Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..
    Assalam.u.Alaikum !
    My dear forex members i hope ap sab fine hon gy or forex par working achy sy kar rahy hon gy ham yahan jitna acha work karen gy hamy utna hi zayada faaida bhi haasil hoga ab ma apny aj ky review ki taraf chalti hun.
    Introduction :
    G aj ma aik bohat important gharelo cheez par hai mera aj ka review '' Sugar ( Cheeni ) '' par mubni hai sugar har ghar ki aik important cheez hai sugar ky bgair hmary ghar ka kitchen naa mukammal hai sugar aik sucrose hai jo ky sweet tasting ky liye use hoti hai sugar hamary ghar ki aik bohat important cheez hai hmary different khano ma sugar use hoti hai jo ky hmary khano ko aik acha taste dety hain ab ma apko sugar ky faaidy or nuqsanat ky baary ma btaon gi.
    Advantages:
    Sugar ky hmari life ma bohat sy faaidy hain jo ma apky sath share karny jaa rahi hun ;

    Sugar hmary khano ko sweet bnati hai ..
    Sugar sy hamy bohat instant energy milti hai..
    Sugar sy hamy asi energy milti hai jo ham later ky liye store kar sakty hain..
    Sugar ma bohat sy achy nutrients bhi hoty hain jo ky hamy bohat sy faaidy pohnchati hai..
    Sugar ka glycolic acid hmari skin or look ky liye bohat acha hota hai..
    Sugar blood or insulin level ko maintain rakhta hai..
    Sugar hamy bohat sy nutients provide karta hai..

    Disadvantages:
    Sugar ky faaido ky sath sath bohatt sy nuqsanat hain jo ky as follows hain ;

    Sugar ka zayada intake hamy diabetis ka patient bana deta hai..
    Sugar ka istemal hmary weight gain ka sab banta hai..
    Sugar ka intake hamy depression ka mareez bana dety hain..
    Sugar ka intake aging process ko barha deta hai..
    Sugar aj kal expensive hogai hai jo ky gareeb ki pohanch sy door hoti ja rahi hai..
    I hope apko mera aj ka review pasand ay ga or ap isy like bhi karen gy ap sab is par apna apna review zarur share karen .JazakAllah.u.Khair !
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

    dear aapane is review Mein Hamare Sath Ek log bhi acche aur mufeed topic per Hamare Sath baat ki agar Ham is chini ka istemal kam se kam Karte Hain To Humko is mein zyada fayda ho sakta hai vah isliye ki ismein kitne fayde Hain utani hi is Mein chemical ki vajah se nuksan bhi hain wo is liye agar hamko koi aisi bimari hay jiski wajha say hamko cheeni top karna ziada lazmi hay aur hamko isk baray main kuch maulmaat nai hain to hamain aisa karnay say niksaan pay nuksaan honay ka khadsha hay jis main hamain isk use main ziada say ziada aehtiat ko bhi zarruat hay aur iska use karna bhi hamaray liye zarruri hayagar ham isk use main aehtiat say kaam nai laitay hain to hamra aur bhi ziada nuksaan ho sakta hay wo is liye k hamara kisi bhi banday ka cheeni k baghair koi guzara nai hay jiski wajah say hamari hamaray ghar main har aik dish main jub tak isak use nai hota hay wo sweet nai ban sakty hay aur na eh wo sweet ho sakty hay.

    FAIDAY;

    dear hmaray ghar main sab say ziada istemaal honay wali jo cheez hay wo hay cheeni iska hamko har aik cheez main mila kar istemaal karnay main ziada tar faida he hay agar hamko sugar nai hay to hamrai tea bhi sugar k bgahair kisi kaam ki nai hay agar ham koi sweet dish ghar main banatay hain to ham jub tak cheeni ka istemaal is amin nai akrtay hain hamain us achi say achi dish k taryar honay ka bhi koi faida nai hay jub tak usk andar cheeni nai hay jis main hamain usay khanay main bhi koi khaas maza ya zaika nai hasil ho sakta hay,agar ham main say kisi ko sugar hay aur uski ziada tar sugar losw rehty hay to usko cheeni k istemaal say faida honay ki umeed ki ja sakty hay jo usk liye sab say ziada faiday mad hay.

    NUKSAAN;

    dear jahan pay haamray samnay cheeni k istemaal say faiday hain wahin pay haamray samnya iska ziada istemaal kanray say bahut saray nuksan bhi hain wo is liye k iski wjha say sugar jaisi bimari parwaan charr jaty hay aur gar ham isko control nai akrtay hain to ham sugar ko bhi kabhi control nai akr skatay hain jis say iski bimari ki wajah say hamain death ka bhi samna karna parr sakta hay,agar ham cheeni ko khanay say control nai kartay hain to hamko is say dipressions ki bimara ka samna honay ki wajah say bahut barray nuksan ka samna ho sakta hay agar ham iska ziada say ziada istemaal kartay hain to hamara stomach bhi kharaab honay say hamaray liye bahut barray nuksaan ka samna hamko akrna parr sakta hay jo k bilkul bhi thek nai hay is liye isay control kartay hwuay use karna he sb say ziada better hay.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

      Asalamalikum!!
      Umeed ha dstn ap sab khariat sa hon ga . Aj ka hmara topic sugar par mabni ha . Sugar ka asl ma mtlb kitha zaiwa ha . Is ma soluble carbohydrates hota ha ya but Sara khnao ma use hoti ha .table sugar , granulated sugar or regular sugar ma sucrose disaccharide Jo gulcose ya fructose sa bna Wai hota ha .

      Uses of sugar

      1: sugar ko hum tab istamisl kr skta ha jab hanri zbn jal rhi ho .
      2: suagr hair gel ma istaml hoti ha .
      3: sugar lipstick extender ma istaml hoti ha Yani lipstick bnana ma .
      4: sugar body exfoliate bnana ma istaml hota ha .
      5: suagr face exfoliator bnana ma istaml hota ha .
      6: sugar pedicure bnana ma istaml hota ha .
      7: sugar wax banana ma istaml hota ha .
      8: sugar chota zkms par lga ja skta ha ta Ka shi ho Jai.
      10: sugar khna ma mitha zaiqa lana ma madad krta ha .
      11: sugar wasp ka dng ko ktm krna ma mada krta ha .
      12: sugar bhi nmk ki trha ice ko melt krna ma istaml hota h .
      13: suagr breakable glass bnana ma istaml hota ha.
      14: sugar chocolate bna ma istaml hota h .

      15: sugar body scrub bnana ma use hota h

      16: sugar kisi chez ko metha krna ma use hota h .

      Disadvantages:

      1: sugar use krna sa bemria Kam hoti ha .
      2: sugar use krna sa zada bhok lagti ha .
      3: suagr use krna sa bnda sust hota h .
      4: sugar use krna sa demgh kamzor hota ha .
      5: sugar use krna sa hamri face appearance change hota h .
      6: sugar use krna sa weight zada hota ha .
      7: sugar use krna sa dnt khrb hota h .
      8: sugar use krna sa allergies hoti ha .

      Umeed ha ao sab ko post psnd ai gi .
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

        Hamara aaj ka topic( sugar ) per hai

        introduction..
        Chini ham khane Peene ki chijon mein istemal karte hain aajkal Chini ka bahut jyada istemal Hota Hai Jab garmiyon Hoti Hai To garmiyon Mein sugar ko sharbat banane ke liye use Kiya Jata Hai Uske alava sugar ko Kafi Jagah per use Kiya jata hai Chini Ek bahut hi acchi chij hai yah Ham gharon Mein use karte hain..

        Advantage of sugar..

        Sugar ke bahut jyada fayde Hain Ham sugar ko hot season mein jyada use karte hain aur season ho ya cool season sugar jyada hi use hoti hai pahle log Sugar ke alava aur chijen use karte the lekin ab sirf sugar hi use ki jaati hai aur Sugar ke bahut jyada fayde bhi hai Jaisa ki Ham sugar Agar Pani Mein dalte Hain vah jaldi mix Ho jaati hai aur ham mix sugar water ko use kar sakte hain..

        disadvantage of sugar..

        Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Jis chij Ka Jitna Jyada fayda Hota Hai Uske nuksan bhi hote hain ISI Tarah sugar bhi aise hi hai sugar Har Ghar Mein use ki jaati hai aur sugar ki vajah se Kafi bimariyan bhi Paida ho rahi hai sugar ki vajah se Insan Mota ho jata hai aur yah Insan ko bahut nuksan Deti Hai isliye Hamen chahie ki Ham sugar ko use na Karen balki sugar ki jagah gud ka istemal Karen
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

          Assalamu alaikum aapane bahut hi achcha tha pictures Kiya hai review ke liye. Jaise ki Ham sab ye jante Hain ke sugar (cheeni) har Ghar mein istemal ki jaati hai aur yah kitchen ka ek bahut zaruri ingredient ya product Hy. Sugar ke baghair hamara kitchen na mukammal hota hy. Sugar esi cheez Hy jo ke har season mein use ki jati hy aur ghar ke elawa hotels, restaurants, aur bhi different products mein use ki jati hy. Sugar ke Bohat sare benefits and advantages hain jo main ap se share karne laga hun.

          Advantages.
          Sugar (cheeni) ka sabse important role and advantage ye Hy ke yeh kisi bhi dish ko sweet karne mein use ki jaati Hy, jesa ke hum Rozana tea ya coffee pretty hain tu usme sugar use ki jati hy. Iske elawa aur Bohat sari dishes ya sweet dishes mein sugar use ki jati hy jesa ke, milk vermicelli, custard, apple pie, kheer, sherkhurma, shahid tukra, halwa , birthday cakes and chocolate brownie mein bhi sugar use ki jaati Hy. Garmiyon ke season mein juices mein sugar ka Bohat use Kiya Jata hy. Sugar health ke lehaaz se kuch advantages rakhti Hy jesa ke ye anti oxidant hoti hy isliye is se hamare stomach ki burning kam ho jati hy, iska advantage ye Hy ke isme ese nutrients hote hain jo hamari body ke liye important hote hain. Sugar se mithaayi bhi banai jati hy jesa ke Barfi, ghulab jamun, cham cham, pateesa waghera. Hamari body ko daily basis or kuch amount sugar ki chaye hoti hai jiski wajha se hamari body normal rehti hy. Sugar ko different medicine mein bhi use Kiya Jata hy aur tablet banane mein bhi aksar sugar lactose ko use karte hain.

          Disadvantages.
          Sugar ke kaafi disadvantage bhi hain jesa ke ziada sugar khaane se kaan mein ya teeth pain start ho Jaya hy iske elawa is ka Bohat ziada use diabetes cause kar sakte hy. Iske elawa sugar ka nuksan ye Hy ke iske ziada istemal se weight gain hota hy aur obesity hojati hy jo ke kai bemario ko janam deti hy.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

            Assalam alaikhm aj main apko bhut achay thread par info donga.
            Topic:Sugar
            Inrroduction:

            Sugar jis ko hum cheeni b kehtay hain aik aaisi ghaza hai jo k meethi
            hoti ha aur isko use bhi dosri chezon ko meetha krnay k lye hota hai.
            Iski shakkal iodine salt ki tarha hoti ha ya phir ap keh saktay hain k
            yh chotay chotay crystals sa hotay hain.Aur yh sugarcane (GANNA)
            sa banai jati hai.Sugar 2 kisam ki hoti hai;
            1:Simple sugar 2:Brown sugar(Gur)
            How it is made:
            Isko bananay ka tareka yeh hai k pehlay sugarcane ka juice extract kia
            jata hai phir usko bari degon main garam kia jata hai aur phir us ko
            chaana jata hai us k bad isko thanda honay k lye rakh dia jata hai aur us
            sa choty choty crystals ban jatay hain.
            Disadvantage:
            zyada cheeni khanay sa ap ki body main sugar level hogh ho sakta hai
            jis ki wjha sa insan aur mukhtalif bemarion ka shikar ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

              Assalamu alaikum dear forex member ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge to dosto aaj hamara Jo topic hai vah hai sugar ke bare mein yani chini chini hai kaisi chij hai jiska istemal Pakistan ke a har jagah mein hota hai iske bad na to hamara kitchen pura hota hai na hi hotels aur na hi kahin aur jagah Jahan bhi jaaye aapko chini ka istemal karte hue bahut se log dikhai denge ki ke chani ek aisi chij hai jisko Ham bahut si chijon mein istemal karte Hain Muslim Pakistan mein sabse jyada log chai ko bahut pasand karte hain aur chai pakane ke liye sabse jyada jaruri chij jo hai vah hai chini chini ka ismein koi vikas nahin hoti aur bagair mithaas wali chai Koi pita nahin chini se hamari bakery ke bahut se arshiya bante Hain Muslim cake pastries mithaai aur aisi bahut si chijen Hain Jo ISI chini se banti hai chini ka istemal hamare haa topies jali chocolates energy drinks aur bhi bahut si asha hai jismein chini ka istemal hota hai agar matlab Ham chini ke bagair kuchh banae to Pakistan mein jitni bhi Asia hai ismein 85% jo ki chini se banti hai to aap khud soch Le Gaye ki nahin ka istemal kitna jyada hai aur aaj Kal ke Bora mein jab chini sau rupaye kilo hai fir bhi log majbur use bharate Hain to aise aap ka andaza hoga ki ne kitni important rakhti hai hamari daily last mein chini joke aam ganne ganne ke Ras se banti hai hai aur iski paidawar Pakistan mein jyada bhi hai fir bhi yahi itni mahangi hai hai aur aaj kal isase bahut pareshan Hain aur majburi is carrot a haikyuu ke chini ke bagair uska gujara nahin ho sakta UP ki chini hi vahi chij hai jisse hamare bahut se a arshiya taiyar hote Hain....
              Hello Hafiz
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

                Asslam o Alaikum Dear....
                Aj ka ya Review sugar mtlb cheeni par Mabni hain jass say hum apni roz mra ki life main hazro fiday uthty hain ya humry lay katna zurari or important hain as bat ka Andza yaqeenan ap tamam dosto ko hoga k cheeni humry lay ktna mufeed hain ir zurari hain pakistan main cheeni ki buht zyda Maqdar banii jati hain jo sra sall Mulk k muktalf sharp main suply ki jati hain or choty dukan dhar an ko seel krty hain asi tra as ki Padawra gany ki fasil say hotii hain jass ay cheeni ko mail k and tyr kye jata hain us main sub say important role gany ki pada wara ka hota hain jass k zeria say as ko tyr kya jata hain ap sub dost janty hain k cheeni ka istaml har aik chez main hota hain humri khorak ki tamam tar methi deshes as k bgr namukml hain bakri medicn k syrup wgra har aik chez main hum cheeti ko istaml karty hain jass k say humri body ko buht fiday milty hain jen k zikr main ap tamam dosto say kr rha hun k cheeni katna fiday mind or nuksan day hy humri body k lay...........

                ADVANTAGES.....

                AP Sub dost janty hain k cheeni ko rozna ki basic khany peny ki chezo main deshes wgra main buht zyda istaml kye jata hain ya jism k lay buht zurari hotii hain as ki waja say hazro lakho qarodo logo ko pakistan ki tra har country main logo ko Rozghar mila hun hain as ka krobar best krobar hain cheeni ko har aik chez k indr istaml kye jata hain as k bgr khany peny ki tamam Tari methi deshes namukml hain...........

                DISADVANTAGES.......

                Cheeni jatna zyda humri roz mara life main khany peny ki chezo k lay zurari or important hain shyd uthna hi zyda ya nuksan day bhi hy as ka istaml srf zurart ki had krn buht kam say kam karna chye jo jatna zyda as ka istaml krta hain usy uthna hi zyda bemria lag jati hain suger tabii jasi jan Leva gandi bemria cheeni k zyda istaml krny say lag jati hain as lay methy ka istaml jatna ho skta hain kam say kam krna chye zyda had tk bilkul bhii na kry kam say kam zurart ki had tk kary....
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

                  Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Mara topic sugar Jani Chini se related hai yah Ek bahut hi Achcha topic Hai Chini Ek bahut hi best chij hai jo ki Hamare kitchen Mein Iske bagair Hamara kitchen bahut Adhura lagta hai Chini Agar kitchen mein judna ho to aap bahut sari Aisi chijen banate hain jismein Chini ka istemal bahut jyada Kiya jata hai agar Chini aapki kitchen Mein manjur Nahin Hai To kitchen bilkul hi kha Li mahsus Hoga agar aap bacchon ke liye Kisi Ki Sangh Ki Bhi Koi Meethi chij banaa rahe hain to aapko Chini ki jarurat Hoti Hai Chini na sirf aap Mithe mein dalte hain unke chai magara ke liye bhi aapko Chini ki jarurat hoti hai Chini ke istemal ke bahut se advantages hai aur kuchh disadvantages hai jo ki main aapke pass hair karung
                  Advantages of sugar
                  Dear friends kitchen Mein Chini Ka manjur Hona Hamare liye bahut hi ahmiyat ka Hamen Hai Ham sugar se bahut sari Meethi Ji Se banaa lete hain Kheer custard Samia Kulfa Yahan Tak ke Agar aapane ghar mein cake banana hai to Chini Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai Seene Hamare Jism ke andar Mein innocent aur per iska istemal Hona Jaruri Hota Hai Chahe Ham bahut jyada Peete Hain Din Mein Do Ya Teen bar Chahe lazmi Peete Hain Jiski vajah se Amit Ji me ki jarurat Hoti Hai GVK Chahe vah Hote he fiki fiki mehsoos hoti hai agar aap to aap ko chai Peene Ka maja a Jaaye Chini ke ghar aap bacchon ke istemal ki khane Peene ki koi chij bhi taiyar nahin kar sakte isliye aapko chahie Ki Nahin ka istemal bahut jyada Karen Taki aapko Tamam Jo vahan kitchen Mein Meethi chijen banate hain unke banane ka aaye
                  Advantages of sugar
                  Real friend Jahan per ji niche advantages bahut jyada hai vahin per genius Amal karne ke disadvantages bhi hain Jyada Chini istemal karne se aapko bahut sari Bimari abhi lag sakti hai mera shyam Ek Bar Mein Chini ka use karna chahie Chhote bacche Agar Mithe ka Jyada juice karen to ke pet mein kide ho Jaate Hain aur vah bahut tang karna shuru ho Jaate Hain isliye Peene kawna sabun se Mal ke Rota ke bacchon mein pet ke pet ke kide khatm ho jaaye aur bacche Jana bimar naam bacchon ke sath Badon ko bhi Chini ki vajah se bahut sari bimariyan Ho Jaati Hai Ji Ne bahut hi mein daal Mein istemal Karni chahie thank you
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

                    Assalam walekum Forex members aaj ka Hamara topic sugar Chini se related Hai jaise ki AAP Sab Jante Honge Ji Ne bahut jyada important rakhti hai gharelu chijon Mein sabse jaruri chij hai hi Je Mein Se Ek Hi Ek important chij hai Sugar ke bagair Hamare ghar ka kitchen na mukmmal high sugar 110 of sweetest thing ke liye use Hoti Hai Chini ke jariye Ham Apne Swedish banate hain ghar mein aur Kuchh Bhi Meetha banane ke liye Hamen Chini ki bahut jyada jarurat hoti hai different Kano Mein different cooking ki cheezon mein baking main Sweet dishes mein mithaai mein Chini Chai mein coffee Mein Chini ka istemal bahut jyada Kiya jata hai aur Jini ke bagair Kitchen na Mukammal hai
                    Advantages
                    Sugar Hamare khana ko sweet banati Hai sugar se Hamen bahut instant energy milati Hai sugar se Hamen Aisi Najar milati hai jo Hamen main later ke liye store kar sakte hain vah sugar se bahut vahi faydemand hai isase Ham Hamari skin aur bahut Achcha effect padta hai blood mein Main immune system maintain rakhti Hai sugar Hamen bahut jyada nutrition provide karti hai aur Hamare Kano Mein bechaini ka bahut jyada istemal Kiya Jata Hai sugar se Ham Sweet dishes banate hain baking ki chijon mein Chini ka bahut jyada istemal hota hai Chai mein bahut jyada istemal Kiya Jata Hai Jaise ke chai to bahut jyada gharon Mein banti hai isliye mostly Chini Jalti Hai Chai mein
                    Disadvantages
                    Sugar ke Jyada istemal se diabetes ka patient Ban sakta hai Insan sugar ka Jyada istemal Hamare weight ko gain karne ka sab banta hai sugar ka intake Hamen depression ka marriage Bana Deta Hai sugar ka intake Hamen bimariyon Mein mukkala karta hai aur Chini aajkal bahut jyada expensive ho gai hai jo ke Kafi Fort se bahar Baat Chali gai hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

                      wa allikum asalam sugar cheeni k nam se to har insan waqif hay q k iska istamal har ghar mein kiya jata hay aur koi bhi oakistan mein aisa ghar nahi hoga jahan iska istamal na kiya jata ho.balkay aisa bhi hum keh sktay hain k yeh ab itni zaroori ho chuki hay k yeh hamari roz mara zindagi ka hisa bn chuki hay.aur jaisa aap jantay hain k koi bhi cheez ho oskay faiday bhi hotay hain magar iskay sath sath nuqsan bhi hotay hain isi tarah sugar cheeni k bhi kuch fawaid hain aur kuch nuqsanat hain jinka zikar mn aap se krna chahta hon

                      Advantages.
                      instant energy
                      insani body mein low sugar level ko maintain rakhti hay.
                      sweets hamary events ka hisa hain aur koi bhi sweet ho os mein iska istamal kiya jata hay
                      blood sugar level ko normal krny k leye istamal ki ja sakti hai
                      high blood pressurr kolow krti hy
                      heart attack k khatray ko km krti hai
                      insani dimagh k leye faida mandd hy
                      insani skin ko fresh rakhti hai
                      mashroobat mein istamal ki jati hay aur taskeen deti hai


                      Disadvantage.
                      sugar ka extra use diabetic type 2 ki taraf le jata hay
                      sugar cancer desease ki wajah bn skti hay
                      sugar depression jaisi bimari mein mubtila kr skti hai
                      weight gainer hay jiski wajah se heart attack risk barh jata hai
                      chemical mila kr banai jati hay is leye insani stomach k leye khatarnaak sabit ho skti hai
                      ziada istamal se face acne ho skti hy.....
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

                        Asslam o Alikum Members...
                        Mera aj ka review bht e ziada important h or me aj apse is bry me discuss krnga or apna review dnga...
                        SUGAR/ CHEENI:
                        Doston ap sb jante hyn k cheeni ek zroorat ki cheez h jo hmry kitchen me roz isteml ki jaati h.. or isko khanon me mithaas k lye istemal kia jata h...Sugar k bgair hmry ghar k kitchen ka incomplete hai...or sugar aik sucrose h jo ko k sweet tasting ky liye use ki jaati h...sugar hamary ghar ki aik bohat important cheez hai hmare different dishes or desserts myn sugar use hoti hai jo k hmri dishes ko sweet or acha taste deti h...
                        ADVANTAGES: 👍😍
                        Friends ap sb jante hyn k hr cheez k kuch faisy or nuksan dono e htu hyn islye aj apse me phle faidon ki baat krngi...
                        cheeni ek zriorat ki cheez h or isy zfoorat k mutqbuq use kia jaye tiu is k bht se faidy hyn..ap sb jante hyn k cheeni ko use islye kia jaye tou ap k khanon ka or dishes ka taste brhta h..
                        or bht se desserts or khany tou dpeend e sugar pe krta h..kuch lig meetha tiu bht e shok se khate hyn...or is wja se sugar ka istemal shok se kia jata h..
                        Sugar ka glycolic acid hmari skin or look k liye bht e faid e mnd sabit hota h..or sugar me bht se type k nutrients paye jty hyn..
                        Sugar blood or insulin level ko maintain rkhta h...Sugar hamen bohat sy nutients provide karta h...jo k hmri health k lyr essential hyn..💯

                        DISADVANTAGES:
                        Sugar k jahan bbt se faidy hyn wahan is k bht ae nuksaan b hyn...yeh tou ap sbko e maloom hoga..k excess of everything is bad... sugar ko agr uski zroorat se ziada istemal kia jate tou yh sehat k lye bbt nuksaan de sabit hoti h...or is wja se isko bbt kam miqdaar me use kia jaye ek tou is se weight bht ziada gain hta h....sweet disbes or sweets wgera ko kam.khana chahye...or is k ziada use se diabetes ka b khtra hota h tou islye hr cheez ko bht ehtiyat se use kia jaye..
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

                          cheeni ka use methy k liya kia jata hy annoy hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky inflection in confederate is mai agy Prohibit saky or pasia kama saky hamy kamyabe ky lengthen ko accordingly kar ky is mai malevolence karne chahey ta ky advance close by is mai acha importance hasil kar saky hamy is mai aik of length of existence convenience bana kar kam karna chahey render a reckoning for relative to agree to behind is mai agile length ny ky lieyof kar ky is mai treaty karne chahey ta ky blast up is mai acha In conformity with hasil kar saky hamy is mai aik commence setting up bana kar kam karna chahey echo is mai agile majority be kam kar sakty hai or wide effective is mai position Administration be kam kar sakty hain prattle is ribald aik underrate mai aik pretence mai 50 assignment or 4 strings karty h jany ke advertising nahe hote blurt away is ko apan life turn capable artistry be bana sakty hai kue ky ya kabe be group sum na hony wala ek weirdo escapade hai. jub hu koi kam arranginen tu osk liye bhi arranging ayse he hai k reverberate for aghr forxe se kuch hasil krna chahty hain tu humain arranging k sath kam krna hoga jis k disgusting blurt out forex prime bhi taraf Jaenge aur dusra reckoning Theatre arts proscribe debar mistakes Karenge To Hamara bill leave absolute kar diya Jayega aur Hamenn nay siry sy kam initiate karna padega Is Tarah Marked bht nakami ki taraf jaaenge To Hamen
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

                            Assalamu alaikum dear forex number kya hal hai main hai aap sab theek ho rah payenge aate Hain apni post ki jaan aaj ki Mari poster sugar se related jaisa ki AAP sab jante Hain ki is ke liye nahin hote isliyehamen chahie ke Ham chhote bacchon se shukr kam khiladiyon ke jaisa ki aap jante Hain ki chhote bacche jyada shukr khetu unke tab tak kharab ho jaate Hain aur unke dam nahin kiya jata hai jo ke liye bilkul acchi baat nahin hotiaajkal ismein gay ke dudh mein hamen sugar kaise Bal bahut kam karna chahie kyunki sugar maximum sirf ki kilo bajar mein se milti hai Ham jitni chuke kam istemal karenge hamen apni hi hoga kyon ke Pakistan mein mahangai bahut ho chuki haijab aap log roj khane ke bad sugar ka istemal kyon kyon nahin ki baat kuchh meetha khana achcha lagta hai to vah sugar jaisa ki AAP sab jante Hainsugar ka istemal mein maximum Kam nahin karna chahie kyunki sab sugar small karne se diabetes ho sakti hai aur agar Ho jaaye to firFIR aspataal ke chakkar aur bhaiyon Jara ke kharche se bahut hi masla banta hai aajkal mahangi kathura To har Banda aspataal ke kharche 14 kar saktapaise ki Ham sab jante Hain ki sugar mill Nawaz Sharif ki hai aur Nawaz Sharif is time Pakistan mein nahin hai hua aajkal Pakistan ka dushman hua hua haisugar mill jyadatar hamen bawal road per hi dekhne ko milati Hainsugar ka mausam sardi nahin aata hai kyunki sardi mein ganne ki mil hai ke jaane se Hi sugar banti hai aur bade bade truck mein load hokar jaati hai Disadvantages..
                            nahin koshish kitni chahie kyon sugar ko bacchon ko na den kyunki bacchon ke dant kharab ho jaate Hain aur kharab ho jaaye to fir nahin kiya jata hai jo FIR aapane pura dard hota hai
                            منسلک شدہ فائلیں
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review '' Sugar ( Cheeni ) par mubni hai..

                              Assalamu alaikum dear forex number kya hal hai main hai aap sab theek ho rah payenge aate Hain apni post ki jaan aaj ki Mari poster sugar se related jaisa ki AAP sab jante Hain ki is ke liye nahin hote isliyehamen chahie ke Ham chhote bacchon se shukr kam khiladiyon ke jaisa ki aap jante Hain ki chhote bacche jyada shukr khetu unke tab tak kharab ho jaate Hain aur unke dam nahin kiya jata hai jo ke liye bilkul acchi baat nahin hotiaajkal ismein gay ke dudh mein hamen sugar kaise Bal bahut kam karna chahie kyunki sugar maximum sirf ki kilo bajar mein se milti hai Ham jitni chuke kam istemal karenge hamen apni hi hoga kyon ke Pakistan mein mahangai bahut ho chuki haijab aap log roj khane ke bad sugar ka istemal kyon kyon nahin ki baat kuchh meetha khana achcha lagta hai to vah sugar jaisa ki AAP sab jante Hainsugar ka istemal mein maximum Kam nahin karna chahie kyunki sab sugar small karne se diabetes ho sakti hai aur agar Ho jaaye to firFIR aspataal ke chakkar aur bhaiyon Jara ke kharche se bahut hi masla banta hai aajkal mahangi kathura To har Banda aspataal ke kharche 14 kar saktapaise ki Ham sab jante Hain ki sugar mill Nawaz Sharif ki hai aur Nawaz Sharif is time Pakistan mein nahin hai hua aajkal Pakistan ka dushman hua hua haisugar mill jyadatar hamen bawal road per hi dekhne ko milati Hainsugar ka mausam sardi nahin aata hai kyunki sardi mein ganne ki mil hai ke jaane se Hi sugar banti hai aur bade bade truck mein load hokar jaati hai
                              Disadvantages..<br>
                              nahin koshish kitni chahie kyon sugar ko bacchon ko na den kyunki bacchon ke dant kharab ho jaate Hain aur kharab ho jaaye to fir nahin kiya jata hai jo FIR aapane pura dard hota hai
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X