dear roz marrah ki life main ham yeh baat suntay bhi hain aur is kaam ko ham khud bhi hotay aur kartay hwuay daikh saktay hain k jub tak ham har aik kaam ko khud karna nai jantay hain ya nai seekhtay hain ham us kaam k baray main achi skills kabhi bhi hasil nai kar skatay hain aur na he hamain usk baray main kabhi sahi experience mils akta hay to hamko in sba baatonko aur experince ko apnay samnay rakhtay hwuay agar ham khud apnay ghar main apni save khud kanray ka tareeak jaan laitay hain to hamko aisa kanrya say bhi bahut ziada faiday ki umeed ki ja skaty hay jisk liye hamin is kaam ko start kanrya k liye sirf aik baar he iska samaan bazaar say buy kanra parta hya jisk baad hamain kaafi dair tak kabhi bhi kisi hamaam main janay ki koi zarurat nai party hay.
shave kanra sirf start main he mushkil kaam hay usk baad hamain iska aisa experience milta hay k ham khud jub tak apni shave nai banatay hain hamko kisi pay bhi yakeen nai hota hay yeh baat main is liye keh raha hoonjo experience khud ka ho wahi agar ham kisi aur k sath share kartay hain to hamari har aik baat main bhi dam ho sakta hay aur aisa kanrya say ham jo kuch bhi baya kartay hain us main ziada tar reality bhi hoty hay aur us baat ka dusron pay ziada tar asar bhi hota hay is liye aaj ham apnay is review main khud shave kanrya k faiday bayan kartay hain aur sath sath kuch isk negative points ko bhi discuss kartay hain jin say agar ham bachnay main kamyab hotay hain to wo bhi hamaray nuksan ko faiday main change hotay hwuay ham daikh saktay hain.
FAIDAY;
dear apni he shave ko agar ham khud apnay hath say apnay ghar main baith kar agar banatay hain to hamko is main bahut ziada faida is baat ka hay k aik to ham hamaam main time waisting say bach saktay hain dusra agar ham wahan say shave banwatay hain to uska aik tiem amin shave banwanay ka kharcha agar count kia jaye to usi kharchay say ham apnay gahr main baith kar maximum aik munth tak ki sahve sirf usi kharchay say kar saktay hain jo ham nay aik baar ki shave hamaam say say kawanay main karna hay is liye is jaisay aur koi bhi barra fada nai hay k ham har kisam k jaraseem say bhi save reh saktay hain aur har aik cheez apni use karnay say ham pak saaf tareky say khud yeh kaam karnay main ziada faida hay.
NUKSAN;
dear jahan is kaam ka itna ziada faida hay whain iska kuch nuksan bhi hay k agar hamaray pass yeh kaam kanray ki koi khaas skills nai hain to jub tak ham yeh kaam sahi tarha say jaan nai laitay hain hamko iska risk nai laina chaye wo is liye k agar kahin say hamko koi zakham ho jata hay to uska hamain ziada say ziada nuksan honay ki khadsha hay jiskay baray main ham nai jantay hain agar ham iski skills ko hasil kanray k baad yeh kaam kartay hain to ham is nuksaan say bhi bach saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим