Yeh Review '' Comb ( kanghi ) '' par mubni hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review '' Comb ( kanghi ) '' par mubni hai..
    Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
    I hope ap sab thek hon gy or forex par apni working behtreen tareeky sy anjaam dy rahy hon gy meri dua hai ky ham sab is sy bohat zayada profit gain karen to ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun .
    Intr
    oduction:
    Ma aj aik important gharelo cheez par review deny jaa rahi hun mera aj ka review '' comb ( kanghi ) '' par mubni hai comb har ghar ki aik important cheez hai isky bgair hamara dressing table naa mukammal hai comb different material ma hamy milti hai com kuch lambai ma hoti hain or inky agy dandany bany hoty hain adhy bareek hoty hain or adhy moty hoty hain bary dandano wali side sy ham baal ki uljhano ko suljaty hain or bareek wali taraf sy hm apny baalo ko level karty hain ab ma apko comb ky faaidy or nuqsanat ky baary ma btaon gi.
    Advantages :
    Comb ky bohatt sy faaidy hain jo ky ma apky sath share karny ja rahi hun comb ky bohat sy faaidy hain comb ki madad sy ham apny balon ko sanwarty hain comb sy ham apny baalo ky differet styles bana sakty hin ham apny balo ko straight bhi comb ki madad sy karty hain comb ki madad sy ham blow dry karty hain is trah comb ky bohat sy faaidy hain .
    Disadvantages :
    Comb ky bohat sy faaido ky sath sath kuch nuqsanat bhi hoty hain jesy ky agar achi quality ki comb na ho to is sy sar ma zakham bhi hosakty hain or aik doosry ki comb use karny sy bht sy asy diseases jo touch sy phelty hain wo bhi parwaan charty hain hamy asy ahtiyaat sy use karna chaye.
    I hope apko ye review pasand ay ga ap sab is par apna review share karen.Thanku !
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review '' Comb ( kanghi ) '' par mubni hai..

    introduction...
    Assalamu Alaikum dear members Mujhe ummid Hai ke aap khairiyat se Honge Aaj Jo aapane a review Hamare sath share Kiya main aapse is bar mein baat karna chahti hun jaise ki aap sab log Jante Hain ke com comb bahut hi kam Ki chij Hai Har Koi oye istemal se Bahu Bhi waqif Hai yah Har Ghar Mein present hoti hai Iske bahut se a advantage hai
    advAntages..
    Ab main aapko batati hun Ki kangi ke ke kya fayde Hain Iske ham Apne balon Ko set karne ke liye istemal Karte Hain kiski madad se Ham Apne Balam koi bhi style de sakte hain is se Ham Apne baal Sidha Karte Hain yah Bajar Se a aasani Se Mil Jaati Hai
    disadvantages..
    Jaisa ki aap sab log Jante Hain Ki Har chij Ke Koi Na Koi disadvantage Hote Hain lekin Mere Khyal mein kangi ke Koi disadvantage Nahin Hai subah Iske ke Agar acchi quality Ki Na Ho tu ja jald Tut Jaati Hai Iske alava iska Koi nuksan Nahin Hai
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review '' Comb ( kanghi ) '' par mubni hai..

      Assalam o Alikum!
      Doston umeed karta hu ap sub khariat sa ho ga aj ka hamara topic kangi ka bary ma ha
      Doston kanji tu har ghr ma hoti ha aj kal har ghr ma 3 sa 4 kangia hoti ha kangi ballo ko set karny kaliya use hoti ha ya har dukan sa asani sa mil jati ha aj kal market ma har kisam ki kangian mojood ha or mukhtalif design market ma a gy ha aj kal market ma pocket size kangian bh a gi ha un ko hum pocket ma bh rakh sakty ha

      Advantages:

      Doston iska bhot sary advantages ha
      Inko hum balo ko set karny kaliya use karty ha
      Inko hum apny sath bh rakh sakty ha
      Ya hamary balo ko achi tara set kar dati ha
      Ya hamary hisan ma azafa karny kaliya bh use hoti ha
      Aj kal bhot he fansi kangian bh a gi ha

      Disadvantages:

      Doston iska disadvantages bhot kam ha ya palstic ki bani hui hoti ha jis waja sa ya bhot jaldi toot jati ha agar local company ki kangian ho tu wo bhot he jaldi toot jati ha agar achi company ki ho tu wo long time kaliay use ho sakti ha

      Price:

      Doston inka sizes mukhtalif hoty ha jis waja sa inki price bh muhtalif hoti ha choti kangi 20 ruoa ki mil jati ha or bari kangi zayada tar 50 rupa ki mil jati ha agar achi company ki ho tu wo zayada tar 150 ruap ki mil jati ha ya market ma bhot asani sa mil jati ha
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review '' Comb ( kanghi ) '' par mubni hai..

        Assalam alaikum dear friends umed karta hon k aap aap sab kheryat sa hongay
        Topic: COMB(kanghi)
        INTRODUCTION:
        tiu bhayo main aaj apko aik aisi chez k bare main batanay ja raha hon jo aap roz
        use kartay hain aur khas kar k nojawan din main kai martaba use kartay hain main
        aj apko kanghi k bare main information donga air iski advantages ka zikar krien ga.
        Advantage:
        iska faida yh hota hai k aap k baal is sa set hotay hain aur achay rehtay hain.jab ap
        subha uthtay hain tou apk baal bikhray hotay hain aur apas main uljhay hotay hain lekin
        comb karny sa woh sedhay ho jatay hain aur pyaray lagnay lagty hain.yh combs
        differnt tarha ki hoti hain kisi ko hum hair brush kehtay hain jo k lambay baalon k lye
        thik hota hai is k ilawa ink different size hotay hain.
        Disadvantage:
        inka nuksan yh hai k zyada yar yh plastic ki bani hoti hain aur jaldi toot jaati hain aur kuch
        combs nokeli hoti hain jo k sir damage kar sakti hain.
        Cost:
        Normal comb 5p ruoay main mil jati hain zyada achi combs 100 ya 150 tak asani sa mil
        jati hain
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review '' Comb ( kanghi ) '' par mubni hai..

          Assalamu alaikum dosto ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aur apna forest mein acche se kar rahe honge to 200 aaj ka Mara Jo bhi hai vah kyon per kaisi chij hai jo hamare mein bahut hi important hai main aapko bataungakatangi ke kya kya importance hai aur isko Ham kaise istemal karte hain Vishal shuru karte Hain
          Doston jaise ki aap sabko pata hai ki Ham Bahar jaate waqt apne balon ko jarur savart Hain Taki Ham khoobsurat lag sake UK balon ki vajah se hamari khubsurat hi aur bhi bhar jaati hai aur aur Bal ek aisi chij hai jiski vajah se insan Jawan lagta hai to inko sambhalne ke liye kangi use ki jaati hai kabhi istemal takriban ham Kai sabjiyon se karte a rahe hain ya aaj ki banai Hui chij nahin hai bahut se jamane se chalti a rahi hai aur isase aapke balon ko bahut mahila aur kangi hamare pass alag alag design mein bhi hoti hai aur isko aaj ke jamane mein bhi hai ham log bhi samman karte Hain....
          ALLAH Hafiz
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review '' Comb ( kanghi ) '' par mubni hai..

            Assalamu Alaikum dear photos member kya aap Jante Hain Ki aaj ka Hamara topic komb yani kangi se related hai yah bahut hi Chhoti Si lekin bahut hi important chij hoti hai ghar ki Iske bagair African Mane Agar ji aapke ghar nahin hai to aap ko bahut hi Mushkil Ka Samna karna padega kangi ke bugyal aap apne balon Ko Sidha nahin kar sakte aajkal Mukt kisam ke Kangan aur Kaniya market Mein Pai Jaati Hai yah bahut hi Mana surprise Mein Pai Jaati Hai Har Koi khareed sakta hai Agar vah Na bhi khareed sakta Ho To kangi Hai Kya si chij hai jo ki Har Koi kharidega apne ghar mein jarurat ke tahat rakhega ke istemal se bahut se advantages hai iska integers 1 2 hi ho sakte hain jo ki main aapke sath share karungi
            Advantages of comb
            Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain cake ki Ghar Ki Ek most important chij hai kangi ke bagair Gujara hi Nahin kangi ka sabse bada fayda yah hai ki Ham Apne balon Ko isase Sidha karte hain aur Mantri Kishan ke designs banate hain parlour Mein To bahut jyada kangi ka istemal Kiya Jata Hai Mukt Kisan Ki Kahaniyan parlour Mein use ki jaati hai aur kuchh kam ho to bahut hi expensive hoti hai jinko use karne ka bahut hi Maja Aata Hai market se aapko bhi Shubh ki bhi mil Jayegi aur 150 ki bhi mil Jayegi yah isase bhi mahangai milati hai Jis Tarah ki aap Chahe kangi khareed sakte hain yah aapko colours mein milati hai kangi Ke istemal ka sabse bada fayda yah hota hai ki Ham Apne bacchon ko bahut hi Khubsurat Kishan ki inke balon ki designing bana sakte hain kangi ki madad se Kuchh bacchon ke bal itne kharab Hote Hain Ki daily kangi karni padati hai agar acchi material ki kangi Hogi to aap ko kangi karne ka maja aaega kangi ka fayda ke sath Kuchh nuksan Bhi Hai
            Disadvantages
            Dear friends agar aap ke ghar mein kangi mein Jude hai aur vah aage se kharab hai to Jab aap Aise Karenge to yah aapko bahut hi taklif Degi aur aap Bal Banane mein bahut Mushkil mahsus Karenge Bazaar Mein Sasti kangi bahut jaldi kharab ho jaati hai aur Sar ke andar chhupana Shuru Ho Jaati Hai kangi ko bahut hi Itihaas se istemal Karen Jab yah Ek Bar kharab ho jaaye to yah Dobara theek Nahin Ki Ja sakti ghar mein aap ko pata hai Chhote bacche kaviyon ko Aksar Ghuma Dete Hain isliye kamiyon ko rakhne ke liye ek Vada Sab Jagah banaya tha ki aap ko Mushkil Ka Samna Na Karna Pade thank you
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review '' Comb ( kanghi ) '' par mubni hai..

              Hi members 💥 hmara aj ka review ek ghrelu cheez pe mubani h.. jo hr ghr me moujood hti h.. is k bger tou shyd koi b ni rhtq...hr ghr me yeh cheez available hoti...aj hm jis bry me bat kr ry wo h;
              Kangi ( comb):✔️
              G han aj ka review comb yani kangi pe mubani h...kangi hr ghr me moujood hoti h or ap sb iska istemal b jante hyn yeh balon k lye use hti h....balon ko sanwaarny k lye kangi ka istemal kia jata h .. yeh ek essantial cheez h ...is k bger balon ko sudhara ni ja skta ...tou iska istemal sb e krte hy ...💯
              kangi k istemal se ap balon ko kanga krte baalon ko snwaart hyn.. or kangi ajkal hr cheez me moujood h..👍yani wood ki b steel kj b plastic b... kangi ka istemal bht e ziada common h...or kangi krne se baal bhtbachy lgte...yeh balon ko nourish krti h..kamgi krne se ap k balon ki growth hoti h...kangi se baal ap k proper dikhai dete hyn...✌️

              اب آن لائن

              Working...
              X