yeh review gass waly tandor par mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review gass waly tandor par mabni hai
    introduction

    Aoa,..dear members omid karti hun ki aap sab khairiyat se honge aaj main aapke sath jis chij ke bare mein future kar rahi hun vah badi important chij hai aur har Ghar ki jarurat hai to mein baat kar rahi hun gas wale Tandoor kybare mein jaisa ki AAP Sab jante Hain ki bahut sare logon ke gharon mein tandoor hote hain Jin per roti banai jaati hai kuchh logon ke gharon mein masti wale to dur hote Hain aur kuchh logon ke ghar mein aajkal casewale tandur a Rahe Hain Jo gas per chalte Hain to yah bade yah chij hai main aapko iske bare mein batao gi

    Advantages

    dear members gas wale Tandoor ke bahut jyada advantages hai iska sabse bada advantage-g hai ki is per bahut aasani ke sath roti Ban jaati hai aur yah gas per chalta hai iske liye aapko lakadi banara jalane ki jarurat hi nahin padati iske alavajab uske andar aag lagai jaati hai to yah foreign garam ho jata hai aur aap sath sath rotiyan lagakar utaar sakte hain ya bahut jaldi garam ho jata hai kyunki iska Jo staff hota hai vah metal ka bana hota hai to yah bahut jaldi garam hota hai aur acchi roti bana deta hai iske sath sath is per aapko jyada mehnat bhi nahin karni padati bus aasani se aap aag lagaye aur apni rotiyan banaa le yah gas per chalne ki vajah se thoda less expensive aata hai jiski wajah se aapko lakadi vakra prusth kharcha nahin karna padta aur aap usko kahin bhi rakh sakte hain aasani se iske niche tyre Lage hote hain aap aasani se usko move kara sakte hain aur idhar se udhar rakh sakte hain ya different sizes available hai

    Disadvantages

    dear members iske kuchh disadvantages bhi hai jaisa ke iske upar ki jaane wali roti ka actual test Patna mein jiska nahin hota kitna dusre Tandoor ke upar hota hai iske sath sath agar Gaya thodi kam ho jaega Na aaye to yah bilkul on hi nahin hota aur agar gas jyada ho jaaye to roti chal sakti hai aur kabhi kabhi iski mental bahut jaldi garam hoti hai jiski wajah se aapka hath mein chal sakta hai aap sabhi is bare mein apna knowledge jarur share Karen ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review gass waly tandor par mabni hai

    Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

    Introduction
    Aj ka humara review gas wahly tandoor par ha jo k aj kal zaida use hota ha meeti wahly tandoor ko chor kar is lea aj hum is k advantages or disadvantages ap k sath share karayn gy

    Advantages.
    Gas wahla tandoor jo k aik bhot achi cheez ha hum is ko bhot achy say use kar sakty hai is par hummay itne maynat ki zarorat ni parti kue k is k nichy burner sa laga hota ha bue us py aag laga k is ko jalana parta ha bus is ko on kar k ap aram say is py roti bana sakty hain or ye bhot jald garam ho jahta ha kue k ye metal say tyar kia gya ha

    Disadvantages.
    Gas wahla tandoor k koch disadvantages bhe hain jo hum ap k sath share karay gy
    . Gas wahla tandoor metal say tyar kea gya ha jo k jald garam hony ki wajha say ap k bazoo jala sakta ha
    . Gas wahla tandoor tab he use ho ga jab gas ho gi ni to ye kisee kaam ka ni ha ager kise wajha say gas ni hoti to ye ap k koi kaam ni aay ga
    . Gas wahla tandoor par roti bana na aasan ni hota kue k is may roti jal nay ka kahtra zaida hota ha
    . Gas wahla tandoor par roti banay say roti may aik mahk se aati rayti ha gas ki roti say jo k achi ni hoti or wo tandoor wahle roti ka maza ni dyti☺️
    • #3 Collapse

      Re: yeh review gass waly tandor par mabni hai

      TOPIC NAME: GAS WALA TANDOOR
      INTRODUCTION:
      dear frnds aaj ka mera review gass wale TANDOOR k bary mn hai.. dear members gas wale
      TANDOOR se murad lohy se bna tandoor jo lakri ki bjae gass k zariye garm
      Hota hai jo ajkal aam ho chuka hai aur hr ghr mn mojud h.. aaj mn apko
      Isky faidy aur nuqsanat k bary mn tafseelan btaun ga..

      FAIDY:
      Dear frnds gass wale TANDOOR k ht sary faidy hn jo ghrelu sarfeen
      Utha skty hn.. gas wale tandoor ka sb se main faida yeh hai k is
      Mn gas istemal hoti hai jo k bht sasti aur asani se available h..
      Gas wale tandoor ko sulgany mn wqt zaya nahi hota aur bht
      Kam wqt mn garam kr k roti bnai ja skti hai..
      Gass wala tandoor lohy se bna hta hai jo jaldi khrab ya toot'ta nahi
      Gas wala tandoor choty bary hr size mn bht asani se kisi bhi market
      Se mil jata hai ..

      NUQSANAT:
      Dear members gass wale TANDOOR k chand nuqsanat bhi hain jese k
      Yeh tandoor lohy ka bna hta h agr hm iski care na kren aur barish k
      Pani se zangg alood ho kr khrab ho skta hai.. gass wale TANDOOR
      Mn roti jakny ka kafi andesha hta h..yeh heavy weight hta hai aur
      Isy aik jgah se dusri jgah move krna thora mushkil hta hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: yeh review gass waly tandor par mabni hai

        umeed hi h ky ap log khriyt sy hongy bs ap logo ki dua chaya hmmy bhi
        g janab aj ka jo hamare topic H gass or tandor pr mubni mere AP logo
        sy drkhwast h ky ap log kia unki mehnt nhi dekhpaty jo agg Ky oper apni jan
        ki prawa kia bagair kam krty h mera to unhy salam h sir ap sb logo ko jo istrha
        Ky sakth kam krty h hmm to fawaid to boht h pr
        uncel logo ko udas hons prta ha q ky jb wife pora din kam krti h or thk
        jati h to uncel logo ko khana bahir sy lana prta h agr order unti ka nhi mana
        to smjho gy uncle log 😂😂😂 q ky bhtr unti ko wohi janty h to isliya
        y gass waly tandoor boht kM aty h or hotel walo k karo bar chlta h


        nuqsan 🙄🙄🙄🙄🙄 I guesss kuch bhi nhi insan khod 1 nuqsan h
        q ky insan ny kbhi dosry ko faida nhi diya y tandor bhi insan ny hi bnaya h
        to under girny wala shaksh jb jal Mata h to pta lgta h

        اب آن لائن

        Working...
        X