Ye review air freshener per mabni hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review air freshener per mabni hy
    Assalam O Alaikum dear forex members umeed hy k ap sb thk hngy r mehnat sy kam kr rhy hngy aj me ap k sth air freshner per apna review share krun ge. Dear members bht c wjuhat ki bna per hmary ird grd ki abo hawa smelly ho jati jo k hmary liye tkleef ka baais bnti hy. Us smell ko khtm krny k liye air freshners behtreen chz hyn. Jo k spray bottles me atay hyn air freshners hr trha ki khushbu me atay hyn. Jesy k rose,, jasmine r b bht sy floral fragrances is k ilawa cobra air freshner bht famous hy. Air freshners ghron me school r colleges is k ilawa buse r cars me b use. Kiey jaty. Air freshner hr us jga py use kiya jata hy jahan public gathering hti hy taky mahol fresh rhy. Me umeed krti hn ap ko mera review pasand aya hoga r ap b apny reviews mery sth share kryn gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review air freshener per mabni hy

    Asalamalikum!
    Ummed ha dstn AP sab khariat sa hon ga . Aj ka hamra topic air freshener par mabni ha . Ask ma air freshener ka mtlb air ko fresh krna awali chez Yani agr koi cheez air ko gndi krti ha jis ki smell sa kisi iNsan ka Lia air ko intake krna bht muskil hota ha is sa bachna ka Lia us ki smell ko kush I ma convert krna ka Lia hum air freshener use krta ha . Air freshener ka bht Sara faida hota ha ya ik spray wali bottle ma ik gas hoti ha Jo button ko ouch krna sa bhr ata ha jesa ka perfume hota ha . Air freshener bht kushbi dar hota ha is aka bht Sara faida bhi hota ha . Air freshener bht sari types ka hota ha . Is ka bht sari mukatlif smells bhi hoti ha . Air freshener zada mehnaga nhi milta Ani sa markets ma mil jata ha .. air freshener Hawa ma kushbi phalta ha .
    Advantages
    Air freshener ka bht ssara advantages hota ha . Ya bht Sara kamo ma amdad krta ha .
    1: ya washroom ko use krna ka bad istaml hota ha .
    2: hamra irdgrid agr koi badbodar cheez ho to us ki smell sa bachna ka Lia istmal hota ha .
    3: ya bht costly bhi hota asni sa mil jata ha .

    Disadvantages:
    Is ka koi itna zada disadvantages nhi hota par is ka ik ya faida hota ha zada tar logn ko is sa allergy hoti ha Jo nuksan ka bhasi bnti ha jis sa unh ki tabiat khrb ho Jati ha . Dosra ya hota ha hota ha ka is sa hmari lungs khrb ho jata ha kio ka is ma chemical hota ha.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review air freshener per mabni hy

      Assalm o alaikum guys

      Aaj ka review air fresheners pe mabni hai .. airfreshners aap k ghr ko office dukan ko mehkaata hai. Mtkb agr aao k room mai kuvh badbdar cheez ajati hai ya gir jati hai oski badboo bndy kk bethne b ni deti aur phir osko khtm krne kliye room ghr ko khushboo daar bnany kliye ap airfreshners use krty hain. Airf freshners ek bottle type hoti hai jo ful tor pe seal hiti hai iskay andr compressed gas hoti hai aur freshing material yani khushboo dali jati hai aur ohir iska outlet ko dbaany se compressed gass presure se baar aati hai aur room mai phel jati hai

      Airfreshners kee bht bri variety market mai available hai. Kuch bht ee local quality k hoty hain aur kuch high quality k aur ye freshners aam dukano pe mil jaty hain aur bht ziada khushboo kee variety dekhne kk milti hai. Kuch famous brands about air fresheners..

      • Air Wick Air Freshener. Airwick is an international brand. ...
      • Arabic Air Fresheners. Now a day, Arabian fragrances are in demand. ...
      • Roomi Air Freshener. ...
      • Lotion Admire. ...
      • Black Cobra. ...
      • Renuzit Air Freshener. ...
      • Air Pure Air Freshener. ...
      • Charm Air Freshener.

      airfreshners aap k ghr office room ko fresh rakhty hain. Aksr gndi cheez ka gir jana ya kuch aese mousam k halat kee waja se ghron mai badboo see paida ho jatai hai aur ziada tar ac aur room coolers istemal krne kee waja se room mai dull se khushboo bn jati hah isliye air fresheners ko istemal kiya jata hai. Takay achi see smell rahy aur aapki tbyt khushgwar rahy mood apka... Airfreshners achy khushboo daar tou hty hain pr ye ankhin mai chla jae tou kafi nuqsan dete hain aur iskay ilawa agr ye kisi k jism pe thri der apply kiya jae tou wi jal janay ka khtra hota hau aur ye kaafi expensive b hoty hain aye din inka khrarcha hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Ye review air freshener per mabni hy

        Dear friends air freshener bahut se karo Mein istemal kiye Jaate Hain yah offices main bhi istemal Kiye Jate Hain Unki fragrance bahut hi acchi hoti hai aapko Ek bahut Achcha effect Milta Hai hai aur aap office mein ya ghar mein bahut accha feel Karte Hain air freshener different fragrance Mein Hamen Milte Hain kuch log light fragrance like karte hain aur kuch log bahut dark fragrance Pasand Karte Hain yah Hamen different fragrance Mein available hote hain aur Unki prices bhi Itni Jyada Nahin Hoti Inki ine ki vajah se Hamen Ghar Mein Ek bahut pleasant feeling hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review air freshener per mabni hy

          Introduction

          Aoa...dear memebrs umiid karti hun ky ap sab kheriiyat sy hon gy ...aj men apko jis cheez kay bary mein information dun gi wo hai air freshener jo.ajkal sab hi gharon mem use hoty hen yeh rooms halls or bathrooms waghera ky lye bhi use hoty hen...or yeh sprays ki form mein hoty hein

          Advantages

          dear memebrs air freshener bahut ee achi or faida dyny wali cheez hai..yeh hamary rooms or halls or bathrooms waghera ky environment ko fresh krny ky lye use kia jata hai..yeh sprays ki form men hoty hein or jab ham inhy rooms or halls men use karty hein to inki bahut achi khushbu ati hai or anadar ka.sara environment saaf or bilkul fresh hojata hai isky elawa agar ksi cheez ki smell ana shuru hojaye to ham room sprays ya air freshener use karty hen to smell bhu door hojati hai isi purposes ki eajah sy inhy bathrooms waghera men use kiyee jaty heiin yeh ek bahut Advantages wali cheez hai or iska istemla bhaut ziada zurori hai yeh air freshener market men easily available haein or ham kahen sy bhi inhy easily purchase kar sakty hein.

          Disadvantages

          dear memebrs wese to air freshener ky koi bhi disadvantages nahi haen magar kuch logom ko is sy allergy ho hoti hai or inki health py itna bura asar parr parr hai isky bary lawa is sy kuch logom ko suffocation problem bhi hoskta hai....umid hai apko mera review pasand aaya hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: Ye review air freshener per mabni hy

            Assalamu Alaikum dear friends Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Mara topic air fresheners se related hai hai yah bahut hi Khubsurat Aur ghar ghar mein use ki Jane Wale important chij Hoti Hai yah market mein aapko bahut hi aasani Se Mil Jaati Hai hai ya na sirf gharon Mein use Hoti Hai vah Ke office School doston mein kisi bhi makme Mein air fresheners ko use Kiya jata hai hi dear friends air freshener off ko difference ka kya ladki Mil Jaati Hai iski Khushbu se aap apne aap ko Kisi bhi mahaul Mein adjust kar sakte hain dear friends air freshener hay istemal ke bahut se advantages audio friends Iske Kuchh disadvantages hai hai jo ki main aapke sath share karungi
            Advantages
            Air fresheners ka sabse bada advantages yah hai ki ya Ghar Ho Ya Kamra ho room Ho HAL ho ya Daftar Mein Kisi ke sang ki smell vagaira ho to air freshener ki vajah se aap Awaaz Mel Mein Pata Der Ho Jaati Hai Aur Jay Ek bahut hi acchi Khushbu hoti hai hi bahut hi Munna surprise mein aapko Meri Jaati Hai dear friend is ke istemal se a aapke ghar mein main bahut Khubsurat Ho Jaati Hai jo aapko kar deti hai hai fresh aur aap apne ghar ke kar sakte hain office mein bhi is freshener ke istemal se a a thakawat khatm Ho Jaati Hai hai aur aap apna kaam bahut hi aasani se kar sakte hain air freshener ka istemal Kuchh Itna Jyada Mushkil Nahin Hota vah vah Sani aap apne Kamre Mein kar sakte hain ya office mein kar sakte hain Iske disadvantages main abhi aapke sath vyakti hun
            Disadvantages
            Dear friends Jahan per advantages hote hain to vahin per Kuchh disadvantages bhi Hote Hain air freshener ke Kuchh Jyada disadvantages Nahin Hai Hai Bus Kuchh Logon Ko isase alarji hoti hai hai Iske istemal se Jin Logon Ko alarji Hoti Hai Ankit bhi kharab ho sakti hai isliye is ka istemal vahan per Har kis mat Karen Jin Logon Ko isase alarji Hai Hi bacchon Ko Bhi air freshener Se Dur Rakhna chahie Kyunki yah bahut hi Chemicals Ek chij Hoti Hai bacche To Har chij ko Apne Munh mein dalte hain Kisi Ki sim Ki laparwahi Nahin Karni chahie thank you
            • #7 Collapse

              Re: Ye review air freshener per mabni hy

              Asslam o alikum dear forex members Umeed hai ap sb
              kheriat se hongy ..
              Dear members air freshener per ap tmam ne bht achy reviews diye

              INTRODUCTION:
              Air freshener dor-e-hazir ki ahm zrurt bn chuki hai beshumar brands
              Ne apne apne air freshener market mn launch kiye hue ..

              FAIDY:
              Air freshener ka sb se main faida yeh h k is se ap k room car ya office
              Mn agr ap spray krty hn to long time tk apke ird gird ki air fresh
              Rehti hai aur ap jb sans lety hn to mehk aati hai air mn ..
              Air freshener ki bottle asani se hr cosmetic shop ya market se asani
              Se aur cheap rates mn mil jati h.. size mn choti hony ki wjah se
              Isy ap apne hand bag mn rkh kr kahin b sath le ja skty hn ..
              Air freshener ap ko aik se zyada flavors mn mil jati h jis se ap
              Mukhtalif qisam ki mehk le skty hn.. air freshener ki bottle kafi
              Khubsurat aur colorful hoti hn

              NUQSANAT:
              Air freshener ka sb se bara nuqsan yeh hai k is mn dangerous qisam
              Ki gasses hti hn jo agr apki aankhon mn chli jae to apki ankhon
              Ko nuqsan deti hn.. 2nd yeh k agr air freshener bachon k hath lg
              Jae to bachy isy apne munh mn spray kr skty hn jo bachon k liye
              Poison sabit ho skti h.. air freshener mn istemal hony wali gass
              Asani se aag pkrti h so agr aap isy aag k qareeb istemal krty hn to
              Aag lgny ka bhi khatra hta h...
              • #8 Collapse

                Re: Ye review air freshener per mabni hy

                Assalamu Alaikum near Forex member Jaisa ke aap Jante Hain ke mera aaj ka review Aik air freshener per hai Aaj cal ke dauran mein air freshener bahut hi chuka hai aur Yaaron freshner aajkal bahut hi company mein a rahe hain Yaaron Pareshan ke bahut se fayde Hain Jaisa ke Ham Apne room kar aur office mein is ko istemal kar sakte hain aajkal yah Mukhyalay flavour Mein a rahe hain han Mein Apne room ko khusbudar banane ke liye air freshener istemal karte hain aur aur office mein bhi aise khushboodar rakhne ke liye air freshener ka istemal karte hain aajkal ke Daur Mein bahut hi Jaruri ho chuka hair Ham Apne room HAL ya ghar ko khushbudar rakhne ke liye Sare prashna istemal Karte Hain yah Ek Sapre ki Shakal Mein Hota Hai Jo Hamen acchi acchi Khushboo Deta Hai Ham Apne Ghar Ko khushbudar rakhne ke liye air freshener ka istemal Karte Hain Jahan smell Hoti Hai vahan Ham istemal karte hain to vah smell khatm Ho Jaati Hai Aur Yaaron pareshani Ki Khushbu Roma mein fail Jaati Hai Jo Hamen main Purush kaun rakhti hai hai to isliye Hamen main chahie ke Ham bahut hi acche acche freshner ka istemal Karen
                • #9 Collapse

                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review air freshener per mabni hy

                    Aoa.Umead hy sb Khariyat Sy hn Gy aaj jis topic py discussion ho rhai hy woh Air Freshener P hay. Air freshner perfume ke tarah khushboo wala aik qemiyai product hygar dafter ya karobari jagon main khushboo ka lia istimal kia jata hy.air freshner ka istemal mahool koehka daita hay. yeh mahool main tazgi lata hy. yeh bunyadi toar par badboo
                    ka khatma ka lia istimal karta hy.Click image for larger version

Name:	IMG_20201127_223914.jpg
Views:	1
Size:	73.3 کلوبائٹ
ID:	12338031
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review air freshener per mabni hy

                      Assalamu Alaikum dear Forex member kaise ho theek ho Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Ham Ja review Yaar Ke Sath air kar sakte hain Where are Main Prem vucko Airtel start karne ke bad Ham Ko dubara dekh sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review air freshener per mabni hy

                        Air freshener aam taur per har ghar mein istemal ho raha hai aur air freshener ko use kis Tarah se Kiya jata hai ya maximum logon ko maloom nahin hai aur yahi vajah hai ki iski vajah se bimariyon mein bhi izafa ho raha hota hai ghar mein har EK chij ke bare mein acche se uska istemal bhi aana chahie aur uske bad uske istemal ko unke banaya ja sakta hai aur yah ek aisi chij hai ki jo bacchon ki pant se dur rakhna hoti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X