ya review ghr ma choty "Garden "par mabni ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya review ghr ma choty "Garden "par mabni ha.
    Dear Asslamolikum !

    Topic ka Nam : "Garden "

    Topic ka introduction :

    Aj ma jis topic kay bat karny a raha h wo ek ghr ma garden par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is saya pko kafi fiada ho ga to ham start karty han ghr ma chota sa garden boht zarori ha or boht achi cheez ha is say boht zda faidy hoty han ghr ma gen green acha lagat ha or mahool kafi zada acha lagta ha or is ma zada jaga ki bhe zarort nhi hoti ha bas ek side par garden bna ia jata ha or is ma choty choty boht say tree a pody lag jaty han jo boht zada achy ghoty han or is sa hamy bacho ma pdy lagany ka boht jazba peda hota ha or is m aghr ka mahol bboht zada acha rehta ha kuh logo kop podo ka boht zada choq hota ha or wo ghr ma is i ot achi collefction kary han.

    Faidy :

    is klay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is say ghr ka mahool boht azada acha lagta ha or bnda nfresh fresh fel kata ha or is ki hifazat krni bhe boht achi bat ha or ghr ma kisis qisam ka koi masla nhi bnta ha or ya boht achi cheez ha is sa ghr ki por look change ho jati ha jis saa pak ghr boht zada pyara lagata ha or is ma agr ap koi pody lgaty han koi rose a koi or flowers to ya boht achy colour full lgta ha.

    Nuqsanat :

    is kay boht ada faidy kay sath sath is kay kuch nuqsanat bhe han jin ma say kuch ma aop sab kay sath share kro ga to ham star karty han apko is ka kafi zada khyal rakhna parta ha agr is ka khyal na rakhy time pay pani na day to ya khrab ho jata ha or is ma koi bhe janwar ya koi bhe kery nikl sakty han jo apko nuqsan pounca sakty han or zada is kay koi nuqsanat dekhny ma samny nhi aty han.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

    Ghar me agar loan majood ho to es ko zaya nahi karna chaye aur es se faida lena chaye yaha 1 small garden laga lena chaye jes me different types key flowers, sabzi, jaman, angoor jesy pody laga leny chaye, ghar me water ki kami be nahi hoti hay es ley es ko ham easily pani be daily provide kar sakty hey, es ka faida ye hota hay session me ham apny small garden se har tarha se sabzi hasil kar sakty hey aur jaman aur angoor jesy pahl be hasil kar sakty hey ye pohdy pahl koch time key bad dety hey agar en par pahl nahi be lagty hey to per be ye pohdy loan me bahot hi achy lagty hey, garden ki waja se ghar ki decoration ho jati hay aur ham es me jab kam karty to exercise key sath hamara time be bahot acha guzar sakta hay, garden ki waja se mahool be hi acha ho sakta hay aur safai be ho jati hay jo key hamari health key ley be bahot acha sabit ho sakta hay, ghar me agar garden majood na ho to ghar ka loan bahot ajeeb kisam ka lagta hay garden ki waja se hi ghar bahot acha lagta hay aur jo be hamar ghar ata hay hamary garden ki tareef key baghir nahi reh saky ga ye shook bahot kam afraad ko hi hota hay es key fawayed bahot zeyada hoty hey zaror apny ghar me 1 garden lagany ka intezam karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

      Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
      I hope ap sab thek hon gy or forex par apni working ko bohatt achy sy perform kar rahy hon gy to ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
      Introduction :
      Ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun mera aj ka jawab ghar ma mojood choty ''Garden'' par mubni hai garden har ghar ma to mojood nahi hota lekin mostly bary gharo ma hota hai or choty gharo ma bhi choty garden bnay jaty hain garden aghar ka aik aissa hissqa hai jis ma ham greenery karty hain fruits or vegetables or flower plants lgaty hain jis sy hmary ghar ki khoobsorti ma bhi izafa hota hai garden ky faaidy or nuqsanat ky bary ma ab ma apko btaon gi .
      Advantages:
      G jesy ky ap sab janty hain ky mera aj ka topic garden par mubni hai ab ma apko ghar ma mojood choty garden ky faaidy ky bary ma btaon gi ghar ma aik chota sa garden hony ky bohat sy faaidy hain is sy hamary ghar ki khoobsoorti ma izafa hota hai is garden ma jab ham fruits wagera lagaty hain to hamy fresh fruits khany ko milty hain hamy kisi bhi kisam ki pareshani nahi hoti or hmary garden ma lagy flowers hmary ghar ky mahol ko khushbuoun sy mehkaa dety hain inki waja sy har taraf taazgi phail jati hai garden sy hamary ghar ma aik rounaq si ho jati hai jis sy ghar chehkta mehkta lagta hai isi trah insaan ka zehan bhi fresh rehta hai or yeh hmary ghar ki aik sukoon deh jagah hoti hai jis ma ham baith kar sukoon ky pal enjoy kar sakty hain or ghar walo ky sath baith kar chaye pee kar is taazgi ko enjoy kar sakty hain.
      Disadvantages:
      Jesy ky gardens ky hamari life par bohat sy positive asraat hain isi trah ye kuch negative effects ka bhi sabab banty hain jesy ky greenery par machar or asy hi bohatt sy hashraat ki ifzaaish bohatt zyada hoti hai jiski wajah sy bohat sy imraaz janam ly rahy hain or doosri taraf agar ham gardens ki take care nahi karty plants ko waqt par paani nahi dety to yeh plants kharab hojaty hain or garden ki look totally change hojati hai jis ki wajah sy sab kuch ugly lagny lagta hai.
      I hope ap sab ko mera yeh review pasand ay ga i refer that ky sab apny gharo ma choty sy garden bnay unki take care karen or achi fizaa bnayn .thanku!
      • #4 Collapse

        Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

        Assalam o Alikum!
        Doston umeed karta hu ap sab khariat sa hon ga aj ma apko ghar ka garden ka bary ma kuch batana chahta hu

        Introduction:

        Aj kal har ghr m chota sa garden ho ta ha us ma zayada tar log phool waghera lagaty ha or aik hisy par apna ghr kaliya sabzian waghera lagaty ha maslan tomatoes ,marchen waghera lagaty ha garfen sa humko taza hawa milti ha or insan ka dil khush ho jata ha

        Advantages:

        Doston garden ka bhot sary advantages hoty ha
        Is ka zariya humara mahool saaf rahta ha
        Is sa humko saaf sabzian milti ha
        Garden sa humko taza phool milta ha or taza khushboo milti ha
        Is sa hamary ghr ka mahool saaf rahta ha
        Sham ko zatada tar log garden ma beth kar taza hawa ka maza laty ha or sham ko sath chaye bh pety ha

        Disadvantages:

        Doston iska disadvantages bhot kam ha
        Is sa hamary ghr ma garden ka paty phel jaty ha
        Is ko saaf karna bhot mushkil ha
        Isko pani dena parta ha
        Ya is kaliya aik maali rakhna parta ha
        • #5 Collapse

          Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

          Dear aapane bahut interesting topic discussion ke liye apni review may select kiya hai aur isko properly describe kiya hai no doubt Jab Ham Apne Ghar Mein Ek Chhota Garden banaa Lete Hain To ismein Humko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain ismein Hamare ghar ka environment completely change hone ke bahut jyada chance hote hain aur ismein Humko health se related bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Jab Ham properly is per completely focus Karte Hain To Humko bahut jyada benefits aur services mil rahi hoti hai.

          Dear jab aap apne ghar mein ek small Garden banaa Lete Hain To usmein aap different types ke plants aur is related kuch important tools ko carefully focus kar rahe hote hain lekin is ka aapki healthy life per bahut jyada effect ho sakta hai Kyunki Jab aap morning walk karte hain aur Aisi situation Mein Jab aap apne garden mein Jaate Hain To ismein morning time per aapko bahut hi perfect facilities provide ki ja rahi hoti hai aur aapko ghar ke bahar jaane ki jarurat Nahin rahti aur aap apne ghar mein hi bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.

          Faidy :

          Dear jab aap Kisi bhi garden mein Jaate Hain specially Jab aap morning time per vah karte hain aur kisi garden mein different plants ko properly facilitate Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages bhej Rahe hote hain especially aapko health se related Kuchh doctor sui Yahi permit Karte Hain ki aap ko Maloom time Aisi environment main Jarur Jana chahie jismein aapko breathtaking se related maximum advantages mil rahe hon.

          Nuqsan :

          dear jab aap apni ghar mein Main Garden banate hain To Aisi situation main aapko iska Koi Pasand Nahin ho sakta lekin aapko uski complete care Karni chahie.
          • #6 Collapse

            Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

            Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or forex ma apna kaam achy sy kr rhy hon gy aj ham jis topic k bary ma baart kry gy vo ha garden
            aj ma apko garden k advantages or disadvantages k bary ma btao gi garden k bohat zyada faidy han garden ma bohat sy trees or flowers
            or bhi bohat si chiezy hoty han jis sy ghar or bhi bohat zyada khobsorat lagta ha.....
            advantages:
            ab ma apko isky advantages k bary mabtao gi iskybohat sy faidy han garden ki wja sy ghar or bhi bohat zyada khobsorat lagta ha is k bohat
            sy faidy han ham is ma bohat koch lga skty han garaden sy haam pory ghar ki look change kr skty han is ma bohaat sy color full flowres lga
            skty han jis sy garden or bhi bohat pyara lagta ha
            disadvantages:
            ab ma apko is k disadvantages k bary ma abtao gi hmay flowers ko fres krkhny k liay bohat zyada hfazat krni prti ha rozana pani dena
            prta ha is ka khas khya rkhna prta ha rozana time dena prta ha tabhi garden fresh rhta ha
            best of luck
            • #7 Collapse

              Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

              Mera Yaar review Ghar Ke Chhote Garden per Mabni hai agar aap ghar mein ek Chhota Sa Garden banaa lete hain aur usmein plants ko grow Karte Hain To is mein ghar ki khubsurti mein ijaafa ho jata hai aur aap ka Ghar Pyara Pyara lagta hai.apki health kafi ziada faeda mand rehti hy . Ghar mein Chhota Garden lazmi Hona chahie jismein aap acche acche plant ko lagakar Apne Ghar ki beauty ko Badha sakte hain

              Garden ke advantages.
              Apke ghar ka mahool bahut ahi acha ban jata hy apke ghar ki look bahut hi achi ban jati hy aur achay phaldaar plants laga kr ap phal bhi hasil kr lete hen Jaisa ki aap Kaho Maloom Hai Ki ghar mein agar Flowerhorn to ghar aur jyada beautiful lagta hai jisse ghar mein Gulab ke flower ho to vah ghar Aur Bhi Jyada beautiful lagne lagta hai aur bahut jyada attractive lagta hai Uske alava Agar Subah Subah Insan Ki Nazar green bartan per Pade to mind fresh Hota Hai aur medically bhi plants ke ghar mein hone ke bahut jyada fayde Hain.

              Garden ke disadvantge..
              Vaise to Garden ke disadvantage bilkul Bhi Nahin Hai Lekin thoda Hamen time Jyada Dena padta hai aur in plants ka bahut jyada care karni padati hai hai aur Agar Ham Inki care time per na karen to Inky beauty Mein Kami Aana shuru ho jaati hai aur yah galne chadhne lag Jaate Hain in ki care karna Hamare liye bahut jyada Jaruri ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

                Starmaker my dear all friends Mitra Kary se Honge ji Hamara review hai ghar mein Garden ghar mein Garden ke fayde Hain Ham aaram se baith sakte hain aur usme enjoyment kar sakte hain aur yah Hariyali jo hoti hai yah bahut hi Jabardast hoti hai news mein chalne ke Seth ke liye theek hai subah subah Magar Bahut Karen ismein about Jabardast hota hai ghar mein Garden Kaho na jaruri hai is Main Ghar Ki khubsurti Mein Zafar Hota Hai aur yah ghar mein Lagane Garden Hona chahie Barish Ki dekhbhal karna bahut jaruri hai Kariya khush ho jaaye FIR yah khatm Ho Jaate Hain aur Mar Jaate Hain aur yah Jo hamare pass Hadsa Ban Ke Ghar Mein Ek bahut hi VIP Garden hai aur yah Jabardast chal ine Mishra Diya ke ghar mein gana Lagane Se Ek Ghar ka mall VIP aur Achcha ho jata hai Hafiz Sahab yah bhi bolate Hain Ki Main tabhi uska fayda Hafiz Sahab bol rahe hain uska fayda Ya Hai bacche Khel rahe the ke lete hain aur usmein football bhi Khel sakte hain aur yah bahut hi Jabardast Hota Hai Bada Pyara Main bhi kar sakte hain Agar saido Mein paudhe Lag Jaaye vah bhi bahut Jabardast ho rahe Dil Mein Sama sakte hain aur uske sath ful bhi ho aur paudhon Ke Niche baith ke injoy Karenge theek ke boti Kabab bhi kha sakte hain aur Bhaskar Banda Bor ho jata hai to bade wife ke sath usmein ghoom sakta hai Baki bhi bahut Sare acche Hain pahle Jo Ham Apna rosemala Jindagi Mein enjoyment kar sakte hain aur usmein baith ke chair Kursi laga ke aur VIP Mor bana sakte hain garden mein Apna Jyoti utaar kar raha Ham subah subah baat bhi kar sakte hain to fir bhi kar sakte hain vah bahut Sare bimariyon ka ilaaj Hai vah Jindagi Mein subah subah Garam Chale to vah bahut sari bimariyon se bacha Ja sakta hai vah Seva Abhi Abhi Abhi Hai Koi Har Hafte uski pitaai karna chahie aur usko sabse Rakhna chahie aur Pani Magar time per Lagana chahie is Garden VIP aur Kisne Mara tha hai Jigra Si Ladki Bahut pahle ismein Ham Apna khana ho gaya aur VIP mahaul Mein aaram se niche baith ke Ham khana kha sakte hain aur injoy kar sakte hain ghar mein Hona khushnuma lagta hai aur yah bahut hi Jabardast hai
                • #9 Collapse

                  Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

                  Ravalgaon my dear all Forex member dear aaj ka review ghar mein chhote garden per hai Jab Ham Apne Ghar Mein Ek Chhota Garden banaa Lete Hain To ismein Humko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain ismein Hamare ghar ka environment completely change hone ke bahut jyada chance hote hain aur ismein Humko health se related bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Jab Ham properly is per completely focus Karte Hain To Humko bahut jyada benefits aur services mil rahi hoti hai Dear jab aap apne ghar mein ek small Garden banaa Lete Hain To usmein aap different types ke plants aur is related kuch important tools ko carefully focus kar rahe hote hain lekin is ka aapki healthy life per bahut jyada effect ho sakta hai Kyunki Jab aap morning walk karte hain aur Aisi situation Mein Jab aap apne garden mein Jaate Hain To ismein morning time per aapko bahut hi perfect facilities provide ki ja rahi hoti hai aur aapko ghar ke bahar jaane ki jarurat Nahin rahti aur aap apne ghar mein hi bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain Dear jab aap Kisi bhi garden mein Jaate Hain specially Jab aap morning time per vah karte hain aur kisi garden mein different plants ko properly facilitate Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages bhej Rahe hote hain especially aapko health se related Kuchh doctor sui Yahi permit Karte Hain ki aap ko Maloom time Aisi environment main Jarur Jana chahie jismein aapko breathtaking se related maximum advantages mil rahe hon dear jab aap apni ghar mein Main Garden banate hain To Aisi situation main aapko iska Koi Pasand Nahin ho sakta lekin aapko uski complete care Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

                    Assalam Walekum dear member aapane Ek bahut Achcha han aur interesting topic Hamare Sath discuss Kiya Hai no doubt Chhote Garden Hamare ghar ki khubsurti mein izafa Karte Hain Jin Logon ke pass Jyada area available hota hai vah bahut Bade Garden bhi banate hain aur Jin Logon ke pass bahut kam place Hota Hai hai vah apne ghar mein Chhote Garden banate hain Garden se Ham bahut se advantages Hasil kar sakte hain yah Hamare ghar mein bahut Khubsurat Lagte Hain.

                    Morning time garden mein aapko bahut jyada freshfield Hota Hai hi hai garden mein aap aap different plants Lagate Hain Iske alava garden mein different vegetables and fruits ke plants per lagakar healthy vegetables and fruits Hasil kar sakte hain garden mein bahut Khubsurat Lagte Hain Inki fragrance Hamen morning time bahut acchi Lagti Hai hai.

                    Faiday :

                    Garden mein Hamen morning time bahut accha feel Hota Hai hai Ham fresh air ko enjoy kar sakte hain garden mein Ham different plants lagakar Unki fragnance ko injoy kar sakte hain iske sath sath Ham Apne Ghar Ke Chhote se Garden ko kitchen garden bhi banaa sakte hain jismein kitchen se related different vegetables bhi Laga kar injoy kar sakte hain garden mein main jo bhi Chhota Sa sitting area hota hai vahan per Ham teatime ko bahut acche tarike Se injoy Karte Hain Jo log morning time exercise karte hain vah Apne garden mein exercise kar sakte hain.

                    Nuksan:

                    Jab Ham apne ghar mein Chhote Garden banate hain To Hamen Unki bahut jyada care karna hoti hai agar Ham Garden ki care na karen to yah kharab ho jata hai plants kharab ho Jaate Hain Jo bilkul bhi achy nhi lagty is leay garden ki care bahut zarori hai tab he yeh hmary ghar ki khubsurti me ezafa krta hai ...thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

                      Asalam O Alikum
                      Umeed karti hun k.ap sub log khriyt say hun gy or achy say kam.kr rhy hun gy.
                      Garden ik asi jaga hai jahn har kisi ko jana acha lgta hai magr kaya hi bat ho agr apna garden apny ghar k bahir majood ho to wahn pay jany say insan taro tazza ho jata hai or jana b chahiye garden boht relax kar deny wali jaga hoti hai.

                      Garden k faiday:
                      Garden k boht say faiday hein ik to ye insan ko healthy or fit rakhta hai sath hi sath fresh b rakhta hai fresh air day insan sara din khud ko relax feel krta hai or din b acha guzrta hai. Isk ilawa boht say log jo exercise krty hein garen ma karny say unki exercise pay boht acha farq parta hai or insan fresh or puur skoon ehta hai garden ma colorful follower insan ko khush kr dety hein or green plants ankhon ko thandak pohchanty hein.
                      Nuqsan:
                      Garden k koi b nuqsan nahi hai q k ye to tazgi deta hai or logo ko fresh krta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

                        Assalamu Alaikum dear Agar Hamen Apne Ghar Ko khushgawar banana hai To Hamen ghar mein Chhota Sa Garden bhi banana chahie use main Phool Lagani chahie aur apni Marzi ke fruit wale trees abhi Lagana chahie Jitna Pyar Ham Apne Garden ko Rakhenge Hamare ghar Bhi Itna Hi Pyara lagega Agar Ham daily garden mein Phool aur trees ko Pani Pila ayenge to vah jaldi jaldi grow Karenge Hamen Garden utna hi hi hi bada banana chahie jitni ham Uske acche se dekhbhal kar sake Garden Lagane ke bahut fayde Hote Hain aur kuchh Logon ki ki hobby bhi hoti hai Garden Lagane Ki
                        • #13 Collapse

                          Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

                          Assalamu Alaikum dear Forex member aaj ka
                          Topic
                          Garden


                          Introduction:

                          Aj kal har ghr m chota sa garden ho ta ha us ma zayada tar log phool waghera lagaty ha or aik hisy par apna ghr kaliya sabzian waghera lagaty ha maslan tomatoes ,marchen waghera lagaty ha garfen sa humko taza hawa milti ha or insan ka dil khush ho jata ha

                          Advantages:

                          Doston garden ka bhot sary advantages hoty ha
                          Is ka zariya humara mahool saaf rahta ha
                          Is sa humko saaf sabzian milti ha
                          Garden sa humko taza phool milta ha or taza khushboo milti ha
                          Is sa hamary ghr ka mahool saaf rahta ha
                          Sham ko zatada tar log garden ma beth kar taza hawa ka maza laty ha or sham ko sath chaye bh pety ha

                          Disadvantages:

                          Doston iska disadvantages bhot kam ha
                          Is sa hamary ghr ma garden ka paty phel jaty ha
                          Is ko saaf karna bhot mushkil ha
                          Isko pani dena parta ha
                          Ya is kaliya aik maali rakhna parta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

                            Assalamu Alaikum dear Forex member aaj ka Hamara topic bahut hi Khubsurat topic hai aaj Ham aapse Apna knowledge ghar mein Chhote Garden se related Kuchh baten Karenge real friends Agar aapka Ghar Khubsurat hai aur Agar ismein Chhota Sa Koi Garden Bhi aapane Banaya hua hai to Aapka Ghar bahut hi Khubsurat ban jata hai Jaisa ke aap Jante Hain Agar ghar mein Chhote paudhe ko Kah Raha Hun To Gam Jeet Khubsurat Nazar aata hai thanda thanda mahsus hota hai agar aap apne ghar mein Chhota Sa Garden banae to Aapka Ghar Khubsurat hone ke sath sath aapko oxygen bhi saaf Sutri mujesar Hoti Hai Kyunki paudhe Hamen oxygen from karte hain aur ham Apne Aasan Mein aaloo ki begera Shamil Nahin Hoti Agar aapke ghar mein Chhota Sa garden mein Jude hai to aapko Ghar Jeet Khubsurat Lagna shuru ho jata hai is Garden ke aapko bahut se advantages aur kuchh disadvantages Milenge jo ki main aapke sath abhi share karungi
                            Advantages of Garden Chhota
                            Dear friends Agar aapke ghar mein Chhota Sa Garden hai to aapko bahut hi fayda hota hai ek to aapke sath mein kisi ki sankhya loot Ki Nahin Hoti paudhe Hamen oxygen from karte hain aur oxygen bahut hi Sath Supreme major Sar Hoti Hai Agar aapke ghar mein kisi ki sankhya bada hai ya Chhota garden mein Jude Hai To ka ghar mein Hona ghar ko Jeet Khubsurat Banane mein aap ki madad karta hai aap apni Marzi Ka Dil Chaha Kisi Kishan Ka Bhi paudha Apne Ghar Mein Laga sakte hain Chahe vah fal fruit kara ho to bhi aap apne ghar mein Garden Laga sakte hain DFM ghar mein Garden Ka manjur Hona bahut Jaruri hota hai Agar aapke ghar mein Chhota Sa Garden hai to aap ismein Sham kijiye bahut hi baje se Pee sakte hain garden mein chai Peene Ka apna hi Maja hota hai sham ko bacche garden mein Khel sakte hain Barish ke Dinon mein to ghar bahut hi Khubsurat lagta hai Garden ki vajah se
                            DisAdvantages
                            dear friend Jahan per Chhote Garden ke bahut se fayde hote hain Vahi par kuch nuksan bhi hote hain Agar aapke ghar mein garden mein Jude Hai Chhota Sa to a garmiyon mein aapko bahut hi jyada bacchon ka Samna karna padta hai Kyunki Garden ki vajah se ghar mein bahut jyada machhar Mein Jhooth Ho Jaate Hain aur Chote mote ki bhi a Jaate Hain Chhote bacche Mitti Mein Hath Marte Hain is vajah se aapko Garden Ki Surat Mein bacchon ka jhagada nahin karna padta hai Garden ko Hamesha Ghar Ke Kone Mein Rakha Jata Hai Lekin fir bhi ghar mein machhar mudarada Kale Ho Jaate Hain Kyunki darvaje ke dariya mein aana jana bhaiya hota hai Garden Ki Safai karna bahut Mushkil hota hai ghar ke kamon ke sath Garden Ki Safai karna bhi bahut Mushkil hota hai aur aap thak Jaati Hai Diya friend garden ka sabse bada nuksan Ek Aur bhi hai ki iski Safai karte waqt aap khud ko bahut jyada kam kar Leti Hai aur aap se ghar ka Kam Nahin Hota thank u
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ya review ghr ma choty &quot;Garden &quot;par mabni ha.

                              Asslam o alikum members
                              TOPIC: GARDEN

                              INTRODUCTION:
                              Dear frnds aaj k mera review garden per mabni hai yeni k ghr mn
                              Choty garden's.. hum aksar oqat ghr mn choty gardena bnaty hn khubsurti
                              K liye jin k faidy bhi hty hn aur chand nuqsanat bhi..
                              Aaj mn apko garden k faidy aur nuqsanat k bary mn btaun ga

                              "FAIDY"
                              Frnds ghr mn grden bnany k kafi faidy hn jese k ghr mn khubsurti
                              Aur nikhaar aata hai.. is k ilawa agr aap khushbu wale flowers
                              Lgaty hn to ghr khushbu se mehkta hai
                              Garden mn ap kafi iqsam k fruits k plants bhi kga skty hn ..
                              Garden k lgany se apke ghr mn dust wghera km ho jati h..
                              Is k ilawa taza hawa aur environment mn positive changing aati
                              Hai..

                              "NUQSANAT"
                              garden k jahan itne sary faidy hn wahin nuqsanat bhi hain
                              Jese k agr rat k wqt aap garden mn bethty hn to plants se niklny
                              Wali dangerous gasses se apki tbiyat khrab ho skti h
                              Ghr k andr garden bnany se keery makory ya machhar wghera
                              Mn izafa hta hai.. is k ilawa agr aap care na kren to garden se kachra
                              Kafi hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X