Ye review "water purifier machine (paani saaf krny wali machine)" pr mabni hai
Asslam o alaikum doston...jesa k hum janty hain k paani ki aloodagi Pakistan main bhot bara maslah bani hui hai.. Pakistan k bhot sy alaqon ko saaf paani ni milta. Ye iss waqat ka bhot bara maslah bana hua hai jo k insaano ki apni ghaflat ki waja sy ye maslah create hua hai aur issi k saath saath scientist ny b iss ka hal nikalna shooru kr diya tha aur technology ko istamal krty hue paani ko saaf krny k liye kuch machines banai jo k kafi faida mand sabat hui.
Introduction:
Jesa k main uper aap sy share kr chuka hun k scientist ny paani saaf krny wali machines banai hain main un machine k bary main aapko aaj bataon ga. Water purification machine jis main parts main uska filter ata hai jo paani ko saaf krta hai aur wo different body k andar band hota hai. Filter k saath different taadat main tap yani k tootiyan lagi hoti hain jin sy paani nikalta hai. Ye machine bijli pr b chalti hain aur bina bijli k b. Ye machine ab hr ghar ki zaroorat ban chuki hai.

Advantage:
Jesa k hum janty hain paani aaj kal Pakistan main zyda alaqon main achi halat main ni milta. Paani ki zyda miqdaar jaraseem bacteria wagara sy kharab ho chuki hai aur wo kharaab paani peeny sy bhot c mohlak bimariyan lag sakti hain jin sy insaan ki mout b waqya ho sakti hai to us paani ko saaf krny k liye hum in machines ka istamaal krty hain jo k bhot faidy mand cheez hai. Ye hamy different size aur shape main bazaar sy ba assaani mil sakti hain. Kuch ka size chota hota hai aur un ko asaani sy agy peechy b kiya ja sakta hai. In machines sy thanda aur gharm saaf paani hasil kiya ja sakta hai. Water purifier machine hamary liye bhot zyda mofeed hai.
Disadvantages:
Hamy maloom hai k faidon k saath saath cheezon k kuch na kuch nuqsaan b hoty hain. Aur main yahan water purifier machine k kuch nuqsaan aap sy share karun ga. Water purifier machine k zyda faidy hain liken kuch nuqsaan b hain. Paani saaf krny wali machine kafi bari hoti hain aur jaga zyada ghairti hain aur unko aik jaga sy dusri jaga muntakil krna mushkil hota hai. Bari machine bijli pr chalti hain aur inka kafi kharcha hota hai. In ky filter bhot jaldi kharaab aur ghandy ho jaty hain jo k taqreeban hr hafty tabdeel karna party hain aur ye aik mushkil kaam hai aur filter kafi expensive hoty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим