayda nai hoty ais liay garmion mai banda ais k nechy nai beth sakta.
2. Ain tree ko ap koi color nai de sakty kun k ais mai green share hota hai wo time to time barhata hai aor oper se pait kharab ho jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим