Mera aj ka Review topic Fridge/Refrigerator hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera aj ka Review topic Fridge/Refrigerator hy.
    Assalam u Alaikum. Ummed karta hun ke tamam forex members khairiyat se honge. Aj ka hamara topic Fridge hy, jisko English mein refrigerator bhi kaha jata hai yah bahut hi he is useful product hai. Har Ghar mein refrigerator yah fridge ka istemal Kiya jata hai. Different brands ke fridge market mein available hain. Aajkal ke daur mein latest technology ke inverter fridge bi market mein available hai. Fridge ka size Litres main measure Kiya jata hai. Pakistani refrigerator companies bhi different design and shapes ke sath sath different patterns mein refrigerator bana rahi Hain. Aur iske elawa kai multinational companies ke refrigerator bhi use kiye hate Hain. Refrigerator ke Bohat sare advantages Hain Jo main share karne laga hun.

    Advantages.

    fridge ya refrigerator ka main aur bara advantage ye Hy ke hum apni food products ko isme store and save kar sakte hain. Jesa ke agar hum ne koi dish banayi Hy ya koi salan waghrra banaya hy tu garmi mein agar usko bahar rakh Diya Jaye tu wo kharab hojata hai isliye hum usse fridge mein rakh dete hain jis ki wajha se wo kharab bhi nahi hota aur fresh rehta Hy aur jab hamein chaye go tu hum usko nikal kar garam kar lete hain. Fridge ka dosra advantage ye hai ke isme paani thanda Kiya jata Hy kyunki garmi mein humein thande Pani ki zarurat hoti Hy isliye hum bottles mein paani dal kar rakh dete hain aur thirty time mein wo thanda hojata hy. Iske 2 portion hote hain. Dosre portion mein hum wo cheezein rakhye hain jinhe hum ne freeze karna ho ya ziada thanda karna ho. Ice cubes banae k liye hum 2nd portion ko use karte hain aur phir use juice ya cold drinks meina daal kar peete hain. Fridge ka thermostat bhi hota hy jiske zariye hum fridge ka temperature weather ke accordingly set kar sakte hain. Aj Kal latest designs ke fridge Bohat achy color aur design mein available hain jinki price bhi unke size and look ke hisab se different hoti Hy.

    Disadvantage.

    Agar Fridge ke disadvantages ki baat ki Jaye tu is mein se sab se pehle aur bara disadvantage ye Hy ke iski gas aksar kuch time use karne ke Baad kam hojati hy jisko dubara dalwana parhta Hy aur iski price bhi Deni parhti hy. Iske alava iska dusra disadvantage ye Hy ke iske majic khatam hojati hy jiski wajha se fridge ke doors closed nahi hote aur cooling leak hoti rehti hy aur hamari cheezein Jo ham ne fridge mein rakhi hoti Hain wo kharab hona shuru hojati hain. Iske sath sath fridge ko use karne se electricity bhi consume hoti Hy aur electricity bill bhi ziada aata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera aj ka Review topic Fridge/Refrigerator hy.

    Assalamu Alaikum dear friends Jaisa ke aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic fridge yani refrigerator se related hai aaj Ham aapke sath Apna knowledge refrigerator se related Kuchh baten Karenge real friends yah to bahut hi most important chij hoti hai ghar mein use Hone Wali garmiyon Mein iski bahut hi Ehsas jarurat Hoti Hai Ham apne ghar mein vah kisi ki some ka koi bhi atom is main Rakh kar save kar sakte hain kharab hone ka koi chance Nahin Hota yah Ek electronic item hai bijali se chalne wala Adam Hai isase bijali ka Bil Kafi Jyada aata hai refrigerator Jani ke fridge bahut jyada gharon mein istemal kiya jata hai aur apni Marji Kehta Hai Tu Kamal karne ke liye Laya jata hai dear friend is kastemar ke bahut se advantages aur kuchh disadvantages hai jo ki main aapke sath check karungi
    Advantages of fridge
    Dear friend fridge ka bahut jyada fayda Hota Hai khaskar garmiyon ke season Mein Ham Apna pakaya vah to mavdi se ismein save kar sakte hain Thanda Pani Hamen iski vajah Se Mujhe Aisa Hota Hai Kisi Ki ki sweets ko Thanda karne ke liye bahut hi bahut hi fridge ka istemal Hamare gharon mein bahut jyada Kiya jata hai real friends please ek bahut hi acchi chij hai yah Mati mein aapko na surprise mein bhi mil jati hai aur yet ka fridge refrigerator bahut hi best Hota Hai agar aapane Kisi kism Ka fridge Gyani Ke Bhi free generator kharidna Hai To bahut hi hai taiyar se aur acchi company ka free data ke yah aapke sath long life chalta Rahe
    Disadvantages of refrigerator
    Dear friend Jaisa ke aap Jante Hain Ki Jahan per advantages hote hain vahin per Kuchh disadvantages bhi hote hain to yah fridge ek bijali se chalne wala atom hota hai subah Sham Iske istemal se bijali ka Bil bahut jyada aata hai jo ki ham log ka phone nahin kar sakte bijali ke Jyada short circuit hone ki vajah se fridge kharab bhi ho jaldi ho jata hai aur Agar Jay Ek Bar kharab ho jaaye to is per Bar Bar paise lagakar Hamen theek karvana padta hai acchi company ka fridge Kabhi kharab Nahin Hota guarantee ke mutabik chalta hai local company ke free bahut jyada kharab ho Jaate Hain aur unhen theek karane mein bahut jyada Hamen masala darkar pesh aata hai thank you
    • #3 Collapse

      Re: Mera aj ka Review topic Fridge/Refrigerator hy.

      Helo members❤️
      Aaj ka review fridge pe mabni hai fridge ek ghrelu plus commercial use kee ke hai. Fridge se aap cheezon ki thnda rakh skty hai aur grmi se kharab honay waki cheexon ko bacha skty hain like medicines bakkery products sabzi fruits insub ko safe rkha ja skta hai. Fridge aam mousam aur tempreature ke lehaz se thra ziada thnda mahol create krta hau jis wja se cheezen fresh rehti hain aur khrab ni hoti isme lga compressor jo k gass ko compress krta hau aur os reaction kee wja se thndak paida hoti hau aur cheexin ko safe rakha jata hau ... Aur ye hr ghr mai ee dekhne kk milta hai iska size b kafi bra hota haubaur kafi sari cheezen mai rajhi ja skti hain . Aksr ghron mai ni b hta tou hamsayon k ghr rakhwa dete hajn. Fridge is dour k3e ek eham invention hai. Fridge n do hissay hoty hain ek km thndak tou doosry mai ziada hoti hai jis se braf b bnti hai aur osko b istemal kiya jata hai . Pehla refrigerator 1854 mai dryaft kiya gya tha .

      Advantages.

      1. Fridge medicine aur ghron mai pakay salan wghera sabzi fruits wghera ko khrab honay se bacha hai . Aur fresh rakhta hai.
      2 . Fridge baraf b bnata hai jo k grmion mai istemal kri jaskti hai
      3. Fridge mai aesa nizam b fit hota haj jo germs ko kill krta hai .
      4. Fridge aap k khano ko aur iskay adviat ko safe rakhta hai .

      . disadvntages

      Fridge kafi mehngy hoty hain aur inki smbhal b ththri mushkil hoti hai
      Fridge se kahrij honay wali Chlro foloro carbon hmri dunya k nizam.kliye kafi khtrnak hai
      Fridge se gas badoult thandak kafi khtrnak hoti hai .
      • #4 Collapse

        Re: Mera aj ka Review topic Fridge/Refrigerator hy.

        Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review fridge refrigerator per hai.

        INTRODUCTION.
        My dear all Forex member jaisa ki aap sab log jante Hain ke refrigerator Ek Aisi electrical device hai yah Ek Aisi electrical machine hai hai jo k electric consume karke a Hamen hot weather mein main different purpose ke liye use kar sakte hain my dear jaisa ke aap sab log yah bhi jante Hain ki refrigerator har jagah per use ho raha hai houses Mein shopping Mall market restaurant refrigerator ka use har jagah per Kiya jata hai refrigerator ke sath stabilizer Ka hona bahut jaruri hai Kyunki Pakistan mein electricity 220 hoti hai aur electricity main variation aati rahti hai other aapke pass aapke refrigerator ke sath stabilizer lagava nahin Hai to electricity se aapka refrigerator kharab ho sakta hai iske sath sath Ham isko cooling purpose ke liye use karte Hain Ham ise se ise banate hain icecream Aur ghar ki vegetables aur ishq Mein har cheez rakh sakte hain.

        FAIDEY.
        my dear all Forex member refrigerator ke bhav se fayde Hain agar aap log is ko apni shop per yah apni market Mein use kar rahe hain to aap is se icecream aur cold drink cool karke sale kar sakte hainiske sath agar aap refrigerator ko apne ghar mein use kar rahe hain to ismein aap visitable aur raat ka bacha hua khana yah din ka bacha hua khana milk dahi aur iske sath sath gharelu zruriyat ki things ismein store karke unko aap save kar sakte hainAgar aapke ghar mein koi guest a jaate Hain to Agar aapke refrigerator Mein cold drink available hai to aap unko jaldi se coldrink pesh kar sakenge iske sath sath refrigerator main aap Daily icecream 🍨🍦 bhi banaa sakte hain my dear off refrigerator mein main apne ghar ka fruit bhi rakh sakte hain aur iske sath sath aap refrigerator ka acche se istemal Karen ya bahut faydemand electrical device hai.

        NUQSAN.
        My dear all Forex member jaisa ki aap jante Hain ki refrigerator ke ke fayde hone ke sath kuchh nuksan bhi Hai my dear Agar aapke ghar mein to 20 complete voltage available nahin hai aur is dauran aapke refrigerator ke sath stabilizer install nahin Hai to aapka refrigerator Kyunki stabilizer car refrigerator ke sath install hona bahut zaruri hai
        Refrigerator ka dusra nuksan ji hai ki agar aapane refrigerator ko proper earthing nahin kiya aur Agar fridge short hai hai to isase aapko shok lag sakta hai aur aapki jaan bhi Ja sakti hai thanks.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Mera aj ka Review topic Fridge/Refrigerator hy.

          dear jaisay k ham sab log yeh baat jantay hain k fridge aik aisi electrice machine hay jis say ham har mousam main sirf cooling he hsil kar saktay hain aur ham is say aaj kal har aik mousam main apnicheezonko kharaab honay say save rakhnay main kamyaab bhi ho saktay hain aur isk use say ham har kisam ki har aik cheez say bayw akt bhi faida hasil kar skatay hain agar haamray pakistan main mousam ziada say ziada garm bhi hay to tab bhi ham isk use say usay cold cheezon k khnay say araam feel kar skatay hain jisk liye hamko is baat ka ab khud intekgaab karna hota hay k ham kis company ki fridge ko ziada tar likes kartay hain aur konc company ki fridge say hamain ziada dair tak faiday milnay wala hota hay,lailikn har haal main hamaray ghar main aik achi fridge ka hona bahut ziada zaruri hay jis say ham aik araam aur apni life ko sakoon say guzaar saktay hain.


          FAIDAY;

          dear members fridge k honay say hamaray ghar main iska ziada tar garmi k mousam main he hamain faida hota hay qk sardi main agar ham uska use nai bhi kartay hain to hamara is say guzara ho sakta hay laikin ziada garmi k barrh janay say haamray liye isk baghari pooray ghar main guzara karna bahut ziada mushkil bhi ho jata hay aur na mumkin bhi.
          fridge ka hmain asal main garmi k mousam main ziada tar faida is liye hota hay qk ham jo kuch bhi buy kartay hain garm kk mousam main usaka jaldi kharaab honay ka bhi dar hota hay jisk wajah say agar hamaray gahr main aik achi fridge hay to hamko usk honay say in sab cheezonk ko save karnay say hamain ziada say ziad faiday yeh hota hay k ham unk kharaab honay say sirf aisi halat main aik achi fridge he bacha sakty hay jiski achi cooling say ham un say aur bhi ziada faida hasil karnay main kamyab ho saktya hain aur unko dair tak use kar saktay hain agar hamaray ghar main kuch pakka hay to usay bhi ham save kar saktay hain aur jub bhi ham cahhtay hain usay dubara garm karnay say un say acha faida hasil karnay main kamyab ho skatay hain in say barrh ar hamaray liye aur kia faiida ho skata hay k hamian har aik cheez in time mil skty hay wo bhi bina kharrb huway.

          NUKSAAN;

          dear basically kisi bhi fridge k ghar main honay say hamain koi bhi nuksaan nai hota hay gaar ham khud kuch aisa khaa laitay hain jiski garmi main ziada thandak say hamin hamary gallay main infectios ho sakta hay aur jiski thandak say hamko kabhi bhi nazla ho sakta ha aur ham bimaar parr skatay hain agar ham in chand aik aehtiaty tadabeer pay amal kartay huway iska use kartay hain to ham isk nuksaan ko bhi achay faiday main change kar skatay hain jis main hamaray is revie ka bhi yahi maksad hay jis say hamaiin nuksan say bachna hay aur faida hasil karan hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X